Be Confidant,you can earn,keep it up.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be Confidant,you can earn,keep it up.
    Dear traders confidence aik aisi cheez hai jo insan k moral ko high karti hai ,mehnat k sath sath apne ap mein confidence paida karain, agar dosry log trading se kama sakty hain to ap kiun nhi kama sakty.seniors ko bhe juniors ko appriciate karna chahiye,apne andar ki abilities ko utalize karain ALLAH ap ki madad kary ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear forex trading business me confidence ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani confidence me reh kar forex business se unlimited profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan online world wide profitable business hay.
     
    • #3 Collapse

      yes is business main apko apne uppar confident or bharosa hona bht zarori hy ismain ap jitne sabar or confident hokar kaam karen gain utna hi apko faida hoga, kyu k ismain jitna apko khudh par confident hoga utni hi achi tarha ap market main trade karogey.
       
      • #4 Collapse

        Profit or loss to hr business me brdasht krna parta h but aik acha insan wohe hota h jo apne galti ko man le.los se darna nae chahie.apne upar confidnce rkhna chahie k jo bhe krne ja rha hun us k peche zror koe logic h chahe wo galt h ku na ho bt be confidnt in ur actions
         
        • #5 Collapse

          g haan ye bht hi point ki baat hai k agr ham forex mai aye hain to hamen khud pe confidence hona chahye or agr ham bhi dosre traders ki tarhaan mahnat karenge to ham bhi earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Trading karty hoay hamen apna moral hamesha up rakhna chahiay or loss hony kay bawajood next order kay liay confuse nahi hona chahiay agar tense ho kar order lagaen gay tu next trade me bhi loss ho jay ga is liay apna confidence level high rakhen or winning ki mentality se trading Karen, is se aap ka spirit set rahy ga or aap loss nahi Karen gay.
            • #7 Collapse

              We should be confidence if we want to earn and gain anything from forex trading business, due to great confidence we can do the best trading, so we should control the greed and emotions and need to be more confidence for doing the all work.
               
              • #8 Collapse

                Ji han mere bhai bohat hi achi bat kardi hai apne yeh to kay apko is kam main confident rehna parta hai kyun kay agar aap be confident hain to ap asani kay sath earn karsakte hain warna agar ap main confidence nahin hai to ap earn nahin karsakte
                • #9 Collapse

                  yes forex main starting main sub ko bhot mushkil ka samna kerna perta hai kuin ke starting main bhot loss hota hai forex main aur apko samjh nahi ata ke kya kare ab.isleye koish kerte rahe chaiye.baki ALLAH per chor do wo humhe khud kameeyaab kerta hai.:)
                  • #10 Collapse

                    dear aap apni aap main confidence paida karo k aap kuch kar sakty ho aap hard work karoo aap money earn kar sakty ho or aap aaghi bhi earn kar sakty hain mehnat kary jao or earn karty jao
                    Azadar Morai
                    • #11 Collapse

                      ap ne boht acha sawal kia he k trading me confidance k boht zarot hote he or confidance eik esi cheez he jo kisi b insaan ko kamyabi ke raah per chala sakte he or trading me is terha ap ko confidance hona chahiye kiun k app b kisi waqat apne senior ke terha ban sakte he.
                      • #12 Collapse

                        yes i m agree with you but if u have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then we can make a lot of money from the forex trading market...
                        • #13 Collapse

                          g haan sahi kaha aap ne brother jab tak humko forex mein khud par aitmaad nahi hoga tab tak hum koi bhi trade postive asaani se nahi nikaal saken ge humko chahiye ke apne andar confidant paida karen
                          • #14 Collapse

                            Forex trading me confidence trader ko profit de sakta hai agar trader ko trading start karny se pehly apny ap per confident ho k wo itna profit earn kar sakta hai to wo utna he profit earn kar sakta hai kyu k trading me trader ka confident he trader ko profit de sakta hai or agar trader trading luck par depend kar k trading kare ga to wo risk hasil kare ga or wo hamesha trading me profit nhi hasil kar sakta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              You are the majour role player in your own trade so you are expected to have the confidence of the market. confidence that you use to approach the market is such that is needed to be sustained because if you loose the confidence in just one minute you can loose all the profit accumulated so far.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X