Jaiza: Chart ki types.
No announcement yet.
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #16 Collapse

Re: Jaiza: Chart ki types.

app nay kafi acha knowledge humery sath chart k barey main share kai hai dosto humery pas main types chart ki 3 he hain us main aik bar chart hota hai jo k aksar main nay diekha k volume spread analysis waly istimaal karty hain dosra line chart hai us ka istimaal na ho nay k barabar hai koin k ye koi khas signal nahe dieta hia third humery pass us main candlestick chart hai jes ko japanies candles bhe khety hain ye boht zeada balkay her koi use kerty hain us main app ko m1 sy monthly time frame tak signl milty hain
• InstaForex
• #17 Collapse

Re: Jaiza: Chart ki types.

اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
Charts ka forex trading mein bohot important role ha because charts kay baghair correct analysis mumkin nahi ha. Charts 3 tarhan kay hotay hain; Bar Chart, Line Chart aur Candlestick Chart.
Bar Chart:
[ATTACH=CONFIG]3817[/ATTACH]
Bar chart aik simple chart hota ha, jis mein open/close aur high/low ko vertical bars mein show kiya jata ha. Open price left side tick se show hoti ha aur close price right side tick se show hoti ha.
Line Chart:
[ATTACH=CONFIG]3818[/ATTACH]
Line chart mein sari open/close prices aik forward moving line se show ki jati hain. Line chart trend find karnay ka acha zariya ho sakta ha.
Candlestick Chart:
[ATTACH=CONFIG]3819[/ATTACH]
Candlestick chart sab se popular aur ziyada istemal honay wala chart ha kyun kay ye bohot si information show karta ha. Bar chart aur candleatick chart takreeban same hain lekin candleatick chart se analysis bar chart ki nisbat asaan hoti ha.
Candle body:
[ATTACH=CONFIG]3820[/ATTACH]
White candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se ziyada thi. Isi tarhan black candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se kam thi.
Asalam o alikum dear ap ny both achy tarika sy samjaya ha forex trading main 3 qisam k chart use hoty Han most common chart candles chart ha is main maximum log trading karty han candle chart sy market ki samjna tohra easy hota ha candles chart main hum easily analysis kar sakty han baqi chart main analysis karna both muskal ha is k line chart hota or tisra bar chart hota ha line chart main simple aik line draw hoti ha jo k up down movement karti rehe ha or is sy analysis karna both muskal ha isi tahra bar chart ha is main bi aik bar banti candle ki tahra par bar sari ki sari aik he color ki hoti han or in ki movement ko samjna muskal hota ha jab k candles chart main do color hoty Han Jin sy market ki movement ko samjna both ahsan ho jata ha
• #18 Collapse

Re: Jaiza: Chart ki types.

forex mai chart ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use karny sy pahly learn karna chahey pher use kar ky kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hm is mai amount be invest kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex pakisatn mai legal ban cuka hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik international busienss hain is mai kam karny ky liye hamy expert banana ho ga forex aik real business hain
• #19 Collapse

Re: Jaiza: Chart ki types.

bhai ap ny boht achi or informative threads create ki hai jis main ap ny screen shot se hmain chart ki ttypes or un ki quality k bary main explain kiya hai yah boht achi information hai hmary sub k liye jis se hmary knowledge main izfa howa hai forex trdaing main chart ki help se hum apni trading ko boht asan traiky se smjh skty hain or kar skty hain jesy k ap ny hmain btya hai k bar chart line chart thory simple hoty hain jub k candlistick chart main hmain zyda option milty hain jis se hum apni trdaing ko asani se smjh kar apni trading kar skty hain or har trador ko charts ki har types k bary main kowlege hona zarori hai jis se wo apni trdaing ko asan bna skty hain or profitable bna skty hain
• #20 Collapse

Re: Jaiza: Chart ki types.

اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
Jaiza: Chart ki types.
Charts ka forex trading mein bohot important role ha because charts kay baghair correct analysis mumkin nahi ha. Charts 3 tarhan kay hotay hain; Bar Chart, Line Chart aur Candlestick Chart.
Bar Chart:

Bar chart aik simple chart hota ha, jis mein open/close aur high/low ko vertical bars mein show kiya jata ha. Open price left side tick se show hoti ha aur close price right side tick se show hoti ha.
Line Chart:

Line chart mein sari open/close prices aik forward moving line se show ki jati hain. Line chart trend find karnay ka acha zariya ho sakta ha.
Candlestick Chart:

Candlestick chart sab se popular aur ziyada istemal honay wala chart ha kyun kay ye bohot si information show karta ha. Bar chart aur candleatick chart takreeban same hain lekin candleatick chart se analysis bar chart ki nisbat asaan hoti ha.
Candle body:

White candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se ziyada thi. Isi tarhan black candle ka matlab ha kay is time period mein closing price, opening price se kam thi.
Ji bhai jan ap nay chars kay baray main bohat hi acha jaiza pesh kia hay main ap ki bat say bil kul agree hoon Forex trading aik international profitable business hay is ko start karnay kay liay complete learning kay sath sath acha knowledge bhi hona zarori hay Forex trading kay doran market ki movement and daily base pay Forex trading ki report ko dekhnay kay liay aor market ki value ko judge karnay kay liay indicators ka use kia jata hay indicators main ziada tar chart use hotay hain yehni yeh kehna kisi had tak darust ho ga k charts indicators kay tor par use hotay hain chart kay baghair trading ko samajhna bohat mushkil hay bal k main to kahon ga na mumkin hay chart Forex trading main bohat aehmiat kay hamil hain chats three types kay hotay hain 1: Bar chats, 2: Candle charts, 3: Line charts aik chart taqreeban 4 qisam ki information show karta hay jis main aik day main chart us day ki opening price, highest price, lowest price and close price yehni aik chart say traders ko pata chalta hay k jab aik day guzar gia tha to us ki trading report kia thi jis main usay yeh knowledge hota hay k jab day start howa tha to us time trade falan price kay sath open howi thi aor jab day and howa tha to falan price pay trade close howi thi pooray din main sab say ziada price yeh thi aor sab say kam price yeh thi is sari information say traders ko tex day main trading karnay main kafi sari help mil jati hay chart main sab say ziada use candle charts ka hota hay is kay bad bar charts ko use kia jata hay jab k line chart bohat hi kam use hotay hain
• InstaForex
• #21 Collapse

Re: Jaiza: Chart ki types.

Dear friend ap ny both he pyary tariqa sy btaya ha sab chart k bary main forex trading main different type ki chart han or chart 4 qisam k hoty han jin main line chart bar chart candle chart or figure chart par sab sy best chart candle chart ha jis sy hum different indicator or different candles pattern ko madad sy forex trading ko behtar tariqa sy samj sakty han or ache trading karni k ache earning karni sakty han or proper planning or strategy sy trading sy hum ache earning kar sakty han or jab bi trading karny to humy chae proper lots size istamal karny or money management or risk management sy candle chart pe trading karny ta k humy maximum profit ho or hum successful ho sakeny

اب آن لائن

Working...
X