Forex trading me jb nuqsan ho to keya karan ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me jb nuqsan ho to keya karan ?
    Asslamo Alaikum dosto jb ham ko forex trading me ziada nuqsan ho raha ho to hame trading ko band kar dena chahiye or markeet per tawaja dane chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g hain bhai jan app thk kah raha hain k jub hum ko loss ho raha ho , agr app ko market ki samhj ni aha raha hoti tu app trading ko close kar la , phr app market ko watch kar k phr say trading kar k loss ko recover kar la , es say app ko loss say bhi becha ga or app ka account bhi wash ni ho ga
    • #3 Collapse

      daikho bhai jab apko forex trading main trading sy loss ho jay to ap ko chahiy k ap sab sy pehly apni ghlti ko pakro k ap ko loss kio hova aur ghlti pakrny k bad ap us k bary mokamml knowledge hasil kro ta k ap ko us ghlti sy dobara loss na ho aur loss hony p market ko chhorna ni chahiy blky himat k sath mokamml annaylsis sy trading jari rakhna chahiy
      • #4 Collapse

        jab nuqsaan ho to ane nuqsaan ki recovery karo aram aram se jald bazi na karo.sirf pakki khabar per koi trade lagao.or risky trade ya bari trade na lagana jab tak nuqsaal poora na ho.apne ustaad se guidline lete raho.
        • #5 Collapse

          good question ..forex treading my humny jb nuqsan ho humy saber krna chahey or jiss tread my loss hua hy humy us my maloom krna chahey k humy is kis wajha sy loss hua hy.or pher humy us loss ko profit my change krny k liay learning krni chahey.mukmal learning kr k dobara tread krni chahey .inshallah profit hasil ho ga.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ambreenpak پيغام ديکھيے
            Asslamo Alaikum dosto jb ham ko forex trading me ziada nuqsan ho raha ho to hame trading ko band kar dena chahiye or markeet per tawaja dane chahiye
            buy Forex trading Mein Jab aap ko bahut jyada nuksaan ho jaaye toh aap ko chahiye ke aap apni trade Lagi Rehne De qk monkey nahake Maruti Aapke Haath Mein Chali jaye aur agar aap apni friend ko Kaat Dete Hain toh aapko apna loss cover karna padega
            • #7 Collapse

              han je hum agar new hain or hume bht zada nuksan ho raha hai to hume chahe k hum real account par trading chor dain or usko bacha lain q k agar hum krte rahe to hum apnay account ko washout krlngay es se behtar ye hai k hum demo par ajaye or khob achi tarha practice karen pehle achay analyse bane us k bad demo se real par aye hum apni loss recovery karen then earning bhi uthaye.
              • #8 Collapse

                walikum aslam bhai apki bat sahi hai maghr es ka aik hal yah bhi hota hai k hmain apni tdaing main stop loss ko use karna chahye q k jub hum trdaing main tsop loss use karty hain means k set karty hain tu hmain es k lie yahi dekhna chahye k humain loss hony ki sorat main hmari trdae khud he clos ho jay stopp loss main yah sub khud he ho jata hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Brother trading hamaisha fresh mind k sath hi hoti hai jab market main apko loss hota hai to aap pressure main mostly ghalat decisions ly jaty hain iss liye ager apki koi trade ziada loss main ja rehi ho jis pay ap ne stop loss na lagaya ho to isko forun band ker dein aur phir market ko analyze kerain aur next trade lagany main jaldi na kerain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X