Jaiza: Forex Market ki khasusiyaat (Specialties).
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Market ki khasusiyaat (Specialties).
    Is mein ko shak nahi kay forex market aik popular aur unique market ha like:
    Liquidity:
    Forex market volume kay lehaz se duniya ki sab se bari market ha. Is ka volume ab $5 trillion tak ho gaya ha, jo is ko New York Stock Exchange se 54x bara banata ha.
    Forex market har waqt open rehti ha:
    Forex market haftay mein 5 din 24 hours open hoti ha. Saturday aur Sunday ko ye traders kay liye close hoti ha lekin banks aur dusray financial institutions kay liye open hoti ha. Traders jab chahay, jahan se chahay trades open kar saktay hain.
    Leverage:
    Forex market mein upto 500:1 ya is se bhi ziyada ka leverage diya jata ha, jis ki madad se aik trader small capital par bhi bari trades open kar sakta ha.
    Koi Middleman nahi:
    Forex ko OTC market (over the counter) kaha jata ha. Forex aik decentralized market ha, jis mein trading sellers aur buyers kay darmiyan independently hoti ha. Traders ko apni trades par 100% ikhtiyar hasil hota ha, jab chahay open karain, jab chahay close karain.

    Is kay ilawa bhi forex market ki beshumar khasusiyaat hain, traders trading style mein bhi independent hotay hain. Chahay to short term trading karain, ya chahay to long term trading karain. Agar khud trading na karna chahain to Robots (Expert Advisor) ya PAMM accounts use kar saktay hain. Ye itnay saray options duniya mein kisi aur market mein nahi ha, is liye forex market sab se bari aur best market ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے

    Forex trading market ke bahut Sare advantages Hai Forex trading market Baki internet pe mojud business se bahut hai change business hai Forex trading market mein hardworking Karke hum bahut jyada profit bana sakte hain Forex trading market doosri business se ek bahut hai Jabardasth business hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Market Mein kaam karna bahut zyada Sun kaam hai aapke paas achha wala balance aur aapke paas perfect information Kaho na bol Aaj bhi hai jo aapko Zyada Se Zyada kam karne mein aapki bahut yaad aa help Karta Jayega
      • #4 Collapse

        JAIZA : FOREX TRADING MARKET KE KHASUSIYAT:

        ap ke bat boht ache he aur ap ne ne forex market ke khasusiyaat bta de hein yeh bilkl sahih hein keh forex trading business aik popular business he aur es mein boht zyada pore dunia mein trading ke jate he aur es ka trading volume $5 trillion se bhe zyada he aur forex market dunia he woh wahid market he jo keh 24 ghnte aur 5 din chlte rhte he aur es mein financial transactions hote rhte hein aur es se traders ko boht profit hota he aur forex trading mein trader ko broker boht he ache leverage deta he jo keh 1:1 se 1:1000 se bhe zyada tk trader ko de jate he aur trader small capital se boht zyada profit earn kr leta he aur forex trading business aik bhtreen decentralized market he jes mein hr bnda apne trading kr skta he aur es mien kse qsim ke koi rukawat nhe hoe he aur es mein trader ko expert advisor ke bhe saholat hote he aur trader es mein pamm accounts mein bhe investment kr skte hien aur forex trading market mein bhtreen planing aur ache investment kr ke trader kamaybe short time mein forex trading market mein hasil krte hien.
        • #5 Collapse

          Dear agar hum aik normal business ya job ka forex k sath moazna karain tu forex hum ko har lehaaz se asaan aur achii lagii hai lekin es ki b kch requirements hain jin ko pora karna boht he zarorii hota hai warna ap es busines se aik single cent b nhn le skte es liye ap ko chaiye k ap smjh k aur seekh k kam karo ta k ap ko idea ho jaye k a ne kese kam karna hai aur ap kese faida haisl kar skte ho...
          • #6 Collapse

            forex market kay boht khasusiat hain trader ko forex main boht bhtren world level ka business online krna hay aor is kay world main high volume hota hay jo kah ksy aor market ka nhi hota hay world ka famous aor online profitable business hay agr is main trader ko experience hay aor trader forex market main sahi trading ka use krta hay aor trader market main 24 hours aor 5 day working kar sakta hay aor trading main trader ko leverage bhi broker provide krta hay jo kah trader kay liy help kay liay hai aor trader forex market main own boss hota hay aor trader ka own business hota hay ksy bhi time trading kar sakta hay aor trading main trader ko boht sary aor best trading kay methods provide kr diy jaty hain jin main auto trading expert advisor pamm trading aor copy trading shamil hain to yeh sb trader kay liay perfect earning kay source hian aor agr trader in khasusiyat ko smjhay aor forex market kai importance ko smjh kr trading kary to trader ko success yaqenan hoti hay
            • #7 Collapse

              Forex market ki khasosyat jo keh other online business say hat kar hay
              • Forex market main koi exchange fees government ki fees clearance fees ya broker ki fees nahi hoti han currecny ki kimto main main faraq hota hay buy aur sell main wo broker wasool karta hay
              • Forex market tak rsai broker kay zariye hoti hay aur broker he trading platform muhaya karta hay jahan par hum bagair kisi ki mdakhlat kay hum apni marzi say trading kar sakty hay
              • Forex market main hum apni marzi say investment kar sakty hay aur lot size bhi hum apni marzi say use kar sakty hay
              • Forex market humary liey 24 hours available hoti hay humary pass jab bhi time ho es main kam kar sakty hay esko hum as part time business bhi run kar sakty hay hum agar bistar bhi hay to bhi hum esko asani say run kar sakty hay esmain humary liye bohat sahulat hay
              • Forex market bohat badi hay esmain koi chota bada trader asar anda nahi ho sakta yahan tak keh koi bhi bank bhi market ko apni marzi say change nahi kar sakta
              • #8 Collapse

                forex market aik bohat bari market ha yeh stoch exchange market se bohat bhetar ha forex market me liquidity bohat zada hoti ha forex market me 2018 kay mutabik daily 5 trillion dollars ka volume daily trade hota ha jo kay baki kisi b market se bohat zada ha is me high liquidity or movement kay zariey ap bohat jald profit hasil kar letay hain forex market five days a week or 24 hours open rehti ha ap kisi b wakt forex me trading kar saktay hain is me koi rook took nehi ha forex market aik otc market mean over to control market ha is par kisi aik country ya kisi group ki ijaradari nehi ha is me scammer kay chances 0% hain is kay ilawa forex me dosri market ki nisbat bohat zada levrages di jati ha jis se small trader b forex market me investment kar saktay hain ap forex market me mehaz 10$ se b start kar saktay hain or aik hi day me 10$ ko 100$ me b convert kar saktay hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                  Is mein ko shak nahi kay forex market aik popular aur unique market ha like:
                  Liquidity:
                  Forex market volume kay lehaz se duniya ki sab se bari market ha. Is ka volume ab $5 trillion tak ho gaya ha, jo is ko New York Stock Exchange se 54x bara banata ha.
                  Forex market har waqt open rehti ha:
                  Forex market haftay mein 5 din 24 hours open hoti ha. Saturday aur Sunday ko ye traders kay liye close hoti ha lekin banks aur dusray financial institutions kay liye open hoti ha. Traders jab chahay, jahan se chahay trades open kar saktay hain.
                  Leverage:
                  Forex market mein upto 500:1 ya is se bhi ziyada ka leverage diya jata ha, jis ki madad se aik trader small capital par bhi bari trades open kar sakta ha.
                  Koi Middleman nahi:
                  Forex ko OTC market (over the counter) kaha jata ha. Forex aik decentralized market ha, jis mein trading sellers aur buyers kay darmiyan independently hoti ha. Traders ko apni trades par 100% ikhtiyar hasil hota ha, jab chahay open karain, jab chahay close karain.

                  Is kay ilawa bhi forex market ki beshumar khasusiyaat hain, traders trading style mein bhi independent hotay hain. Chahay to short term trading karain, ya chahay to long term trading karain. Agar khud trading na karna chahain to Robots (Expert Advisor) ya PAMM accounts use kar saktay hain. Ye itnay saray options duniya mein kisi aur market mein nahi ha, is liye forex market sab se bari aur best market ha.

                  Salam Mary khayal ma forex trading is dunia ma sub sy zyda keya jany Wala business ha jha per per him km passy invest kr ky zyda sy zyda profit hasil kr skty ha is ky ilwa bi ager koi apny AP ko Ameer bnana chta ha to us ko Kam mhnat ky sath tradinf ky zrya ko bn skta ha
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Ap ny ek acha jaiza pesh kia hai is sy kafi help hogi logo ki or ap ny sahi kaha hai forex market world ki sab sy bari market hai is sy bari market or koi nahi hai or is me koi comission wgera b charge nahi hota ap bus account open kary or trading shuru kar dy agar ap invest nahi kar sakty to us k liye b forex apko options deta hai jesy free bonus wgera.
                    • #11 Collapse

                      Forex market all world me over the counter (OTC) aur decentralized ka darja rakti hay, ham yaha ab forex market ki khasusiyat ka jaiza lety hey

                      1. Leverage: forex market me traders ko brokers investment par leverage ki facility dety hey jo key kesi aur business me ham es ka tasawar be nahi kar sakty hey,

                      2. 24 hours market open: forex ki market ki khas bat ye be hay key traders ko ye be advantage hota hay key wo 24 hours market open rehny se faida uta sakty hey kesi be time ki trading traders ko profit de sakti hay.

                      3. little investment se huge profit earn karna: trader apni little investment es market me laga kar huge profit earn karny ka be advantage le sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                        Is mein ko shak nahi kay forex market aik popular aur unique market ha like:
                        Liquidity:
                        Forex market volume kay lehaz se duniya ki sab se bari market ha. Is ka volume ab $5 trillion tak ho gaya ha, jo is ko New York Stock Exchange se 54x bara banata ha.
                        Forex market har waqt open rehti ha:
                        Forex market haftay mein 5 din 24 hours open hoti ha. Saturday aur Sunday ko ye traders kay liye close hoti ha lekin banks aur dusray financial institutions kay liye open hoti ha. Traders jab chahay, jahan se chahay trades open kar saktay hain.
                        Leverage:
                        Forex market mein upto 500:1 ya is se bhi ziyada ka leverage diya jata ha, jis ki madad se aik trader small capital par bhi bari trades open kar sakta ha.
                        Koi Middleman nahi:
                        Forex ko OTC market (over the counter) kaha jata ha. Forex aik decentralized market ha, jis mein trading sellers aur buyers kay darmiyan independently hoti ha. Traders ko apni trades par 100% ikhtiyar hasil hota ha, jab chahay open karain, jab chahay close karain.

                        Is kay ilawa bhi forex market ki beshumar khasusiyaat hain, traders trading style mein bhi independent hotay hain. Chahay to short term trading karain, ya chahay to long term trading karain. Agar khud trading na karna chahain to Robots (Expert Advisor) ya PAMM accounts use kar saktay hain. Ye itnay saray options duniya mein kisi aur market mein nahi ha, is liye forex market sab se bari aur best market ha.
                        Bhai AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log forex market ma mhnat krty ha to him log is ma Sy kafi Kam investment sy big profit hasil KR skty ha or him logo ko buot Kam mhnat krna hoti ha bhot Kam or profit buot hi zayada hasil KR skty ha him log
                        • #13 Collapse

                          g han bhai ap ny bpht achi post ki hai or main apki har khosiyat par agree hun jo k forex business main mojjod hain forex trading aik world wide business hai or es jesa koi bhi business nahi hai yah aik akela buisnesshai pori duniya main forex trading mainhar tradors k liye boht achi achi oppertunities hain jo k har tradors ko provide ki jati hain forex main hum 24 ghnty kam kar skty hain forex main hmain kamkarny k liye jaob se koi bhi paisa nahi lgna parhta hai es k liye bhi foex ny aik form bnai hain jis main posting karny se hum os main bonsu hasil karty hain pher os bonus ko apni trading main use kar lety hain es k sath sath or bi boht se hasosiyt hain jin ko biyan karny k liye boht lafaz use kuite ja skty hain
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Is mein ko shak nahi kay forex market aik popular aur unique market ha like:
                            Liquidity:
                            Forex market volume kay lehaz se duniya ki sab se bari market ha. Is ka volume ab $5 trillion tak ho gaya ha, jo is ko New York Stock Exchange se 54x bara banata ha.
                            Forex market har waqt open rehti ha:
                            Forex market haftay mein 5 din 24 hours open hoti ha. Saturday aur Sunday ko ye traders kay liye close hoti ha lekin banks aur dusray financial institutions kay liye open hoti ha. Traders jab chahay, jahan se chahay trades open kar saktay hain.
                            Leverage:
                            Forex market mein upto 500:1 ya is se bhi ziyada ka leverage diya jata ha, jis ki madad se aik trader small capital par bhi bari trades open kar sakta ha.
                            Koi Middleman nahi:
                            Forex ko OTC market (over the counter) kaha jata ha. Forex aik decentralized market ha, jis mein trading sellers aur buyers kay darmiyan independently hoti ha. Traders ko apni trades par 100% ikhtiyar hasil hota ha, jab chahay open karain, jab chahay close karain.

                            Is kay ilawa bhi forex market ki beshumar khasusiyaat hain, traders trading style mein bhi independent hotay hain. Chahay to short term trading karain, ya chahay to long term trading karain. Agar khud trading na karna chahain to Robots (Expert Advisor) ya PAMM accounts use kar saktay hain. Ye itnay saray options duniya mein kisi aur market mein nahi ha, is liye forex market sab se bari aur best market ha.

                            Agar is time baat ki jaye best earning source ki to main samjhta hon forex say acha koi aor source nahi hai. Forex trading apko eak opportunity deta hai apney ghar bethay earning karne ki ap apney ghar say apney personal computer say aor internet connection ko use kartay huway currencies ko buying and selling kar kay bohat acha profit generate kar saktay hein.
                            ap khud andaza laga lein is business main apka koi boss nahi hai ap khud kaam karne walay hein. ap per koi order nahi chala sakta. ap ka dil jab karay agar market open hai to ap kaam karen otherwise na karen. 1 week main 5 days apko kaam karna hota hai aor 2 days off hotay hein ap rest kartay hein. Is kay ilwa aor bhi bohat say faiday hein forex trading kay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              assalamualaikum dear forex trading 1 world wide business hai or is jesa koi bhi business nahi hai yah aik akela buisness hai pori duniya main forex trading mainhar tradors k liye boht achi achi oppertunities hain jo k har tradors ko provide ki jati hain forex main hum 24 ghnty kam kar skty hain forex main hmain kamkarny k liye jaob se koi bhi paisa nahi lgana parhta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X