Nai Shuruwaat Karen (New Beginning)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    aik defa loss kernay k bahd boht se log trading ko chhorh detay han ore wo ye semejetay han k app is businessme kaayaab nai ho sektay .lakin aesi baat nai jo bi ab experienced trader han ore reguler trading ker rahey han wo bi shiru me loss kertay rahay han lakin unu ne mihnat jaari rukhi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      brother ap ne theek kaha hy new people forex k bara ma quch galt samjte he or forex k bara ma knowledge gain to kart he nhi he aur phr forex ko join kar k is ma investment kar date he or phr loss la kar hat jate he or forex k bara ma ajeeb ajeeb batn karte he her trade ko apni hard working jari rakni chaye phr jar kar hum ko forex k bara ma achi knowledge gain hoti hy
      • #18 Collapse

        That's the spirit, aap nay bilkul theek kaha hay k jo successful ya experienced trader hotey hen woh bhee shuru shur mey losses kerty hen but woh chhorty nahee hen na he hum sey kisi ko chhorna chhaye.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: mohamedstar145 پيغام ديکھيے
        aik defa loss kernay k bahd boht se log trading ko chhorh detay han ore wo ye semejetay han k app is businessme kaayaab nai ho sektay .lakin aesi baat nai jo bi ab experienced trader han ore reguler trading ker rahey han wo bi shiru me loss kertay rahay han lakin unu ne mihnat jaari rukhi ha
           
        • #19 Collapse

          yeh bi aik online busnise hai is say aap bouht acha profit hasil kar k apni zindgyee badal sakty ho or is online busnise say aap achy say acha profit kuma sakty hain
          • #20 Collapse

            NA sirf yeh kay hamen poorani baten bhool ker aagay berhna chhaye bulkay koshish kerni chhaye k past may jo bhee mistakes hum sey ho chuki hen woh hum doobara na dohraen, bulkay bilkul he new planning, fresh mind k sath start kren.
            اصل پيغام ارسال کردہ از: m irfan پيغام ديکھيے
            Bhai jo sahi baat hai apki hamain chahiye kay hamain sab kuch bhool bhaal kar aik nayi shuruwat karni chahiye agar hamare sath kuch ghalat hua hai kisi bhi kisam ka loss hua hai hamain hamain chahiye kay poorani batain bhulaen aur age barhen
               
            • #21 Collapse

              Well, aap ki poori story mey nay perhi or kafi interesting lagi mujhay, aap ney bilkul theek kaha hay or aap isey same direction mey kerty rhen takay aap aik din kamyab or achay trader bun jaen, nbaki yeh theek hay kay zehn sub k pas hey shrt yeh hay k hum kitni mehnat kerty hen is field may apna muqam hasil kerny k liye.
              اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
              Sir Agar Main Apni baat KAroun Tou Main nay Forex ko january 2014 main join Kiyaa Thaa... mujhe is say pehlay Forex k baray Main kuch khas knowledge nahin Thi Magar mera mind forex K liye possitive thaa...Sir Main nay jab join Kiyaa tou main nay Ab Tak ye Samjhaa k Forex Trading ek intehai Dilchasp buisness hai..main nay january Say ab Tak Sab Say Zyada time he Forex ko diyaa hai orr ye Silsilaa Sari umar chalta Rahay Gaa... main nay jab january main is k baray Main reviews lenaa or Study Karna Shoro Kiyaa tou buhat Sari Chezaain buhaat Attractive nazaar Ayi,main nay Sochaa k yaar itnaa Acha buisness hai Main nay fuzool Main dosray buisness main Apna time kill kiyaa,bas Phr main nay Sachi niyaat Bandh li K mera life Time buisness forex he hai..Ap yakeen Karain K Pehlay tou Mujhe ye bhi nahin Maloom Tha k order kis Tarah lagta hai Candles kya hoti hain,charts Ko Kaisay Samjha jata hai,indicators kya hotay hain,news ki kitni Ehmiyaat hai,laikin Ab Ahistaa Ahista Sab Samajh Ataa jaa Raha hai...Aab Mujhe pata hai k order kaisay lagaya jataa hai,market ko Kis tarah Say Analysis karnaa hai or buhaat Sari Chezaain main Ahistaa Ahistaa sekhtaa jaa rahaa hon... aap yakeen Karain K main jab Kisi Ko kehta hon K yar i M learning Forex Tou Log mujhe Shabash Detay hain..main nay Apni buisness life Ki Ek nai shoroaat Kar li hai... or meray Sath join Karnay Waloun Main Say Ab Tak kuch log JAldi he bby KAr gye hain Coz unhain Samajh nahin ayaa...Waisay main Samajhtaa hon k Forex itna mushkil nahin hai jitnaa k log isay Samajhtaay hain,Dekhain Damagh Tou Allah nay har kisi ko Ataa Kiyaa hai,bhai ye forum Par ana,Study KArnaa Damagh Waloun Ka he Kaam hai naa... tou main Samajhtaa hon K hammain Forum Ka bharpoor Faidaa uthanaa Chahiyee...Sirf Forex Related baat Karni Chahiye...forum main hammain Forex Trading Ko Sekhnay kaa behtreen moukaa miltaa hai wo bhi hamari national Language Urdu main...So Aap bhi eek nai shoroaat Karain or abhi Say Forum Ko Specialy forex ki taleem,ibtedai Forex Trader,MT4 And MT5 terminal,indicators Walay Sections ko Explore Karain or jo chez samajh nahin Ati us k liye seniors say Question Karain
                 
              • #22 Collapse

                This is the thing, bilkul mey ney khud yeh personally note kra hey kafi saray log forex ko ilzam dety hen k itna loss hogya utna loss hogya lekin apni ghaltion ko nahee manty hen typical behavior bna lety hen apna.
                اصل پيغام ارسال کردہ از: malikarif پيغام ديکھيے
                brother ap ne theek kaha hy new people forex k bara ma quch galt samjte he or forex k bara ma knowledge gain to kart he nhi he aur phr forex ko join kar k is ma investment kar date he or phr loss la kar hat jate he or forex k bara ma ajeeb ajeeb batn karte he her trade ko apni hard working jari rakni chaye phr jar kar hum ko forex k bara ma achi knowledge gain hoti hy
                 
                • #23 Collapse

                  after facing a defeat the courage and desperation for victory increases u want to win no matter wat u want to earn the spot outa no where u want to get it defeat is also a form victory
                  • #24 Collapse

                    jee sir aap ki bat buhat achi hai main samajhta hon k past ko bhula k future ki planing karni chahia aur past ki mistakes sa sikhna chahia aur frustration ko khatam kar k aik new shruat karna chahia ya aik achi aproch hai
                    • #25 Collapse

                      New users khud say trading na karen to behtar hoga pehly kisi well experience person say kuch sekhin to un ko aasani rahy gi or yeh kay kuch weeks to demo account use karen us ko use karny say aap ka mind set ho jay ga kay kesy trading karni hai or kis hissab say...
                      • #26 Collapse

                        yae bro aap ne bilkul theek baat boli waisy mera khyaal b yehi k aap ko forex main trading jari rakhni chahyie kiun k kabi to aap ko samaj aye k kiss trha trade ki jati aur jab aap musalsil loss ka shikaar ho rahy hun to mery hisaab se insaan ko aik short time period k liye break leni chahiye aur phir dobara fresh mind l k trade suru karni chahiye
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                          Well, yahan kafi saray traders hongay jo kisi na kis trah yeh smjh rhey hen k woh Forex may kamyab ho he nahee sktey hen, kuch log smjhty hen k un kay pass capital nahee hay, kuch log smjhty hen k woh inexperienced hen, kuch log smjhty hen k unhay trading aati he nahee hay, or kuch log smjhtay hen k yeh aik just scam field hay, tou esay tamam logon say may yeh kehna chhahun ga k aap aik nai shuru-waat kren. Maazi (past) may woh koi bhee factors rhey hoon jin ki waja say aap ko nakami ka samna kerna para ho, un sub ko bhulaa ker aik naye tareekay say aagay aayen or is forum ka sahee use karen, kaheen bhee koi problem ho ya kis trah shuru kerna ho, yahan mojood experienced traders say discss karen.

                          Aik new beginning ki taraf aayen , proper planning kren her cheez ko mad-e-nazar rakhty huwey is field ko doobara say join kren or ab ki martaba pooray iraday or is may kamyab honay k yakeen k sath shuru karen.

                          Never stop trying, if you stop trying, you stop making progress

                          Kindly topic say related he comments karen

                          From the original desk of miles
                          naye aur biginner trader ko chahiye k wo trading main valume kam use karain aur sath hi take profit zarur use karain ,q k agar valume ziada lagaen gey to sath hi nuqsan hi ziada hoga.
                          • #28 Collapse

                            forex trading aik aisa business hai jis mai ham kaam kar k kam wakat mai ziada earning kar sakty hain ya aik bohat acha business hai is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai hamary pass jitna knowledege ho ga ham utni hi earning kar sakty hain forex trading meri nazar mai tamam online business mai sab sy acha business hai
                            • #29 Collapse

                              welcome dear forex world ka sub se best business he is se ham log boht sa profit hasil kar sakty hen wo bhi boht kam time me per us ke liye ham ko is me dil laga ke mehnat karny ho gye or lalach se bach na ho ga ye ham sub ke liye boht best ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Je haan apny sahi kaha k forex main agr hum loss kr jaty hain tu phr haamy naye mind sy apni ibtada krna chahye aur uss main humay chahye k hum apni wo tamam ghaltiyan na dhorayn jo hum apni trade main kr k loss krty rhay hain.islye hamay chahye k hum trading main akar kr apni earning kr skty hain aur isssay achi trade hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X