Jaiza : Support and Resistance line kaisay khainchty hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
    Definition: Price upar jaye ya nechy seedhi line main nahi chalti balkeh zigzag chalti hay kuch movement kay baad wapas aik khas muqam say wapas mor jati hay kuch dair yahan rakhny kay baad dobara apna sabar shuru kar daiti hay es khass muqam ko support or resistance kehty hay nechy di gai picture say samjha ja sakta hay
    [ATTACH]3712[/ATTACH]
    Support and Resistance line Draw karnay ka tariqa: humay aik baat zehan main rakhni chahiye keh support aur resistance aik area hota hay fix price level nahi hota nechy diye gye chart main agar aik aisi mutwazi line khaichi jaye jo 2 ya 3 shadow ko milaye to es area ko support/resistance kehty hay agar ye line chart hay upar ki side par ho to resistance ho gi aur agar nechy ki side par ho to support kehlwaye gi
    [ATTACH]3710[/ATTACH]
    agar price upar ja rahi ho to aik muqam par ruk jaye gi agar yahan say price upar jati hay to ye muqam support kehlaye ga agar yahan say wapis mor jati hay to ye muqam resistance kehlaye ga
    Support and resistance ki sada si misal kamay ki hay jis main frash support aur chatt resistance ho gi nechy ki picture main wazih hay
    support and resistance kay bany bnaye indicators bhi milty hay humay line khenchni nahi parti indicators khud he line zahir ho jati hay
    [ATTACH]3711[/ATTACH]
    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ma AP ki bath sy bilkol agree krta ho laken Mary Khayal ma support or resistance ma line kachna bhot hi muskl Kam havis let's him logo ko indicater ko follow krna Chaya kau ky is sy him log Kam mhnat sy zayada profit hasil KR skty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Definition:
      Support aur resistance do aisi lines hoti hain jin ko analysis k doran guide line kay liye traders draw krty hain ye do levels hoty hain jin main market move krti hai
      How To Draw:
      Support and resistance ko draw karny kay liye candle sticks kay chart main kisi bhi time frame ki pichli candles ko dekha jata hai aur market kay trend kay mutabik highest aur lowest level jahan tak market nay move kia hota un par aik parallel line draw ki jati hai neechy wali line ko support or upar wali line ko resistance kehty hain traders in level kay mutabik trade karty hain aur jab market in levels ko cross krti hai to trend confirm ho jata hai.
      • #18 Collapse

        support amd resistamse ko.maloom krny k.lye ap k pass ak auchy walay technical.analysiz market ki auchy walai achivements ka hona lazmi ha ap yahan say kafi aichy say working kr skty han ap ko market la pata laag skta ha k ye kya ha kesy ap is ko manage kr slth han kaam krnay k lye
         
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Support and Resistance line kaisay khainchty hay

          forex aik online business hain hamy is mai acha knowledge or experience hasial kar ky support or resistance line ko mady nazer rahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai agar kam karty howe lalch kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain is mai hum part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Support and Resistance line kaisay khainchty hay

            Yahan par mein kaam karte hue main Apna Kabhi time to call loss nahin karna chahie confidence ke sath market par Nazar rakhni chahiye kamco stability ke sath long time ke liye karna chahiye Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam rehte hain wo log kabhi bhi yahan se apne kaam mein nuksan nahin karte hain kaam mein samajhne ke liye information bahut jyada zaroori hoti hai 10th October Mein Nazar Rakhna hota hai Jitna Chand Chal Raha Hai Itni achhi baat nahi hoti hai
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Support and Resistance line kaisay khainchty hay

              forex aik real business hain hamy support or resistance ke line ko mady narzar rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live trading ky ilawa amount be investment kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy forex mai kam karny ky liye kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Support and Resistance line kaisay khainchty hay

                Dear friend ap ny bilkal sahe btaya ha or ache tahra samjaya ha k support level or resistance level kase pata karty han is k ley humy market k analysis karny hoty han or market ko samjena hota ha ho kya raha ha is k ley humy ziada sy ziada knowledge or experience sy analysis karny hon gy
                resistance level
                Forex trading main resistance level dakheny k ley humy candle chart ki madad chae hoti ha market jab up move karti ha or jis level ko touch kar k wapis ati ha wo resistance level banata ha or jab market 2nd bar us he level ko touch kar k wapis hoti ha to us waqat strong resistance level ban jata ha jahan sy market wapis hoti ha bar bar wo resistance level hota ha
                Support Level
                Support level main market down movement karti ha or down ja k wapis ati ha or jahan sy wapis ati ha wo support level hota ha or jab market 2nd bar touch kar k ati ha to ye strong support level ban jata ha or
                Is ley humy candle chart sy market ko dakhty han k resistance level kon sa ha or support level kon sa ha phr usi hessab sy trading karty han

                اب آن لائن

                Working...
                X