Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

    Pagal traders in sec 17 seal kar rahe ho toh unko trading Nahin Karni chahiye Kyunki Jab aap 17 Steel Karke trading Karte Hain To proper planning nahin kar sakte aur loss ke chances increase ho Jate Hain Kyunki aap ko market share trend ki samajh nahi aati
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

      Leverage ko kam se kam Rakhna chahiye Kyunki Le Brij ki vajah Se Hum logon ko bahut hi jyada loss ho sakta hai isliye leverage ko set karte hue kam se kam Rakhna hi chahi is Hum logo ko hi fayda hoga
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

        Jab market Mein loss apply Hogi aur uske Sare Jahan Par depart veekam Hogi toh aapko chahiye kya huya par Jyada investment Na Kare agar aap Yahan Par Jyada investment kar lenge to aapko Yahan Par income generate nahi hogi Aap Yahan Se acche se income bhi kam karne ke liye use kar sakte hain aur aap ka kaam bhi Yahan Par Asar nahi hoga
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

          margin aur leverage ka apas man bara gehra taluq hay. que kay jab leverage kam ho gi to margin zayada used ho ga aur jab leverage zayada ho gi to margin kam ho ga. que kay margin wo amount hoti hay jo kay kisi bhi trade kay evaz leverage ki percentage kay mutabiq broker hamaray account main alag say rakh deta hay jab tak wo trade close nahi hoti to amount alag hi rehti hay aur baki amount ko free margin kaha jata hay jo kay us account ka backup kehlata hay. is liye leverage aur margin aik dosray per bara effect kertay hain aur un ka apas main abra gehra taluq hota hay.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main margin or leverage ka apis main both gehra tahliq ha margin ap ka account balance hota ha jis pe ap ny trading karni hoti ha isi tahra leverage broker ki tarif sy di jati ha k ap ka tohra sa hota ha par ap lakhun ka invest Kar rehe hoty han leverage ki waja sy ap ziada trading kar sakty han is ley humary pass jtni ziada leverage ho ge hum log utni he ziada ache trading kar saken gy leverage ziada ho ge to ap ka margin bi ziada ho ga or margin trade open karny pe Kam use ho ga or ap leverage ki waja sy ziada trade open karny gy or ap ziada sy ziada profit hasil Kar saken gy
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

              main app ki baat say agree kerta hon forex main leverage our margin ka boht khera taluk hai us main ager app k pass investment kum ho gee to pehr app leverage ko kum rakhean gay to pher us main app ko margin level kafi trades open kernay k bad bhe kafi high mila gay our pher app us main kafi acha profit bna pain gay our risk bhe kum ho ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Margin aur leverage ka talluq.

                jab bhe hum appny real account ya pher jo bhe demo main hum practice k leay bneaya hota hai us main kaam ker rany hoty ahin to us main 100 dollar ka account ho to us main trade open kerty hain to lot us maain jo bhe pechy app ko margin account main show ho ga us ka matlab ya he k us main us account main mazeed itne trades laga sagty hain wo app ka pher actual capital hota hai abhe us ka risk app k leverage k oper depend kertahai ager to leverage zeada hai to trade our milnay pay app our trade lain gay to leverage ko jitna thora rakhain gay our pher app choti lot ki trade laga pain gay to app kja margin level app k pass kafi ho ga jes say app ki trading ache rahy gee our improve bhe karey gees

                اب آن لائن

                Working...
                X