Urdu Posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ye pakistan forex trad hai or ham samjhte hain ke ye urdo main trading ke mutalik bat ki jay tu behtar hai bech bech the main ao english ke word use kar sakte hain agar kisi ko urdu nahin ati tu tu majbooren wo enlish main hi trading kary ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g bilkul hmko posting urdu main krni chahiay kion k hmari mother language urdu hy is sy hum munasib tareky sy jawab dy skty hain kion k kai log english nahi janty is sy unko b fayda ho skta hy
      • #33 Collapse

        Brother, Aap ne kafi achi suggetion di hai, Mein bhi baqi Users se Request karta hun ke Hum sub Pakistani larkon ya Girls jo is Forum per work kar rahe hian aur English main expert nahi hain un ki learning ki help ke lye Urdu main Posting ki jaey ta ke wo bhi is forum se learning kar saken.
        • #34 Collapse

          no doubt urdu hamari madri zaban ha magar hum bilingual log honay ki waja say english k bi used to ho chukay hain is k ilawah hamari official language bi english ha lehaza hum ab 2 zabanon ko mila k bolnay aur likhnay k used to chukay hain. aur i think zosri zabanon ko seekhnay me koi harj bi nai ha.
          • #35 Collapse

            g main bhi aap ki bat sy mutafiq hoon . kion k forex main taleem ki koi limit nahi hoti es lie ager aap urdu main post karo gay to sub user ko aap ki baat samjh main aai gi ager aap english main post karo gay to kuch logon ko samajh aai gai to kuch ko nahi es lie bahtar hai k aap urdu main hi posting kiya kaigai
            Azadar Morai
            • #36 Collapse

              ap bilkul thek keh rahe he k hamin apni madre zuban me he posr kerni chahiye forex ne hamin boht acha moqa fraham kia he k hum posting urdu me ker sakte he me ap ke baat se boht he agree ho or ye b he k kuch baatein ese hote he k hum english me he ker sakte he.
              • #37 Collapse

                yaar app sahi kah rhe ho kah hum apni madari zaban mn baat karein magar english international language ha humein us mn bhi baat krne chaheya take zada sa zada log iuse sekhein aur hum log aik ache mulki ban sakein us ka ilawa hum sab bhai khande sa khanda mila kr dunya ko face karein.
                • #38 Collapse

                  bhai aapki suggesion mjhe kafi achi lagi.. me bi ziada tar urde me psoting akrta hun or meri koshish hoti he keurdu me hi piosting karun ta kay sab ko asani se samjh ayeee
                  • #39 Collapse

                    Pakistani forum main hum urdu main he to posting kar rhy hain,just words english kay use karty hain.is ki waja ye hai kay english kay words say type karny ki speed zaada rehti hai or read karna bhi easy hai.waisy ye forum pakistani doston kay liey best hai.
                    • #40 Collapse

                      darasl egnlish main thread kary ky 2 wajohat hy aik tu forex trading ky sary terms English main hy aor dosry english ka likhna urdu likhny sy asan hy jisky waja sy English mian post karty hy.
                      • #41 Collapse

                        brother aap ne sahi kaha hai but urdu ke saath saath kuch english mein bhi posting karte hain members jo urdu mein jaldi type nahi kar sakte wo saath english ke words bhi use kar sakte hain
                        • #42 Collapse

                          hmm hamay pakistan forex pa urdu ma he posts krni chahiye na k english ko zor dana chahiye??
                          pak forex students k liye best job ha iska faida ye ha is ma hum kisi b time apna account open kr k posting kr skty ha?
                           
                          • #43 Collapse

                            ge han mery dost ap ny bilkul theek kha hy humy urdu ko zyada tarjeeh dyni chahiye or is trah hum new words ko seekhy gy or wesy to sb forex mai english hy but just asian mai roman english hy or humy lazmi krna chahiye kh hum urdu ko zyada sy zyada tarjeeh dy.
                            • #44 Collapse

                              frnds apko forex sy kasa resonce mil raha ha kya forex hamra future ban skta ha??
                              pak forex pa aik din ma hamay katni posting krni cahahiye?
                              posting k kya rules ha?
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                pak forum he wahid forum he jo hame urdu posting ke lye ejazat deta he aur hamre leye boht acha moka he urdu post se ham achy tarah he sekh sakte he brother
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X