Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?
    Pyaray Moziz members mene aksar he suna ha k kuch traders kehtay hain k ess trader ko over trading se ess week ya aj ka din loss huwa ha ye asay konsay traders hotay hain aur konsi over trading ha jiski wajah se loss hota ha
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan trading koi b hoti ha wo palning sey ki jaati ha k itney pips lanay hen ya daily ka target select krky market mey jaaaya jata ha trade k leye jab ap target sy zada trading pey trading krtey rhogay woh over trading kah laiy gi
    • #3 Collapse

      JAIZA : OVER TRADING :


      Dear over trading aik boht he big mistakes traders mein dekhne mein ate he jes ke waja se traders ko losses hote hien aur over trading ka mtlb yeh hota he keh trader apne account balance ke hisab se nhe chlta he aur account balance km hota he aur trader boht zyada volume ke lots ka istemal krta he aur boht zyada leverage ka istemal krta he jes ke waja se trader ka margin level km ho jata he aur jb market mein thora sa up down hota he to trader ka account khale ho jata he to yeh over trading krna boht he big mistake he aisa trader kabhe na krein aur forex trading mein over trading trader es waja se krta he keh us ko boht zyada profit hasil ho ske lakin aisa hrgiz nhe hota he trader profit earn krne ke baje boht zyada loss kr bethta he to mein yeh kahon ge keh forex trading mein kabhe over trading na krein aur forex trading market mein boht safe aur careful trading krein aur thora risk trading mein istemal krein to hmein kabhe apne trading mein nuqsan na ho ga aur hm apne trading mein boht ache earning bhe hasil krte rhien ge.
      • #4 Collapse

        jaiza over trading
        jub ap aik diciplne kay sath trading kartay hain or apnay target se agay nehi jatay hain to ap ko kabi b loss nehi ho ga
        over trading 2 kisam ki ha
        first...
        jub aik trader ka daily target compelete ho jata ha to wo baz okat over confidence me ajata ha or next day ka target b usi day hasil karnay ki koshish karta ha is kay liey wo bohat zada high lots use karny ki try karta ya ya phr had se zada trades lay leta ha jo loss ka sabab bantay hain
        2nd
        jub aik trader ko aik day me loss ho jaey to usay emotional nehi hona chahiey balkay os ko apnay ap ko cool rakhna chahiey or os day kay liey mazeed trading nehi karni chahiey but kuch trader emotional ho kar hight lots use kar bethtay hain osi day apna loss pora karnay kay liey jis se wo double loss kar laty hain aik hi day me phr kehtay hain over trading karnay se zada loss howa ha
        • #5 Collapse

          Forex main kaam karne ki spray of knowledge ke sath kaam kare confidence ke sath kaam kare agar aap Yahan Par overconfidence ke sath working karte hain aapko Yahan Par kuch bhi nahi milega yahan se nuksaan hai nuksaan Kar Jayenge for working nahi hogi
           
          • #6 Collapse

            Esy traders jo market ko analysis be nahi karty aur profit earn karny key ley trading me emotional ho kar jald bazi me esi trades open kar lety hey jo key market conditions key mutabeq bilkul be nahi hoti aur zeyda lot size use kar key 1 se zeyda order place kar lety hey esy traders apni total investment ko loss hony key ley open rakty hey na esy traders take profit ko koi ehmeyat dety hey aur na stop loss ko use karny ki ehmeyat ko samjty hey, esi over confidence ki waja se traders ko big loss kam se kam time me ho jata hay aur per esy trader loss ki recovery karny ley long time tak intezar karty hey jo key bilkul be namumken si bat hay.
            • #7 Collapse

              forex trading main over trading os trading ko kahty hain jo k loss hony k bad trador foran se apni dosri trade ko open kar dety hain or un ko yah lgta hai k hmain buy kar k loss howa hai tu hmain ab sell kar dena chhyae jis se un ki donu trading triks boht he buri tarha fail ho jati hain ot un ko loss ho jata hai
              • #8 Collapse

                overtrading working karne ke liye aapke paas capital hona chahiye Jitna Jyada capital hota hai phir aap usko leverage ke hisab se overtrading kar sakte hain lekin phir se aapko yaad aa sakta nahi face karna padta hai isliye Zara mind Mein set Karke kaam karte hain
                 
                • #9 Collapse

                  OVER TRADING
                  payray ibrahim bilal over trading woh trader kartay hian jo kah trading market main new join hotay hian un ko trading market main risk management ka thek tarah say mallom nhy hota hay aor woh over trading kartay hain aor aik hy din main ya aik hy week main account balance wash kar bathatay hain jo kah srasar ghalt bat hay aor trading rules ko broker karnay wali bat hay forex trading main over trading ka mean yah hay kah trader ka account balance kam hota hay aor trader high lots ka use kar lata hay jo kah gambling system ki trading ho jaty hay ya to trader thek thak profit gain kar lata hay ya phr apni all investment say hath dho bathta hay aisa karna thek nhy hota hay aor trader ko forex trading main kabhy over trading nhy karni chhy aor trader ko forex trading market main experience and knowledge say trading karnay hay aor trading main risk management aor money management ko follow karna hay phr ja kar trading main success hoty hay is liay trading market kay right ways ko smjh kar trading karny hay wrong ways say aor over trading say trading main nakaami hoty hay over trading na karain aor trading main profitable trading karain aor professional trading kia karain jldi profit earning na karain is main loss zyada ho ga profit nhy ho ga aor right trading options ka use karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?

                    agar hum forex mai over ho ky trading kary gy to hamy loss ho jy ga is mai marekt ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?

                      Over trading kay pehlay to matlab clear kia jaye kay over trading hoti kia hay. over trading say murad zayada trade kerna aik hi time main ya bari lot ka use kerna aik trade main. over trading bari lot ko ya choti lot ki boht zayada trade ko aik hi time main laganay ko kehtay hain. ager trader ka account maximum 1 lot ko support kerta ho leverage kay lehaz say to trader aik bari trade 1 lot ki open ker lay ya .1 ki 10 trade open ker lay ya .2 ki 5 trade open ker lay aik time main. to yeah over trading kehlaye gi aur is main account chand minutes ka mehman hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?

                        forex mai hum live trading karty howe agar over ho jy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy apne learning ko best bana kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning haisal kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai baht kar forex mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?

                          bhai jin tradors ko apni trading se loss hota hai wo apni trading main over trading karty hain or over trading main wo juba ik trade se profit eran karty hain tu yn ko lgta hai k mazzed osi tarde k bad bhi apni agli trade lga den jis se hmain dobra loss ho jta hai es liye apni trading main kbhi bhi loss hony waly factors ko add na karen jis se apko loss hony ka khtra hota hai q k forex trading aik risky bsuiness hai jis main ap k pass aghr acha klnowledge nahi hai tu ap kbhi bhi eraning nahi kar skty hain es liye ap apni trading ko ayse mange karen k over trading na ho q k lalach se he apmain pver trading ka factors ata hai jis se apko loss ho jta hai or ap ka ccount wash ho jta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?

                            bhai forex trading main jo bhi tradors over trading karty hain aik tu wo jaldi apny account se hath dho bethty hain or jald he apni trading main nakam ho jaty hain over tading os trading ko kahty hain jis main aik trador apny account ko mange kar k trading nahi krta hai wo apni trading main small volume ks ath bari invest krta hai jis se un ko aik he loss se account wash ho jta hai tu ayh aik khtrnak method hai q k jis method main hmain loss hony k chahces zyda hoty hain tu wo method hmain kbhi bhi kamyb nahi hony deta hai es liye aghr ap ny achi trading karni hai tu apni trading k sath sath apny account ko bhi mange karenq k account main kuj ho ga tu he ap trading kar skty hain ayse ap ki trading bhi mumkin nahi rahti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Konsi over trading sey zyada nuksan hota ha ?

                              Dear friend forex trading main ap ka account balance 100 dollars ha or ap ko chae ha ap is main 2 sy 3 trade open karny ziada na karny wo bi 0.01 lot size ki agr koi is sy ziada trade open karta ha aik time main 3 k bajay 6 sy 8 trade open karta ha or in ki lots size 0.01 sy ziada ki rakhta ha to ye over trading main aa jata ha is tahra aik he pair main 0.10 ki lots size laga dan tab bi over trading main aa jay ga is ley humy forex trading main over trading ni karni chae ha q k is sy humy both ziada loss hota ha or humara account bi wash ho sakta ha is ley humy forex trading main proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k hum over trading sy bi bach sakeny or maximum profit hasil kar sakeny or forex trading main hum kamyab ho sakeny

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X