Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

    Aap logo ko Jyada Se Jyada indicator ko follow karna chahiye kitne Jyada aap log indicator ko follow Karenge itna hi jyada Aap Ko fayda Hoga aur aap to get Nahin Jyada profit hassil kar sakte hain isliye Jyada Se Jyada indicator ko follow 2K training Karni chahi
    Removed by Moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

      dear indicators ka istimal achi trading men mada faraham krta ha laikan ye is soorat men mumkin ha jb ap ko aik indicator k istimal ka acha tajrba ho aik time ziada indicators ka istmal ap ko confuse kr sakta ha agr aik indictor k sath chalain to bhtr trading kr paen gay sirf or siraf indicators pe depend krna bhi munassib naheen ha is k saath aaath ap ko market mushahda krna bhi bht ahmiat rakhta ha ap apne apne mushahday or indicators k signals ka compairison kr k phr trading ka fesla kren to bhtr nataij hasal hon gay
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

        Trading main dost jab aik indicator ager app ko acha profit day raha hai to mera to app ko yahi mashwara hoo ga k ap usii ko use karein oiur koi indicator na lagain app jb tak forex main aik indicator ki strategy k oper acha profit ker rahy hain to pher app ko koi our bnanany ki zarorat nahe hai our isi say us time tak profit kerty rahean jab tak app ko k us main profit hota rahy ga forex main jab ye loss day to pher khcuh new add krein koin k zeada indicators use karein gay to pher wo app ko confuse karien gay koi sell khe raha hoo ga our koi buy ki trade ka khe raha hoo ga humean humesha apny mt4 k charts ko jitna clear rakh k support and resistance find out ker k trade lain gay to pher he hum next move ko pakar pain gay humean forex main hard work kerna ho ga us ko phelay achy say learn kerna ho ga indicators ka knowledge ho ga to pher he us ko hum achy say use ker k to us say acha profit bna pain gay our humean us main successs milay gee
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

          Ager to app ka indicator app ko profit ratio ache day raha Hy to Meri advice hoo ge k app wo aik he indicator use karean lekin maen Jahan apni baat karoun ga main aik indicator use nahe kerta Hoon our na he aik method use kerta Hoon maen aik to price action ko use kerta Hoon dosara maen us maen volume spread analysis method use kerta Hoon our third maen us maen waves analysis use kerta Hoon our us say mujhey kafe acha profit milta Hy koin k app ko jab 3 say 4 confirmation Hoon geen to pher he app k laey akilay trade ache kerna possible hoo ga our pher he app successful trader ban pain gay forex aik boht he risky business Hy us maen risk ko Kum app achy knowledge our experience say he add mer pain gay
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main successful hony k liay zrori ni ha k hum aik indicator pe insar karny balky humy ziada sy ziada indicator or different pattern ko follow karna chae ha analysis karny chae han news pe nazar rakhni chae ha jab hum forex trading main hard working karny to humy forex trading easily samj aay ge is ley humy sab indicator or apny strategy planning ko demo account main apply karna chae ha us sy humy samj aay ge k hum ny sahe trading ki ya galt agr galt ki ha to phr kahan pe galti ki ha sab samj aay ge is ley humy demo account sy seekna chae ha
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

              dear forex trading main bht se indicator use ho rahe yeh hamin trading main kafi help dety hain lekn ap market main kisi b 1 indicator per depend ni kar sakty q kay indicator baz time wrong b ho sakty hain mere khyal se tu ap kisi 1 indicator per he na rahin q kay wo her time thk ni ho sakty.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                g han bhai jan aghr tu hum apni trading ko aik indicator k sath kar rahy hain or wo hmari trading main acha profot de skta hai tu hum os indicator se acha profit gain kar skty hain laken apk liye zarori hai k ap jis indicators ko use kar rahy hain oska apko knowledge ho or apor ap ko wo use krna ata ho jub ap aysehe koi indicator use kar lety hain jis ka knowledge he nahi hota hai tu ap kbhi bhi acha profit gain nahi kar skty hain q k yah apki apni trading ability par depend hota hai jub ap ko apni trading k bary main acha knowledge hota hai tab he ap apni trading ko achi trha se usr kar skty hain wesy bhi forex main boht se ayse indiactors hain jo ap ko market smjhny main boht he zaberdast rahty hain jesy k RSI indicators hain
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                  ap ne bohat hi important issue ko raise kia ha k kia ham kisi aik indicator pe depend kar saktay hain, to meray khayal se to har trader ki apni trading strategy hoti ha jis hisab se woh trading karta ha, indicators hamain actually market ki future ki prediction k baray inform kartay hain, is lye market ko analyse karnay k lye bohat saray tools ko use karna padta ha, is lye meray mutabiq to ham kisi aik indicator pe depend kar k trading ni kar saktay hain, mistake k boaht ziadah chances hotay hain, is lye jab ham indicators ko combine use kartay hain to ham is se behtreen reuslts hasil kartay hain
                  For Example:
                  == pivot line
                  == moving averages ( 60, 30, 15, 5)
                  == stochestic oscillator
                  == candlestick chart
                  agar ham is strategy ko use karain gay to ham is se behtreen result hasil kar saktay hain, is lye mera ap mashwarah ha k ap aik indicator pe depend bilkul bhi mat karain, balke combine indicators ko use karain is se mistake kam se kam ho gi
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                    jesa k hum sub janty hain k forex trading main indicators ki kya values hain or hum en ko kis kam la skty hain basically indicators ka yah kam hota hai k wo market k trend ko find out karny main hmari help karty hain jub k hum esi perpose k liye indicators ko use karty hain forex market main hmain boht se indicators milty hain jin ko hum apni trdaing baility k according use kar k apni trdaing ko boht bahtr kar skty hain laken baz okat hmain indicators 100 percent nahi deti hai kbhi kbhi yah hmain aha profit bhi dety hain or baz okat hmain criticaly sort e hal se do char bhi kar dety hain es liye aghr tu ap indicators use kar rahy hain tu un ko achi trha sue karenq k yah apki apni trdaing par depend hota hai or aghr ap ko indicators ka knowledge nahi hta hai tu hum apny indicators ko bhi achi trha sue nahi kar skty hain es liye apni trdaing main indicators k ilwa apny analysis ko bhi achi trha karen or apny expiernce ko bhi madhe nazar rakhen
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                      me ap sey ye poochna chahti hoon agar ma kisi bhi indicator ko test krun wo agar acha result de raha ha ma sirf ossi ko le kar chalun trading mei ya kuch aor pe b depend zaroori ha ap tafseel se batao
                      As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading Mein successful hone ke liye bahut Sare tools use hote hain jis mein se indicator Bhi Ek Aisa Hi To Hai jisse members ya check karne ke liye use karte hain ki market ki future Mein movement kya Hone Wali Hai Lekin meri ek simple strategy hai ki agar aap ek hi indicator protest Karke trade open kar denge to loss hone ki Jyada chances Honge isliye aap 3 ya 4 indicators par result Le Agar sem result Milta Hai Tu apni tradeco open Karle Inshallah zaroor successful Hogi
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                        me ap sey ye poochna chahti hoon agar ma kisi bhi indicator ko test krun wo agar acha result de raha ha ma sirf ossi ko le kar chalun trading mei ya kuch aor pe b depend zaroori ha ap tafseel se batao
                        Dear friend forex trading main hum log aik indicator istamal karny ya ziada indicator ap k pass jab tak ziada knowledge or experience ni ho ga to ap ko koi fayda ni ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha or apny account k hessab sy trading karni chae ha hum log agr indicator k bagar bi trading karna chae to kar sakty han par is k ley humary pass knowledge or experience hona both zarori ha jtna ziada knowledge or experience ho ga humy indicators ki zarorat ni ho ge or ziada ache trading kar k ache earning kar sakeny gy
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                          ji mere Bhai market mein abhi bahut send ticket hai jo hamen service provide karte hain agar Ham kisi acche indicator per kam karte Hain to hamen ismein achha profit hota hai mere naam se agar aapke pass experience nahin hai to aap to jyada se jyada indicator per hi depend karna hoga res judicata istemal karna ho gaya se bahut se indicator Hain Jin per Ham use karke ek achcha profit kar sakte hain market mein bahut acche acche indicator hai jo ki hamen ek achcha kaun hote hain lekin ek accha indicator na milane se hamen is male or se bhi Ho sakta hai jab Ham indicator kaise karte hain to hamen nahin hota balki loss or profit ka jamadar indicate hota hai isliye aapko agar ek insaan ticket mil jaaye to vah aapko bahut accha profit Chala sakta hai mere hisab se aapko market mein nahin aate waqt indicator istemal karna chahie kyunki indicator se aap ek achcha profit kar sakte hainfresco 1 indicator ke taur per aap bahut accha profit hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                            G nahi dear hamy kesi 1 indicator par depend nahi karna chaye aur na hi chart me bahot zeyda indicators ko same time me include karna chaye, chart indicators se clean ho ga to market ki latest movement app ko samaj me a saky gi, agar app indicators use karna market ko analysis karny key ley aur movement ko samjny key ley zarori be samjty hey to app ko 2 types key indicators ko use karna chaye,

                            1. Trend ki identification karny wala trader jo different time frame me app ko trend key bary me information de saky,
                            2. Market trend ki conformation karny wala indicator, trend ko identify karny key bad next important step trend conformation ki hoti hay jo key bahot hi zarori hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X