Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.
    Margin forex trading mein simply trader kay pas account mein jitni bhi raqam ho, us ko margin kehtay hain. Ideally, aik Average forex trader kay pas kabhi bhi trading kay liye enough sarmaya nahi hota, aisay mein leverage trader kay kam ata ha.
    Leverage ko ap capital samajh lein, jo broker ki taraf se trader ko capital volumebarhanay kay liye diya jata ha. For example, agar aik trader kay pas account mein $1,000 hain, to wo 1:10 leverage ki madad se 10,000 tak ki trades kar sakta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Margin forex trading mein simply trader kay pas account mein jitni bhi raqam ho, us ko margin kehtay hain. Ideally, aik Average forex trader kay pas kabhi bhi trading kay liye enough sarmaya nahi hota, aisay mein leverage trader kay kam ata ha.
    Leverage ko ap capital samajh lein, jo broker ki taraf se trader ko capital volumebarhanay kay liye diya jata ha. For example, agar aik trader kay pas account mein $1,000 hain, to wo 1:10 leverage ki madad se 10,000 tak ki trades kar sakta ha.
    Margin or leverage Forex trading Mai bahut hai hum cheez Hoti Hai Mar Jane ko Kehte Hain Jis main market Mein Kitni amount invest hoti hai aur leverage Forex trading ka ek bahut and hissa Hai leverage broker traders golaberij dekhte hain kuch traders high leverage use karte hain aur kuch traders low leverage use karte hain new traders or normal traders small leverage ka size use karte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Market Mein kaam karne ke liye aapke paas margin Ka Hona lazmi Hai Itna Jyada aapke paas working karne ke liye Mar Jana Hoga aapko kaam karne mein kitne is yadaya Sunny Paida ho jayegi Poguthae Jyada accha kaam kar Sakenge
       
      • #4 Collapse

        JAIZA MARGIN AUR LEVERAGE :

        Margin trader ke account ka jo actual balance hota he woh hota he aur margin ka sahih tareeqe se istemal krna aur thore margin ka istemal krna trader ke lie safe hota he aur trader jo trade open krta he us ka margin muqrr hota he aur hr trading pair ka alg alg margin muqrr hota he aur yeh trader ka apna sarmya hota he aur baqe bat jo leverage ke hote he to leverage bhe aik capital hota he jo keh hmare account balance mein show to nhe ho rha hota lakin jb hm apne order market mein lagate hein to hmein order lagate wqt broker aik leverage deta he jo hmare capital mein shamil ho jate he aur hm boht zayda trading kr skte hien misal ke toor pr agr trader ka leverage account mein 1:50 he to es ka mtlb yeh hota he keh trader apne sarmya ka 1$ trading mein laga rha he aur 49$ trading ke lie broker trader ko de rha he es trah se trader apne thore se sarmya se zyada trading ke volume lots lga skta he yeh he margin aur leverage ka jaiza jo ap ko smjha dia he umeed he ap ko es bat ke smjh a gae ho ge.
        • #5 Collapse

          Dear ap ko leverage ki madad se trading amount ko kam ya zyda kar skte hain lekin apko margin ko har waqt free karna hota hai margin ki misaal ap ayse le lain ap ka account 100 dollars ka hai es pe agar ap 0.5 lots lagte hain lkisi pair ki tu ap k 10 dollars per lot reserve ho jain gy mean ap ka 50 dollars margin use ho ga aur 50 dollars ree rahian gain...
          • #6 Collapse

            margin aor leverage donon account main hmary pass hoty hain aor margin ka use krna bhi low chhy aor leverage ka use krna bhi low must hay aor trading main margin trader ka own balance hota hay jo us nay invest kia hota hay ya jo bonus hota hay woh balance trader ka total margin kahlata hay aor leverage aik alg chez hay aor is main jo capital involve hota hay woh broker trader ko provide krta hay aor is leverage ka sahi use krna trader kay liay must hay trader trading account main high leverage na rkhain aor trading main margin level bhi small use krain aor trading main successful aor profitable trading kay lay trader ko margin aor leverage donon ka low use krna hay aor trading main boht mutat tarz apnaty howy trading krni hai aor trader is margin aor leverage ki waja sy trading market main small investment sy high volume ki lots ka use kar skta hay aor trader ko forex trading market main zyada trading volume ki trades place krnay ki permission broker data hay is laiy trader ko muhtat trading karna chhy aor trading main leverage ka high use nhi krna chhy
            • #7 Collapse

              Margin
              Trader kay account main mojood wo raqam jo kisi bhi currency ko khareednay kay liye broker ko chahiye hoti hay esko hum margin kehty hay aur agar margin kam hota hay to es surat main trading platform trader ko currency khareedny ki ejazar nahi daita esi trha agar aik trader loss main ja raha hay to us broker ka trading software tab tab tak he trades ko open rehnay daita hay jab tak keh trader kay account main required margin rehta hay jaisay he margin khatam hota hay to jo trades run ho rahi hoti hay wo khud he close ho jati hay aur humay market main loss ka samna par jata hay
              Nechy Margin aur leverage kay taluk ko es example say samjh sakty hay
              Hum ay 1000 dolor say mini account open kea hay es ka matlab hay keh humara margin 1000 dolor hay maslan humary trading account ki leverage 1:100 hay eska matlab hay keh humay aik mini lot khareednay kay liye 100 dolor darkar hon gay hum nay agar EUR/USD pair par 5 lots khareed li hay to humary pass remaining margin 500 dolor ho ga aur ab hum jo mazeed trade lga saky gay to remaining margin say lgaye gay
              • #8 Collapse

                marging wo rakam hoti ha jo hum broker ko day kar order purchase kartay hain bina marging kay hamara order execute nehi ho ga
                margin or levrage dono inversoly proportional hain
                mean ap kay pass jitni zada levrage ho gi to jub ap order open karay gay ap ka utna hi kam margin use ho ga or ap zada lots kay sath order open kar sakty hain
                chahy ap kay pass acoount me 100 equity ho laikin ap kay pass free marging neehi ha ap ka order open nehi ho ga
                levrage kay zariey hum apnay margin ko controol kar sakty hain jo order open kartay wakt istemal hota ha
                Last edited by ; 20-07-2018, 10:48 PM.
                • #9 Collapse

                  Traders ka account balance hi margin hota hay aur leverage key help ki waja se un ko apny capital par leverage ki waja se trading key ley loan mil jata hay, agar leverage ki sahulat na hoti to trading me margin be hamy nahi milta aur ham kabi be es business me trading nahi kar sakty, leverage aur margin brokers ki bahot hi achi sahulat hay jes ka advantage esy traders ko zeyda ho sakta hay to little amount se trading karty hey, leverage size ki selection traders par depend karta hay jes ka taluk lot size se hota hay.
                  • #10 Collapse

                    What is leverage?
                    The textbook definition of “leverage” is having the ability to control a large amount of money using none or very little of your own money and borrowing the rest.
                    Agar ap k account me 100$ hai to ap ki leverage 1:1 ho to ap 1000 trades kar sakty hai leverage bohat zroori hai trading k doran or kam investment k liye to leverage kam honi chahiye phir hi ap achi trading kar sakty hai.

                    What is margin?
                    Margin is the amount of money needed as a “good faith deposit” to open a position with your broker.
                    Yani jo b ap k pas money hai account me wo margin kehlati hai is liye apko is k sath leverage ki b zroorat parti hai agar leverage na ho to ap kam dollars sy trade hi na kar pao.

                    MARGIN REQUIRED MAXIMUM LEVERAGE
                    5.00% 20:1
                    3.00% 33:1
                    2.00% 50:1
                    1.00% 100:1
                    0.50% 200:1
                    0.25% 400:1
                    Connection dekh sakty hai ap.
                    • #11 Collapse

                      g ahn bhai ap ny boht achi information hmary sath share ki hai or forex trading main jo hmary account main margin hota hai wohi hmara sarmaiya hota hai jis ko use kar k hum trading kar skty hain or kbhi bi hmain apny account main margin ko kam nahi hony dena chhyae osko manag karny k bad trading karni chhyae jis main yah hota hai k hum apni trading ko jari rakh skty hain es k ilwa jo leverge hota hai wo broker ki traf se hmari raqam hoti hai jo k hmain apny capital k hisab se trading karni hoti hai es main hmain apny capital k hisab se lot ko set karna hota hai or trading se profot earn karna hota hai
                      • #12 Collapse

                        forex trading main markgin osko katy hain jo hmary apss hmary account main raqam hoti hai jis ko hum use kartyu hain apni invest main jub hum trading k liye lot lagty hain tu hmain margin se pata chlta hai k hmary account main kitna bonus hai or hum kitni invest ks ath trading karty haijn jub k leverge main hmain brokers khud aik target deta hai jesa k hum osko brokers ki traf se raqam di jati hai jis ko hum use karty hain apni trading main tu es main zeayada yahi farak hai or hum khud apni trading main en points ko dekh kar trading karen tu bhatr rhata hai q k margin se he hmari trading ka daro madar hota hai
                        • #13 Collapse

                          leverage for market Mein of capital investment kar sakte hai agar Apke Pas previously jyada hai to aap Kisi Se Jyada Se Jyada working kar sakte hain aapke baare mein basic knowledge class nahi hai disadvantage
                             
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Margin forex trading mein simply trader kay pas account mein jitni bhi raqam ho, us ko margin kehtay hain. Ideally, aik Average forex trader kay pas kabhi bhi trading kay liye enough sarmaya nahi hota, aisay mein leverage trader kay kam ata ha.
                            Leverage ko ap capital samajh lein, jo broker ki taraf se trader ko capital volumebarhanay kay liye diya jata ha. For example, agar aik trader kay pas account mein $1,000 hain, to wo 1:10 leverage ki madad se 10,000 tak ki trades kar sakta ha.

                            My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma leverage Forex trading ka ek bahut and hissa Hai leverage broker traders golaberij dekhte hain kuch traders high leverage use karte hain aur kuch traders low leverage use karte hain new traders or normal traders small leverage ka size use karte hain ager to him logo ko ek sy profit hasil krna to him logo ko mhnat krna hoti ha mhnat
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yamaha market investment Karte Hain To aapke Pas morjim beach hona chahiye aur aapke account mein live everyday aapke account ke sabse hona chahiye jis ki wajah se aapke account mein kaafi Jyada sport and Technical Support mil sakti hai aapse movement bhi kar sakte hain aur aap ko market can be easily find out ho jayega running mai apne kya karna hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X