Jaiza : Loss sey kya kya cheezen seekhni chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Loss sey kya kya cheezen seekhni chaiye?
    dear members mene bohat jaga pey ye cheez read ki ha k loss aik big lesson hota ha oss ey seekhna chaye to kya koch seekhna chaye humayap batain takay new traders ko b seekhnay ko milay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex trading aikr isky business hai apko bat hai ky real trafing ma mistake ki koi gunjaish nhi hai ap stoploss us hisab sy lgain ky market h7men chuna lga ky sl hit kr ky wapos na ajay forex trading ma hemen risk nhi lena chye keun ky yeh kisi bhi time apko dokha dy skti hai market ma demo account us3 krna chye jo chez forum sy sekhen wo demo ma.practice use kren yeh apko kam ay ga.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
      dear members mene bohat jaga pey ye cheez read ki ha k loss aik big lesson hota ha oss ey seekhna chaye to kya koch seekhna chaye humayap batain takay new traders ko b seekhnay ko milay
      Jab Bhi Hume loss hota hai to Hame bahut khush rakhne Ko Milta hai ya nahi Hame loss kis wajah se hua tha Hamari Hai Kahan Se mistake Thi Jis wajah se Hame loss Hua Humne trading Karde who agreed ki thi ya phir market go watch nahi kiya Aisi Bahut Si mistakes Samne Aati Hai Jo Hame future Mein fayde Deti Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Ok

        Janam Hame entry lagaane se load Ho Jaye Hame chahiye Ke Hum Log ko recover Kare aur Jyada Se Jyada yahan se capital ko generate Kare aur kaam kare
        • #5 Collapse

          bro jab aap ko loss hota hai to koshash kare yeh q howa kya kya galty howi phir koshash kare is galty ko khatam kare dubara aisy galty na ho or plan change karte raha karo boht kuch sikhnay ko milay ga
          • #6 Collapse

            JAIZA : LOSS SE KIA SEKHA HE:

            Dear forex trading mein hr trader ko kabhe na kabhe loss ho jata he aur jb hm new forex trading mein hote hein to hm se boht sare mistakes hote hein aur hm se boht zyada losses kabhe kabhar ho jate hein to in losses ke wja se hmein boht kuch sekhne ko milta he aur hm apne forex trading mein kamaybe hasil krne ke lie in losses ke wajohat ko smjhte hien aur in losses ke wajohat ko khtm krne ke koshish krte hien to hmein apne trading mein kamaybe milte he aur hm apne in mistakes ko control krte hien aur apne trading mein boht ihtiat krte hien aur apne trading mein ache management krte hein aur losses phr hmein nhe hote hien to in sb chezon se hmein boht kuch sekhne ko mil jata he aur hmare trading mein bhtre hote he aur next time hm losses pr qabo pa jate hein aur mistakes nhe krte hien.
            • #7 Collapse

              loss sy trader ko boht cheezen seekhni ko milti hai trader ko jb loss hota hai us ka mind set ho jata hay trader try krta hay kah jo loss howa hay is ko kaisy woh profit main lay aye aor trader loss honay kay asbab ko talash krta hay aor trading main use honay walay yah mistakes ya asbab ko khtm karta hay aor trading main careful ho jata hay aor jb trader mind ka use karta hay aor trading kay right methods ko use krta hay aor mistakes jo phly woh krta rha hay jo losses kay cause bnay howy thy woh dor kr data hai phr trader ko trading main earing hoti hay aor trader success ki trf ata hay aor trader forex market main bhtreen planing karta hay aor trading main right ways ka use krta hay aor losses sy avoid krta hay aor grred emotional trading sy avoid krta hai
              • #8 Collapse

                jub kisi trader ko forex market me loss ho to os ko is se bojat kuch sekhna chahiey mujy b jub loss howa tonmujy bohat kuch sekhnay ka muka mila forex me agr ap ko loss ho gaya ha to sub se pehlay ap again forex real investment na karay upset ho ap sub se pehlay apni galtio ko dekhay phr ap forex me aik demoo account ko kholainy or os par bohat zada practice karay jub ap compelete ap ko demo me suuccess mil jaey ap phr real me rrading karay
                dosri bat yeh ha kay forex me jo sekhnay ko mola loss se wo yeh ha kay forex aik get quick rich sceme nehi ha forex me ap gambling karna bohat dangours ha forex aik business ha ap is koo slowly se gain karna sekhay
                • #9 Collapse

                  Loss hamesha traders ko expernice aur knowledge ki kami ki taraf signal deta hay, loss hony key bad traders ko apni mistakes ka knowledge ho jana chaye, jes trade me be loss ho jata hay es ka reason app ko find karna chaye, jab app es mistake ko find kar len gey to mery khayal me app asani se es khami par control hasil kar sakty hey, forex trading me loss kam ho ya zeyda loss ko loss hi samjna chaye, hamy apny mistake ko find out karny key ley bahot hi deeply jana ho ga tab hi esi mistakes ko ham next time ki trading me repeat karny ka nahi sochy gey.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                    dear members mene bohat jaga pey ye cheez read ki ha k loss aik big lesson hota ha oss ey seekhna chaye to kya koch seekhna chaye humayap batain takay new traders ko b seekhnay ko milay
                    Bhai mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky him logo ko loss sy kaya kaya seekna chya
                    Mary Khayal ma loss sy him logo ki seekna chya ky him log or Zayda mhnt kre ta ky acha profit hasil kr sky or kud sy bhtr analysis krny chya or market ky trand ko kud sy find krna chya ta ky acha profit bna sky
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      g dear yeh baat bilkul sahi hay daikhain aap forex market may itna kabhi bhi nahin seekhtay na hi kissi cheez say seekh saktay hay jitna kay aap apnay loss say seekh saktay hain dear jab bhi aap ko loss ho to aap ko kuch cheezain hamesha note kerni chahiye or inko improve kerna chahiye takay dobaara loss na ho or acha profit haasil kiya jaa sakkay pehli baat to yeh kay daikha jaaye kay loss kiss wajah say hoa hay yaani wrong entry ki wajah say wrongh stop loss ki wajah say ya sahi jagah band na kernay ki wajah say phir uss kay baad koshish yehh ki jaaye kay wo ghalti dobaara na dohraaye dekhain may yeh maanta hu kay demo is very necessary is say ham basics seekhtay hain lekin bohat see aisi cheezay hain jokay real may loss say hi seekhi jaati hain maslan money management ya trading plan banana waghera yeh woh cheezain hain jokay ham wesay nahin seekh saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Loss sey kya kya cheezen seekhni chaiye?

                        koe bhi banda jb koe bhi kam shuroh karta hy to ibtda main us ko jo kam us ny shuroh kia hota hy us main nuqsan ky chanc zeyada hoty hain jab keh naffy ky chanc us main km hoty hain to jo banda jes karobar main jetna zeyada nuqsan uyhata hy woh us ko utna zeyada samjh rha hota hy mairy khayal main jes insan ko jes karobar main jes tariqy sy loss ho ga to us ko pta chl gea keh agr main is karo bar main agr yeh tariqah apnaon ga tomujhy loss ho ga toab us ko loss sy bachny sy eik tariqy ka pta chal geyy agr to woh koe or tariqh apnae ga krobar main to mairy khayal main loss hi karobar main insan ko kamyab krta hy agr loss hony ky baed insan cosh samjh kr kam kary to or loss hi insan ko karo bar main nakam karta hy jb insan loss hony ky baed bhi ankhin khol kr or demagh sy kam na ly to pta chala ioss hi insan ko karo bar sikhata hy agr koe sokhny wala ho to
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Loss sey kya kya cheezen seekhni chaiye?

                          Dear piyary member ap jo swal kar rahy hein ap ka jwab bhi usi mein hy kiyon k forex trading aik esa business hy jo swal bhi hy aur jwab bhi jub ap ko loss ata hy to us mein lazmi ap ki mistake hoti hy to ap ko ye sekhna chahiye k markit mein hum ny esi kon si mistake kar di jis sy humein itna loss howa hy dear humein mistakes sy bhi learn karna chahiye lazmi hy
                           
                          😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Loss sey kya kya cheezen seekhni chaiye?

                            Ji han hamen loss say bohat sari cheezaen sekhni chahiay. Har new ya old trader ko kabhi nakbhi trading men loss zaroor hota hay trading men loss ki sab say bari wajoohat yeh hoti han keh koi na koi trader say trading kay doran mistakes ho hi jati han jin say loss ho jata bar bar loss honay say trader trding kay doran honay wali mistakes ko dekhta hay aor is bat par khas tor par Ghor kart hay keh ghalti kahan say hoi hay mistakes find karnay kay bad usay door karnay ki koshish karta hay jab koi trader trading kay doran mistakes ko door kar leta hay to woh trading business men successful ho jata hay lehaza loss say hamen mistakes kodoor karna sekhna chahiay aor trading men jitnay bhi risk mojod han un say avid karna sekhna chahiay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Loss sey kya kya cheezen seekhni chaiye?

                              bilkull ap ki bat sahi hy forex trading mein jub bhi loss hota hy to aik bat sub sy pehly ati hy k hmari mistake thi aur peli learning to ye hy k experience kam hy aur skills kam hein is liye loss howa agy agar practices karein tub he sai hy
                               
                              😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X