Forex market respect karti hai Fibbonaci levels ki with trading proof
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market respect karti hai Fibbonaci levels ki with trading proof
    Dear agar agar aap forex trading main scalping karna chatay hain or bonus account say bonus profit earn karna chatay hain.
    To aap ko chiay kay aap forex trading main scalping karain. Or secondly aap ko chiay kay Fibbonaci levels ki learning karain.
    Kiun kay market always respect Fibbonaci golden rratios.
    Aaj main aap ko aik pic show karun ga jisay daikh kar aap
    apnay bonus account say kafi acha earning kar saktay hain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Zabardast sharing ki hay ap ney asa he hay scalpers traders jo bonus sey jaldi earning krna chahtay hain unaky liye ye fibonacci patren best hay wo eskay level mei rehtay huway achi scalping krky achay profit le saktay hain par unko proper stop loss ka use krna chaye money management kay saath work karain acha earn kay lye ap finbbonacci ko achi tarah learn karain
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Yap my dear app ny acha knowledge share kia hy fibo junery pas mt4 k andar aik boht he acha indicator hy us main trade ager levels py ki jaey go pher ye humean kafi acha result dita hy us l sath hum RSI 7 use karean to h1 main over bought over sold condition ho sagti hy to sell our buy ker sagtay hain
      • #4 Collapse

        MashAllah aapne kafi mehnat se hamko samjhaya ha aur i really appreciate your hard work. Lekin scalping agar karni ho to phir hmaara account bhe thora bara hona chahey aur phir hamko kafi zayda pehly demo per practice bhe karni chahey us k baad ham scalping karin to zayda acha rahy ga.
        • #5 Collapse

          Dear brother aap nay sahi kaha hay mager new traders ko picture se samjh nai aati so plz agr ap munasib samjhin to is strategy ko detail main describe kar dain..
          THKS
          • #6 Collapse

            excellent thread dear.
            weldone dear apny bahot hi achy triqy say samjhaia hae aur sath proof b dia hae aur pics men wazeh pata chal raha hae k markeek kissi na kissi level say retarce zaroor karti hae lihaza hamen febonaci retacement k motabic trade ko set karna chaeay to acha hoga.
            • #7 Collapse

              dear Apne Kashi acche analysis share Kiye Hain aur apne sath mai trading proof me bataya hai pics kidhar hai yeh aap ki badi baat hai Kyun Ke Acche log apni trading strategies ko other people Se chupate Hain lekin mast Lagi Hai koi bhi user Kisi other person ki ZG use nahi karta aap ko pata hona chahiye ke Forex trading Ek Aisa business hai jis mein Hame Jab profit Hota Hai toh Hame sath sath loss Hoon Main Kardi Dar rehta hai isliye Aap Ne Jo Fibonacci level ki scalping strategy batayi hai wo Kafi best Hai instaforex Ke bonus account users ke liye
              • #8 Collapse

                g apki bat sahi hai or febonanci aik best indicators hain os main aghr hmain expernce hasil hai tu os main achi trdaing ki ja skti hai es k ilwa es k sath sclapning trdaing acha combetion hai en main aghr trdaing nalsye kar k ki jay tu acha profit de jati hai es liye febonanci main trend ko nalsye karna bhi asan hota hai
                • #9 Collapse

                  Forex market respect karti hai Fibbonaci levels ki with trading proof
                  Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k ma nay sona ha k forex market respect karti hai fibbonaci levels ki to kaya ya such may trading ki proof mangti ha ya phir nhi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Bilkul forex market k chart mey agar ap fibbonacci laga len bohat best hoga kyun k market jab flate rahay wo inn levels mey range krti ha tab scalpers iss range mei short time frame k mutaabik bohat achi trades kar saktay hain acha profit nikaal saktay hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X