Jaiza: Bid aur Ask.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Bid aur Ask.
    Hum jantay hain kay forex mein currencies pairs ki form mein hoti hain, aik base aur aik quote currency hoti ha. Aik full quotation (pair) 2 prices se mil kay banti ha, jin ko Bid aur Ask kehtay hain. Bid aur Ask kay darmiyan farq ko Spread kehtay hain. Spread broker ka profit hota ha.
    Bid woh maximum price ha jo aik trader kisi currency pair ko buy larnay kay liye day ga.
    Ask woh minimum price ha jo aik trader kisi currency pair ko sell karnay kay liye day ga.

    Ask price usually Bid price se ziyada hoti ha.

    Click image for larger version

Name:	bid-ask-spread.jpg
Views:	3
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12461867
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    JAIZA BID AUR ASK


    Bid aur ask aik different price hote he jo keh broker fix kr deta he aur yeh different stock , futures commodities aur currencies ke urgent selling aur buying ke lie hota he aur agr trader kse trading pair ko sell krna chahta he to us ko bid pr order lagana hota he aur agr trader kse trading pair ko buy krne lgta he to trader ko ask pr click kr ke apne order buy ka lgana hota he aur yeh jo ask aur bik ka different hota he es ko spread kehte hien aur yeh broker ka aik commission hota he aur jo hr trader ko pay krna hota he aur es ask aur bid ko sell buy bhe keh skte hien aur agr ask wale price hmesha bid wale price se kuch points zyada hote he aur yeh different hr broker ka apna apna alg alg hota he aur yeh different 1 point se 200 points tk hota he aur trader ke lie lazme hota he keh woh market ke in rules ko smjhe aur trader ask aur bid ko ache trah se smjhe aur in ke ahmet ko smjhe aur in mein kitna trader ko faida ho skta he aur trader ne kb order lagana he aur kb close krna he market mein sel krna he ya buy krna he yeh sb chezein trader ke lie smjhna zarore hein phr trader trading mein ache traeeqe se kam kr skta he.
    • #3 Collapse

      jaiza bid or ask price
      bid or ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain
      spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta ha jub hum order open kartay hain
      bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti ha kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota or kuch kay darmyan kam
      jub hum order open kartay hain buy ka to hamra order bid ki jo price ho gi os par open ho ga
      jub hum sell ka order open kartay hain jo ask ki price ho gi osi par sell ka order open ho ga
      • #4 Collapse

        Bid And Ask Prices In Forex Market

        Bid aur ask prices ke term foreign currency exchange kay doraan use ke jaati hai. Aur bid aur aks ko ham normal zubaan main buy aur sell bhee kehty hain. Agar aapne kise bhe currency exchange par jaa kar koi bhe transaction ke ho matlab kay agar aap nay rupay kay badly main dollar ya pound khareedy hon ya phir dollar ya pounds kay badly main ruppy liey hon to aapko bid aur ask price say wasta para hoga. Maslan agar aap exchange pay vay to aap kay pass dollars thy to aapne wo dollar exchange waaly ko deny hain to wo aapko kahy ga kay 1 dollar 120 rupy dun ga. To aap usko day dety hain. Es kay baad usi exchange waly kay pass agar aap jaaty hain aur kehty hain kay humko 1 dollar chahey hai to wohi dollar apko 125 rupy main deta ha. Es misaal main Buy Ko Ask aur Sell ko Bid Price kehty hain.

        BID aur ASK main Difference:
        Jab aap forex market main koi bhe pair ko buy karen gy ya sell karen gy to un dono ke value kay darmiyaan apko difference hamesha milta hai. Maslan EURUSD ka rate abi 1.1700/1.1703 chal raha hai to apko sell karney main 1.1700 rate miley ga aur buy karney main 1.1703 rate muley ga. Ye jo 3 pips ka difference hota hai usko Spread kehty hain. Aur ye spread jo hamara dealer yani kay hamara broker hota hai uska hota hai aur usko faida hota hai. Ye aik kisam ke uski service provide karney k charges hoty hain.
        • #5 Collapse

          Bid & ask

          bahot hi achi information app ne share ki hay Forex market me pairs me trading ki waja se hamy buying aur selling ki facilities di jati hay jes me ham 1 currency jo key base currency hoti hay us ko buy karny key ley 2nd quote currency ko sell karty hey, agar ham ne quote currency ko buy karna ho to hamy sell order place karna ho ga, bid price wo hoti hay jes ko ham buy kar sakty hey aur quote currency wo hoti hay jo key hamary ley selling key ley di jati hay, same time me be ham buying aur selling orders place karty hey jes ko hedge trading kehty hey magar ye 1 alag topic hay.
          • #6 Collapse

            Aapko market ke basic concepts Ka Pata hona chahiye ke basic concepts kya hote hain isme beautiful market ka kya hota hai aur iska ask level market ka kya hota hai aap kis jagah Se Iss Mein kaam karte hain aur kis level se aate hai ispe investment karni hai aapko kabhi bhi kisi Kisan Ka nuksan Na Ho yahan se kam karne ke time par
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum dear ji aapne bilkul theek Kaha Hai Mere Pyar Mein Hum log jo paise invest Karte Hain jisse Hum Log koi bhi trade open Karte Hai Wo Bate hoti hai aur Jab Hum Log Kisi cheez ko sale karte hain aur sale karne pe Lagate Hain Wohi ask hoti hai
              • #8 Collapse

                Apparao market Mein kaam karta hai Sabse Pehle iska Bhed aur iska ask system Dono ko baat kar lena chahiye Jitna Jyada aap market ko baat karenge market Mein Kaam Karenge market ki long time position regular business earning code generate karne se aapka confidence increase Ho Jayega aap market Mein long time ke liye business Chitralekha of business ko develop Karenge aap ko Uttara Hai Jyada benefit Milega apke business ko
                • #9 Collapse

                  Bid aur Ask
                  my dear brother mary khayal ma Bid woh maximum price ha jo aik trader kisi currency pair ko buy larnay kay liye day ga Ask woh minimum price ha jo aik trader kisi currency pair ko sell karnay kay liye day ga
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Bid aur Ask.

                    hamy expert trader ban ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar ky gy forex mai hamy market ky up down ko dahk kar bid or ask ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table ban kar be kam kar sakty hain is ma hamara koi boss nahi hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat bhat acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Bid aur Ask.

                      BID aor ASK:

                      bid aor ask ka to trader ko pata hona chhy kah bid kia hay aor ask kia hay trader ko sell aor buy kay liay 2 prices meta trader main milti ha kah bid hota hay aor dosra ask hota hay aor yeh donon main kuch price ka different paya jata hay to is trah trader ko sell karnay kay liay ask ki price pay krna prti hay aor buy krnay kay liay bid wali price pa order place krna prta hay to trader ka order place krta hay aor jb trader order place krta hay to trader ka order hmasha thora sa less main hota hay woh is waja sy hota hay kah jo price difference bid aor ask main hay us waja sy hota hay to in chezon ko trader learn kia kray aor in small smal things ki trading ko information honay chhy aor trader forex trading main experience sy work krain aor trading market ki information sy work krain aor trading main jb trader aik proper expert trader ki trah sy trading krta hay phr trader ko trading main profitable trading hoty hay aor trader market main hamsha active rahya aor is trah ki chezon ko learn kray aor mind main rkha kray yeh chezin trading ko use krna hotay hain phr trading main achi working hoti hay aor trader profitable trading krta hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Bid aur Ask.

                        Yahan par mein kaam karte hue main Apna Kabhi time Poco launch nahin karna chahie confidence ke sath market par Nazar rakhni chahiye kamco stability ke sath long time ke liye karna chahiye Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam karte hain wo log Kabhi Humse Apne kaam mein nuksan nahin karte hain kaam mein samajhne ke liye information bahut zyada zaroori hoti hai 10th October Mein Nazar dekhna hota hai Jitna achaa trend chal raha hai Itni achi Aadat hoti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X