Jaiza : Kuch log negative kyun hotey indicators k use pey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Kuch log negative kyun hotey indicators k use pey?
    dear me ap say ya puchna chahti hoon aksar logon say suna ha wo bohat negative howay hotay hen k indicator ko skip karo ya fazool hen as kyon hota ha ap bata den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    JAIZA : NEGATIVE HONA INDICATORS KAY USE PEY

    Dear forex trading ka business boht he high level ka risky business he jaisa keh sb ko pta bhe he aur forex trading market ko smjhna hr kse ke bs mein nhe hota he aur jo new traders hote hien aur jo trader forex trading mein abhe tk acha knowledge aur experience nhe rkhte hien aur un ko ache tareeqe se indicators ka istemal krna nhe ata to jb woh trader indicators pr kse pair ko analysis krte hein aur chonkeh un ko sahih indicators ke istemal ka pta nhe hota to woh market ke sahih support resistance ke level aur market ke mojoda trend ko sahih smjh na pate hien aur woh aise he forex market mein order laga dete hien to un ko loss ho jata he phr kehte hien keh indicators fazool hein aur in ko skip kro halankeh asl bat yeh he keh indicators traders ke lie boht he madadgar sabit hote hien agr trader ko indicators ke istemal krne ka sahih tareeqa ata he aur trader indicators mein acha experience rkhte hien aur technical analysis ache trah se experience se kr skte hien to un ko in indicators ke istemal se boht faida hota he aur trader apne forex market ke sahih price movement ko follow kr ke apne trading profitable krne mein kamayb hote hien.
    • #3 Collapse

      is ki subse bari waja lack of knwoledge ha
      indicator har wakt ap ko theek nehi bata sakta ha
      yeh ap par ha kay ap indicator ka istemal kaha kartay hain
      new trader indicator ko ankhainy band kar kay buy or sell kartay rehty hain jis se un ko loss ho jata ha or wo baddil ho jaty hain
      ap ko dekhna chahiey trend me konsa indicator use karna ha
      range market me konsa indicator use karna ha
      chopy market me koi indicator use na karay chopy market me sirf breakought stragety chalti ha
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
        dear me ap say ya puchna chahti hoon aksar logon say suna ha wo bohat negative howay hotay hen k indicator ko skip karo ya fazool hen as kyon hota ha ap bata den
        main bhi indicators pai yakeen nahi krta hon q k indcitors ko watch kr k bhi hamain alag sy analysis krna hoty hain ham sirf indictors pai he depend kr k trade nahe kr skty q k indicators bhi wrong hoty hain or hamain indictaors ko watch krny k bawajodd bhi loss ho skta hain is liye main apko kahon ga k ap indicators ko watch krny k baad bhi market ko zroor watch krna chaye or market ki news ko bhi zroor diakhna chaye
        • #5 Collapse

          dear forex market me kesi had tak indicators par trust kia ja sakta hay magar hamy 100% indicators par depend nahi karna chaye agar app Gold me 2 indicators ko use karty hey to dono indicators different signal de ga esy me app kia karen gey
          mera ye expernice raha hay key indicators key sath jab tak app market news ko be follow nahi karty to esi indicators par depend karny ki waja se bahot zeyda loss be ho sakta hay, agar high impact news release ho jaye to market trend ki moving average ya RSI jesy indicators zeyda powerful nahi ho sakty.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
            dear me ap say ya puchna chahti hoon aksar logon say suna ha wo bohat negative howay hotay hen k indicator ko skip karo ya fazool hen as kyon hota ha ap bata den
            Bachche log trading karte huye indicators Kolekar is Bila getting hote hain Kyunki indicators Kabhi B hundred percent sure nahi hote aur Hame indicators for watch karne ke baad bhi hai message karne ka bhi ja kar Hum achieved wait kar sakte hain Main Khud bhi indicators for Adnan like nahi karta Kyun Ke Aise Humein properly knowledge Nahi Milta indicated score dekhne ke bawjud bhi Hame
             
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
              dear me ap say ya puchna chahti hoon aksar logon say suna ha wo bohat negative howay hotay hen k indicator ko skip karo ya fazool hen as kyon hota ha ap bata den
              Bachche log trading karte huye indicators Kolekar is Bila getting hote hain Kyunki indicators Kabhi B hundred percent sure nahi hote aur Hame indicators for watch karne ke baad bhi hai message karne ka bhi ja kar Hum achieved wait kar sakte hain Main Khud bhi indicators for Adnan like nahi karta Kyun Ke Aise Humein properly knowledge Nahi Milta indicated score dekhne ke bawjud bhi Hame.......
               
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                dear me ap say ya puchna chahti hoon aksar logon say suna ha wo bohat negative howay hotay hen k indicator ko skip karo ya fazool hen as kyon hota ha ap bata den
                My dear friend AP Ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma wo logo ko indicater ky istmal ka ka pata nhi ho ga or wo log is to istmal krna nhi janty ho gye is leya won log indicater ko istaml nhi krna chty ho gye or Mary Khayal ma ager wo log profit hasil krna chaty ha to in logo ko Chaya ky wo log lazmi indicater ko istmal kre or acha profit hasil kre
                • #9 Collapse

                  jab wo market may kaam krnay k lye analysis nikalty han tu ap ko yahan say basic rules ko follow nahi kety han analysis k hisab say kaam nai krty han is k anti working kr k show krth han k haam yahan say kitna kaam kr rehy han or hamari imcome is ki waja say increase ho jaye gi yahan say
                   
                  • #10 Collapse

                    INDICATORS
                    indicators ka use karna aor in ko trading ka jo terminal hay is main experience say use karna hay aor jo trader indicators ka use smjhty hain nhy hain aor phr un ko trading main in indicators kay positive ka andaza nhy hota hay forex trading main indicator ko nazar andaz nhy karna chhy forex market main indicators aik behtreen way hian forex market ko thek tarah say fully analyze karnay ka aor jo trader expert hian aor forex trading market ko technical analyzing main thek experience rakhtay hon un ko indicators say market kay support and resistance ka thek tarah say andaza ho jata hay is liy jo trader indicators kay use ko negative smjhtay hian un ko aisa nhy smjhna chhy blkah un ko indicators kay right use ka experience gain karna chhy aor forex trading main indicators jo best hain jin say trader ko market kay trend ko understand karnay main help mily in ko trader smjhy aor trading main in ka use kar kay market kay correct trend ko follow kartay howay trading kia karay is tarah say trading main thek thak profitable trading ho gy aor trader indicators ko fazool na smjha karain aor in ko skip na kia karain
                    • #11 Collapse

                      Forex Mein kaam karne ke liye kabhi bhi yahan par natak Na Socha aapko chahiye kya aap Yahan Par positive mind ke sath long time ke liye working Kare market ki friend ko samjhaye market ki movement Kannada rakhi ke kis cheez Se Kare Hai Aur kis cheez Ki Shaadi Hai movie karti hai aap kaise hai answer capital generate kar sakte Hain Shaan Se
                       
                      • #12 Collapse

                        Kuch log hotay he negative hein wo just indicators ko lay kar nahi balkay wo log har kaam main negative hotay hein jis ka pata unko tab pata chalta hai jab unko har kaam main loss he hota hai unki negativity ki waja say aor apko chahiye ap log isi tarah kay logon say jitna door ho saktay hein utna ap un say door ho jayen kyun kay yeh wo lgog hotay hein jo khud koi kaam kar nahi saktay aor apko koi kaam karne nahi dein gein. Main is tarah kay bohat say logon ko janta hon jo kehtay hein kay indicators ko bilkul use nahi karna chahiye apko wrong information milay gii apko loss ho jaye etc yeh sub baton ko inki ap log ignore karen that it iska yehe ilaaj hai.
                        • #13 Collapse

                          forex trading main jub new trador forex ko join karta hai tu khud ko help less fell karta hai es k liye osy yahi chahye hota hai k wo apni trading main kamayb hony k liye kisis bhi exeprt ka sath mil jay ta k wo aik tu trading kar pay or dosra wo trading ko achi tarhs ikhta bhi jay es k ilwa indicators k liye log negtivity es liye show karty hain q k wo apni trading k liye khud palaning nahi karty hain es liye hmain chahaye k jub tak apka indicators apko help de rha hai or ko faida h rha hai tu ahsil karty rhan chaye maghr jitna jaldi hos ky apny account ko khud mange kar k trading karen jo k ap k liye zeyda best hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Kuch log negative kyun hotey indicators k use pey?

                            Account verify Ho Jayega To uske baad hum log Jaan Se Bhi Jyada Le sakte hain Shaadi Ke Saath Mein time to time apni skills to develop karte rehna chahiye kya Jaise Jaise time batayega Hamare Yahan nahi karne ke chances yahan par aur kis Jyada increase Sochenge skills
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Kuch log negative kyun hotey indicators k use pey?

                              Agar Hum Log indicator ko istemal karke trading Karte Hain To iska bahut jyada fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit hassil kar sakte hain isliye Hum Sab logo ko Jyada Se Jyada indicator ko istemal karna chahiye
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X