Aksar time hum market ko samajne mai ghalte kar daite hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aksar time hum market ko samajne mai ghalte kar daite hai
    Bilkul teek bat ke hai aisa aksar hota hai k hum market ko jo samajte hai wo aos type nahe hota aor hum esko ghalat predicts kar daite hai ghlat prediction ki sorat mai pir aksar hum ghalat trades be laga laite hai jo kafe dangerous hote hai so ye bat zehan mai zaror rakne chaheye k market ko ajab be study ko ya analysed karo tu different ways say karna chaheye taake clear information hasil ho sakte market k bare mai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bro ap ny thek kaha hai..hum market ka thora bahut analysis kar k trade place kar dety hain jo bad main loss main chali jati hai..humain chahye keh trade ko place karny sy pehly humain market k trend ko dekhna chahye aur market ka achi tarah technical aur fundamental analysis karna chahye phir us k bad trade leni chahye
    • #3 Collapse

      Apki bat bilk5thek hai koun ke market ko smjhny koi asan kam nai hota is ke ley mehnat aur focus chaye hota hai warna agr zars5si bhi mistake ho jay tu apko us ka khumiaza bughtna parta hai is ley market ka analysis khod kar ke kisi senior ya expert se concerned kar lena bahat bare nuqsan se bacha skta hai
      • #4 Collapse

        Ye baat zehan Mai zaror rakne chaheye k forex market buhot he unpredictable hota hai so esko samajne Mai any time koi na koi mistake zaror ho sakte hai Es leye jab be market ko search analyze karna ho tu pore tarha say karna chahye taake bad Mai koi pareshani na ho
        • #5 Collapse

          Dear ap ny bilkul sahe kaha hai hmy akasr market ko samjhny mai galti kar daty hai laken os ki aik waja ye b hai k market ko samjhna mushkil he bat hai jab hm market k aik rukh ko samjhny ki koshesh karty hai to market apna resta dosri tarf palat lati hai maket ko smjhny k liye hmy kafi waqt chaye ho ga yahe waja hai k hm market ko samjhny mai galti kar daty han.
          • #6 Collapse

            Bilkul aisa kai bar ho jata he magr isi cheez ko to hm ny samajhna he wagrna trading me kamyabi bahot mushkil he,q k hmara profit / liss hmari markete study aoa analysis pe rely kr rahi hoti he,markete ko samajhny me demo pe practice krnybk ilawa expert members ki raay zarur lety rahen, men to kehta hoon jb bhi markete movement ki samajh na ay pehly apna analysis bana ken phir seniour hazraat se contact kr len us k bad in dono analysis ko jaanch kr trades laga den.
            • #7 Collapse

              Market ma tu hr waqt movement hoti humny only us movement kko smjna hota ky is time kis type ki trade ma earning ky chance ho skty
              • #8 Collapse

                g han apki bat sahi hai forex main sub se pahly kanowledge cout hota hai expernce kam ata hai jub k learning ho tu hum forex main tim paty hain esi liye yah sub ho tu hum apni trdaing kar paty hain es liye ayh hum par dependf karta hai k hum trdaing se pahly ayh sub hasil karen ta k hum achi trdaing kar saken or sub kuj right analsye kar saken
                • #9 Collapse

                  g han aksar time hum market ho samjhny my galti kr dyty hn or aksar time market humny dokha dy dyti hy .jassy fake market ..humny buy ka signel dy kr agly he lamhy my wo selling my chli jati hy .or jiss my b tread ki hoti hy to un ko loss ho jata hy .
                  • #10 Collapse

                    Jai market consolidation karti hai tab market ki samajh nahi aati aur aapne baat karna hai jab tak market Koi specific direction Mein Nahi Jati Apne tab tak wait karna hai aur uske baad Phir aapne apni position open kar rahi hai agar aap Pehle apni position open kar lete hain toh aap bahut zyada apko loss ho sakta hai isliye Apne risk nahi lena aur confirmation ka wait karna hai
                    • #11 Collapse

                      Trading mai asal challange he yahi hota hai ke iss mai market ke achi understanding develop karna hoti hai aur sahi trah say market kay trend ko samjhna hota hai . jo log iss kay trend ko sahi trah say samjh laite hain woh he iss market mai say profit earning b kar sakty hain. ager traders ko market ke trend ka sahi idea na ho rha ho tu iss ka matlab hota hai ke learning aur experience mai kuch kami hai jis ko improve karnay ke zaroort hai.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                        Bilkul teek bat ke hai aisa aksar hota hai k hum market ko jo samajte hai wo aos type nahe hota aor hum esko ghalat predicts kar daite hai ghlat prediction ki sorat mai pir aksar hum ghalat trades be laga laite hai jo kafe dangerous hote hai so ye bat zehan mai zaror rakne chaheye k market ko ajab be study ko ya analysed karo tu different ways say karna chaheye taake clear information hasil ho sakte market k bare mai
                        AOA Bhai Mary khayal ma ager AP ko loss ho jae ya AP market ko smjny ma ghlti krty ho to AP ko hmt nhi hrni chya bilky AP ko saber sy km Lana chya or dobra sy smjny ma kosis krni chya
                        Removed by Moderator.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          forex trdaing main time ki boht ahmiyat hai q k jub hum sahi taime par sub kuj karty hain tu hmain acha result mil jata hai ab jesy k market main aik waqt main trend show ho rha hai or hum oski open price ko dekh kar trade lgaty hain tu aghr tu hum sahi waqt main lga dety hain tu hmain ptrofit mil jta hai jub k lait karny par market nechy chli jay tu hmain loss ho jta hai es liye time ka kahas khyal rakhna zarori hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X