Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?
    dear memberr bohat sey traders katay hen k forex trading mey jo new log enter hotay hen asal mei wo kuch ghalat fehmiyan le kar bethay hotay hen jis wajah se wo loss kartey hen phr seekhtey hen wo ghalat fehmiyan kia hen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    NEW TRADER KI GHALT FEHMIAN

    Dear new trader jb forex trading market mein join hote hien to woh smjhte hein keh hm asane se apne forex trading mein boht earning krein ge lakin aisa nhe he aur woh boht sare aise ghlt fehmiyon ka shikar hote hein jo un ke lie loss ka sbb bnte hein jo ghlt fehmian new traders mein hote hien un ke detail mein ap ko yahan bta rhe hon.
    1. New trader hmesha ghlt planing se trading start krte hein.
    2. New trader jlde profit hasil krne ke lie big lots ka istemal kr bethte hein.
    3. New trader forex trading business ko money making mashine smjh kr trading start krte hien.
    4. New traders forex trading mein ghlt decision le kr apne trades open krte hien.
    5. New traders ke yeh sb se big ghlt fehme hote he keh woh forex trading mein gambling krne beth jate hien.
    6. New traders forex trading ke rules ko follow nhe krte howe trading krte hien.
    7. New traders market mein kabhe best planing krne ke koshish nhe krte hien.
    ye chezein bure hote hien new traders mein aur new traders smjhte hien keh hm ne forex trading ko join es lie kia he keh hm bs jlde jlde boht profit hasil krne mein kamayb ho jaein ge aur hmein boht profit hmehsa hota rhe ga to yeh sb ghlt femian new traders mein pae jate hien new traders ko chahe keh woh in ghlt fehmiyon se dor rhein aur apne trading mein bhtre laein aur ache trading setup aur ache trading knowledge aur experience se forex trading mein start lein phr kamayab hon ge.
    • #3 Collapse

      1. New members market ko bht halka lety hain
      2. Market ma aik dafa profit ho to full risk ly lety hain.
      3. Stop loss nhi use krty
      4. Market ki retrace hony ki aas
      5 mrket ma tuky lgana
      6 market ma yeh dekhna ky pechly saal in dino price kahan thi ab bhi aosa ho ga
      7. Thory time ma zeyada paisa kamany ki lalich
      8 senior ki bat py ghor nhi krty hain
      9 demo account ma kesy profit zeyada hota hai aisy he idr aas lga lety hain.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
        dear memberr bohat sey traders katay hen k forex trading mey jo new log enter hotay hen asal mei wo kuch ghalat fehmiyan le kar bethay hotay hen jis wajah se wo loss kartey hen phr seekhtey hen wo ghalat fehmiyan kia hen?
        Jo new traders Forex trading Mein inter hote hain wo Ye sochte Hain Ki is business mein sirf loss Se Hota Hai new traders ye bhi sochte hai ke Forex trading 1 game hai ya Phir Ye Koi Dua Hai Lekin aisa nahi hai Forex trading 1 crore business hai aur isme profit Hasil karne ke liye Hame hardworking karna hoti hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Kuch log is galat fehmi Ka Shikar ho Jate Hain ke market Mein Kaam aaj kal nahi ho raha hai Jiski wajah se market Mein movement bhi nahi hoti hai isliye kuch aur kaam kar le
           
          • #6 Collapse

            Forex market main ziada tar new trader es galat fehmi ka shikar hoty hay keh hum kam time main bohat ziada profit earn kar lain gay aur crore patti ban jaye gay asal main agar hum es galat fehmi ka shikar rahy gay to hum market main earn karnay ki bijaye market main bohat ziada loss ka samna karen gay humay aisa nahi kara chahiye kyun humay agar es business main earning karni hay to eski basic kay bary main knowledge gain karna chahiye aur esmain trading strategies ko seekhna chahiye jo keh humary liey profit generate karti hay
            • #7 Collapse

              jahan tk new trader ki ghlt fahmiyon ka talq hai to new trader ko boht sari ghlat fahmiayn hoti hain new trader forex market ko aisa easy smjhta hay kah new trader joining kary ga aor new trader ko earning hi earning start ho jaye gi aor is ko loss kabhi ho ga bhi nhi yah boht hi ghlt fahmi hay new trader jis ky cause say new trader forex trading market main loss kar bathty hain aor forex trading main new trader baghar sochy smjhy aor experience hasil kay baghar trading main dhara dhar order place karty jaty hian yah bhi new traders ki boht big ghlt fahmi hai jis kay cause sy new trader ko loss hota jata hay to new trader ko in ghalt fahmion ko khtm krna hay aor new trader ko experience aor trading market main good management hona chhy phr new traders ko trading market main success mil saky gi
              • #8 Collapse

                New theatre yahan par kaam karne mein bahut jyada problem office karte hain jisse NK working bhi achi Nahi Hoti Hai ka maybe copy problem scope watchcut Hai Jiski wajah se wo acche se management bhi nahi kar sakte hain aur Muqabla maybe Vivo Mukammal Jahan nahi le sakte hain isliye nko guide full white Karni chahiye tha ki woh acche se Accha working kar sake
                   
                • #9 Collapse

                  new trader forex ko learn karnay ki bajaey apnay ap ko bohat zada smart samjty hain or wo sochty hain kay wo khud se few day me aisi stragety bana lay kay rato rato rich ho jaey gay
                  is ki sub se bari waja yeh ha kay forex me buy sell karna bohat easy ha mushkil yeh ha trade ko profit me close karna new trader ki chand galt fehmian yeh hain
                  learning nehi kartay apnay ap ko smart samjna
                  over ambtion lay kar atay hain kay wo bohat jald apnay capital ko double kar lay gay
                  new trader learning ki bajaey gambling ki taraf jatay hain or aisy system dhondty hain jis ki waja se wo scammer se apna nuksab b karwa letay hain
                  account ko jald doue triple karnay kay liey high lots use kartay hain or account wash karwa letay hain
                  kuch new trader galt fehmi me reh kar signal system b use kartay hain or double loss karwaty hain aik capital ja or dosra jis ko signal kay liey payment detay hain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                    dear memberr bohat sey traders katay hen k forex trading mey jo new log enter hotay hen asal mei wo kuch ghalat fehmiyan le kar bethay hotay hen jis wajah se wo loss kartey hen phr seekhtey hen wo ghalat fehmiyan kia hen?
                    bohat sy new traders jo forex trading main enter hoty hain wo bohat c ghalat fehmio k shikar hoty hain kuch traders nu dosry traders sy suna hota hai k forex trading main loss k elawa kuch nahi hota or kuch traders nay suna hota hai k forex trading market main profit bohat taizi sy hota hai or new traders forex trading ko learn krny k bjay direct earning krny wlai side pai ajaty hain jis sy un ko loss hota hai q k unko trading nahi krni ati or unko loss he hota raehta hai
                    • #11 Collapse

                      New traders ko es business se bahot zeyda profit ki umeed rehti hay aur yahi waja hay key traders without money management key high risk le kar trading ki koshish karty hey new traders ko esi ghalat fehmi nahi honi chaye, trading business profitable zaror hay magar expert traders hi market key risk ko samjty hey esi waja se esy traders ko loss nahi hota magar new traders ko without trading expernice key hi zeyda profit ka lalach us ko es business me complete fail kar deta hay esy traders kabi be forex market ko samjny ki zehmat nahi karty.
                      • #12 Collapse

                        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager new trader apny AP ko achi trader smjty ha to ya ghalt ha or ager wo log kamyabi hasil krna chty ha to in ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha or wo log yak dam profit hasil nhi KR skty ha in ko mhnat krna hoti ha
                        • #13 Collapse

                          new trader ko market ka kuch b nai pata hota ha wo begair samjh kr yahan kaam krna start krty han apna sara capital market may waste kr daty han or in ka account yahan pr wash ho jata ha kaam krnay say working b theek say manage ni hoti ha hamen yahan say kuch b ni asaani say milta ha is k lye hamen kafi effort krma parti ha yahan say
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

                            agar hum forex mai new hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain kuch log is business ko fake samjty hain yai aik real business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : New traders konsi ghalat fehmiyon ka shikar hotay hen?

                              New trader forex main aik hi ghalat fehmi ka shika hotay hain wo yeahi hoti hay kay trading say wo boht sa paisa earn ker saken gay aur us kay bad wo millionair ban jaen gay. hala kay aisa nahi hota. forex market main trading kerna boht hi mushkil aur tough kam hay jo kay har kisi ki bas ki bat nahi hoti. is liye trader ko tab hi samag ati hay jab wo forex trading shoro kertay hain. ghalat fehmi ki main waja new trader ko ghalat guide kerna hoti hay. jis say new trader boht say khawab paal letay hain jo kay bad main problem ka bais bantay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X