Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?
    dear members bohat sey log kehtay hen indicator sey foran profit hota ha ya wo indicator ko sahe samjahtay nahe onki ghalti kya hoti ha ap kya kahain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INDICATOR SE GHALAT FEHMI


    indicator se ghlt fehmi ho skte he yeh possible bat he aur forex market pr boht sare chezein effect krte hein aur yeh bat 100% confirm nhe hote he keh jo chez hm indicators se analyze krte hien woh 100% sahih ho kion keh agr hmein indicators agr sahih price ke movement bta rhe hote hien aur hm us ko follow kr rhe hote hien to boht bar aisa dekhne mein ata he keh market ke movement hmare is indicators ke analysis ke olt chl rhe hote he kion keh indicators se hm sirf technical analysis kr rhe hote hien aur es mein ghlte hm se ho skte he ya phr aisa ho jata he keh market pr jo dosre effects fundamental prte hein to woh achanak market ke trend ko change kr dete hein to yeh batein hote hein indicators ke ghlte fehme mein to hmein apne trading mein lazme hote he keh hm indicators ka bhe istemal krein aur sath sath dosre jo effect market pr ho rhe hote hien un ko bhe smjha krein takeh hmein market ke sahih updates hon aur market ke change hone wale trend ke wajohat phle se pta chl jaein to phr hm market ke shaih trend ko follow krte howe apne trading safe kr skte hien.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
      dear members bohat sey log kehtay hen indicator sey foran profit hota ha ya wo indicator ko sahe samjahtay nahe onki ghalti kya hoti ha ap kya kahain gay
      Hum jo bhi indicator use kare aur wahan se Hame Jogi signal Mile Hume Anbe Kabhi B hundred percent Yakeen nahi karna chahiye Kyunki koi bhi indicator 100% right nahi aata Hume indicators ko watch karne ke baad market ke trend ko zaroor watch karna chahiye Uske Alawa market ki news baby Nazar Rakhna chahiye
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Call indicator ko use karte hue Idea mind Mein set ho jata hai lekin Hume. Ko bhi Nazar Rakh sakte hain ke market ka trend kya chal raha hai hum usko kaise use kar sakte hain
         
        • #5 Collapse

          indicator aik bohat acha tool ha jis se hum bohat zada information lay saktay hain or hamari trading me kafi help kar sakta ha bohat saray indicator forex me majood hain kuch indicator repaint hotay hain un indicator ko kabi b use nehi karna chahiey
          indicaotor ki chand galt fehmian yeh ha
          kuch loog samjtay hain indicator bohat zada wrong signal detay ha mera manna yeh ha kay ap galt time par indicator ko use kartay ho
          indicator ko hamesha volatility me use karna chahiey kabi b kam volatility me indicator ko use na karay is se ap ko bohat wrong signal milay gay jo kay ap ko bohat zada losss krwa saktay hain
          kuch indicator trend kay liey hain kuch indicators range market me use kay liey hain in ka galt use b indicator kay baray me galt fehmian paida karta ha
          • #6 Collapse

            jaby aur kaam kare Forex ko join Kare Aap Yahan Par just one indicator ko use Na Kare yahan se bahut Syndicate Apollo Kare Ke Ye Kaise working kar rahe hain Uske sabse Jab Aap Yahan Par interview working Karenge Toh aise profit generate ho sakta hai kaam karne mein help mil sakti hai
               
            • #7 Collapse

              Trading me hamesha me ne 1 hi indicator ko use kia hay aur me 1 hi indicator par depend kar key trading karta hon, zeyda indicators ko use karna traders ki confusion me ezafa kar sakta hay, hamesha esa indicator ko select karna chaye jo app ko trading me result zeyda acha de saky, agar app indicators zeyda use kar be lety hey to mery khayal me har indicator app ko different signal de ga jo traders ko parshan kar sakta hay aur us ko ye samaj me nahi ata key market key es point par buy order place karna chaye ya sell order ko place karna chaye.
              • #8 Collapse

                G Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha bath ke ha ky him logo ko sirf or sirf ek hi inducindi istmal krna chya kau ky jab him log zayda indicator dakhty ha to is ki waja sy him logo ko loss bi ho skta ha kau ky him log confused ho jaty ha ky ab Kya kre is leya Mary Khayal ma ek hi indicator istmal krna thek ha na ky zayada
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Yes ap ki bat bht hi informative hy. hamesha me ne 1 hi indicator ko use kia hay aur me 1 hi indicator par depend kar key trading karta hon, zeyda indicators ko use karna traders ki confusion me ezafa kar sakta hay, hamesha esa indicator ko select karna chaye jo app ko trading me result zeyda acha de saky, agar app indicators zeyda use kar be lety hey to mary khayal me har indicator ap ko different signal dey ga jo traders ko parshan kr sakta hay aur us ko ye samjh me nhi ata key market key es point par buy order place karna chaye ya sell order ko place karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Bhai Mary khayal ma ager AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log zayada sy zayada indicater ko istmal Krty ha to is sy him log kafi profit hasil KR skty ha or is tra him log kamyab trader ban skty ha him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha or kuch nhi
                    • #11 Collapse

                      Market Mein kaam karne ke liye aapko market car indicator aapke pass hona chahiye technical analysis kabhi aap ke pass hona chahiye market ki movement par aapko accha se long time ke liye Nazar Rakhna hoti hai jisse aapka management aur aapki working acche ho jayegi ya se acche se apne account ko sport kar sakte hain Apne account ko long time ke liye bhi kar sakte hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                        indicator se ghlt fehmi ho skte he yeh possible bat he aur foreign exchange market pr boht sare chezein impact krte hein aur yeh bat 100% confirm nhe hote he keh jo chez hm signs se examine krte hien woh a hundred% sahih ho kion keh agr hmein indicators agr sahih fee ke movement bta rhe hote hien aur hm us ko comply with kr rhe hote hien to boht bar aisa dekhne mein ata he keh marketplace ke motion hmare is signs ke analysis ke olt chl rhe hote he kion keh indicators se hm sirf technical evaluation kr rhe hote hien aur es mein ghlte hm se ho skte he ya phr aisa ho jata he keh marketplace pr jo dosre effects essential prte hein to woh achanak market ke fashion ko alternate kr dete hein to yeh batein hote hein indicators ke ghlte fehme mein to hmein apne trading mein lazme hote he keh hm indicators ka bhe istemal krein aur sath sath dosre jo impact marketplace pr ho rhe hote hien un ko bhe smjha krein takeh hmein marketplace ke sahih updates hon aur marketplace ke trade hone wale trend ke wajohat phle se pta chl jaein to phr hm market ke shaih fashion ko follow krte howe apne trading safe kr skte hien.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                          nahe easi koi baat nahe hai aik indicator k oper ager mt4 main app ki demo account main kafi ache practice rahe hai to wo app ki trading main kabhe bhe ghalt fhemi peda nahe keray ga app us main trading ker k ache earning karein gay koin k baat aasaal experience ki aa jate hai pher he us main app trade ker k acha profit bana ptya hian
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
                            dear members bohat sey log kehtay hen indicator sey foran profit hota ha ya wo indicator ko sahe samjahtay nahe onki ghalti kya hoti ha ap kya kahain gay
                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main hum sirf aik indicator sy analysis ni kar sakty han q k forex trading is k alawa bi both sari importance things hoti Han Jin pe nazar rakhni both zarori hoti ha indicator ap ko sirf idea data ha baz dafa indicator market ki movement k sath khud bi change ho jata h is ley sirf indicator pe insar ni karna chae ha forex trading both acha business ha is k ley leaning both zarori han sab sy pehly learning karny knowledge or experience hasil Karny us k baad real account main trading karny ta k ap easily successful hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                              Dear chahy app aik indicator use kr k ager profit ker rahy hain to pher koi our istaimal kernay ki zarorat nahe hai par aik ager appp ko faida nahe day raha hait poher app aik say do say teen bhe istimaal ker sagty hain jesay k main RSI our MCAD ko use ker raha hoon un doun ki divergence ko diekhta hion dono ki divergence ager mujhey kise bhe time frame maien mil rahe ho to main buy ya sell ki trade lerta hoon to dosto ye kio hard and fast rule nahe hai k app aik he indicator ki mdd lain aik say zeada bhe app use ker sagty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X