Big loss honay ke bad kia karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big loss honay ke bad kia karna chahie
    Jab trading ke doran hamain koi bara nuqsaan ho jaey tu us waqt hamain kia karna chahie. Kia hamain fori tor per loss recover karnay ki koshish karni chahie ya phir wait kar ke achay waqt ka intezaar karna chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nhk پيغام ديکھيے
    Jab trading ke doran hamain koi bara nuqsaan ho jaey tu us waqt hamain kia karna chahie. Kia hamain fori tor per loss recover karnay ki koshish karni chahie ya phir wait kar ke achay waqt ka intezaar karna chahie.
    oscillating Jab Hame trading karte huye Jyada lost Ho Jaye to Hame disat nahi hona chahiye bol ke Apne trading ke mistake ko dekhna chahiye aur phir usko thik karna chahiye
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Bhai mera to khayal hy k hamen agar loss ho jy to emotional ho k foran loss ko recover karny ke koshiah nai karni chaye balky achy time ka wait karna chaye and behtar moqa dekh kar normal lot size sy trade open karni chaye ta k mazeed loss sy bacha ja saky
      • #4 Collapse

        AOA Bhai big loss hony ky bad apny dil ko tsli Dani chya or dobra sy hard working ky sath trading start krni chya
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          assalam.o.alaikum.... g ap nr acha swal kiya hai hmain big loss k baad fori cover krny ki bjaye hmain wait krna chahiye kyun k fori cover krny ki ghlti kr k hum mzeed loss kr bethen gay is liye hmain thorra thorra profit le k hi apna loss recover krna chahiye na k fori recover kr skty hain
          • #6 Collapse

            luck ki bat he profit ya loss trading men.sirf disheart nhe hona chahye.aur apni galti ko discuss bhi karna chahye.lazmi nhe k loss hamesha apki galti ki waja se ho.market ka kuch pata nhe k kb oppose direction mn chali jy
            • #7 Collapse

              market main jab hum trade karty hain to is main ziada loss hota hay to is kay liye humain practice karna ho gi kun kay practice karny say market main loss km ho ga magr big loss hota hay to is ko recover mumkin nai hota hay so account wash ho jata hay so humain dobara account main posts karna hoti hay
              • #8 Collapse

                dosto big loss honay ke bad humain ya sochna chaheiay k hamara loss kis waja say hua ha kia hamai strategy theak ni thi ya hum money management ko hum theak way say follow ni ker rahy theiy ya humain apny trading rules ko theak way say apply ni kia
                • #9 Collapse

                  big lose tab hota hai jab aap lalach me bari trade lagao ya phir Aesi qutes me trade lagao jis me sirf baray traders hi trade karte hain.kiyon k un me points bohut tezi se uper neeche hote hain.pal bhar mein bohut nuqsaan ya fayida. Isi liye in sab se ehtiyaat karein or mukammal ehtiyaat se or mukammal analysis k bad hi trade lagayein tab losse nhi hoga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    jab humain trade main ziada loss hota hay to is kay bad is ko recover karny kay liye koi gujaish nai hota hay humain hard work karna ho gi jis say market main kam karna kafi risky ho sakta hay huamind emo ko use karna ho ga kun kay demo account aik best source hota hay learning karny kay liye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X