Forex me lose.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex main lose karne ki sab se bunyadi waja mere kahyal main yeh hoti hai jab banda samjhna shru hojata hai kay main trade kay baare main mukammal jaanta hun us se chahiye kay phele seekhe phir kare trade karna start
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex me lose ke boht zyad ahmyat hoty aur loss se bachne ke leye apko chaye ke ap learning aur apne apko mukaml prepear kare forex ke bare me
       
      • #18 Collapse

        forex main bohut loss hota hai logo ko kio k na to wo forex ko sahi seekhtey hai k kis tarha forex ki jai aur forex main ap ko takreeban 10 sa 15 saal ka experience hona chahiye...
        • #19 Collapse

          yes my dear forex trading learning men bohat se spam teachers or spam websites hen jis se kisi ko b proper faida nahi hota he agr ham forex trading men acha profit earn krna chahte hen to hamen achi guideline k sath forex learning krni chahiye tb hi hm is men kamyab ho sakte hen
          • #20 Collapse

            forex trading main loss be hai aur profit be is main khoe be confusion nahe honi chiye ap ko jo hardwork kerte hai un ko zayda ter profit he hota hai bike sab ko loss ho jata hai
            • #21 Collapse

              bhai jo b is forex tradign me apna kadam rakhta ha wo apne app ko expert is lie smjta ha q k qwo is forex jese risky kam ko bohat hi asan smj bethta ha jb k forex to bohat hi risky business ha g new trader ko achi tra se learn krna chahye pher trade krni chahye g is me
              • #22 Collapse

                Yes,it happens many times in forex if you can't do your work by learning from you mistakes and learning from your experience that you have while doing trading.
                 
                • #23 Collapse

                  i think forex main har bady ko loss hota hai but farq hai kisi ko kam kisi ko ziada jo log buhat achy trader hain in ko bhi forex trdaing main loss ho jata hai but aap iss loss ko kam se kam kr sakty ho agr aap normal lot size se or full experience or technical or trend ko follow huye trade krty ho
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #24 Collapse

                    gee mre bhai ap ne thk mashwara dyaa hy ke jb new trader forex ko join kry too usy chahye ke wo forex trading kse teacher se sekh ly aur knowledge haasil kr ly phr usy kabi lose nae ho gaa agr wo kse teacher se trading sekh ly gaa to trading kaa expert bee ho jaye gaa
                    • #25 Collapse

                      G han ap ki bat bhi theek hai lekin new trader k liye expert teacher find karna bohat mushkil ho jata hai jo 10 se 15 saal se trading me kam kar raha ho is liye new trader ko chahiye k wo apni base par trading ka knowledge hasil kare kyu k internet bohat se free tutorial mojood hai or new trader waha se kafi knowledge hasil kar sakta hai or sath sath demo account me practice kar k apny knowledge me izafa kr sakta hai. New trader Forex forum se bhi trading k bare me kafi knowledge hasil kar sakty hai or trading me profitable trade kar sakty hai.
                      • #26 Collapse

                        Dear mujhe apki batoon se itefak nahi krta kyun k apne kaha k humain experts se sikhna chaiyeh lekin experts hi kyun zarori hain? Hum khud kuch nahi ? Experts bhi kitabon se nikal k sochte hain to hum kyun expert k mohtaj bannen?
                        • #27 Collapse

                          haan bro theek kaha apne mera man hai ke hume ksi bhi work mean ache se success ek teacher ki kafi zarurat hoti ya phr bes gaider ki jo hume se mean ache se gaid kar ke hume yahan kse work karna hai....
                          • #28 Collapse

                            g bro esa nhi he me be to eik forex user ho or mere khayal se kam he ese trader he jo esi soch rakhte hein k forex me wo boht he expert he but me ne kabhi esa nhi socha k me expert ho or g forex me demo account se practice kerni chahiye.
                            • #29 Collapse

                              Forex trading kyon keh hamary sath aik real business ki trah act kerta hay es liye hamein forex mein loss bhi hota hay aur hamein trading kernay se es mein profit bhi earn ho jata. Profit aur loss es business ka part hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                main app ki baat sy agree karte hun both sy new trader both kaam waqt kaam karny k bad apny app ko expert samjhna start kar dyty hain jo k bilkul galat hy kyn k app life ka kafi hasa b forex ko dydain k jab b app yaqeen k sath is k bary main koi baat nai kar skty kyn k is main changes both hoty hain aur waqt py apna mind ager istamal nai kya jae tu loss ka samna karna parta hy
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X