Performance kya hoti hai ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Performance kya hoti hai ?
    Koi Bata sakta ke performance acchi kab hoti hai aur performance acchi hone par Hame $2,000 mil sakte hain Hum 1 month pe $2,000 Hame Mil Jaye kitne ka mummy achi Tarah karna hoga Hamari posting Aur Bhi Zyada Sun Ho Jaye
    Last edited by ; 17-07-2018, 01:36 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trader ke performance tb ache hote he jb trader forex trading mein experience se kam krta he aur trading mein acha profit hasil krta he aur losses nhe krta he aur apne trading mein sahih trading ke management kr ke apne account balance mein izafa krta he tb trader ke trading mein performance ko acha smjha jata he.
    • #3 Collapse

      performance to trader ki tb acchi ho gi jb trder ko trading ka experience sahi ho ga aor trader ko trading account main jo balance hota hay is ko manage karay aor trader ko hard working krna chhy aor trader ko forex trading main good knowledge aor experience ka hona acchi trading ki performance kay liay important hai aor trader trading main good planing ka use krain aor good profitable trading strategies ka use karain aor trading main mutat ways trading market kay use krain aor trading main trader active ho aor trader forex trading main fresh minded ho aor trading ki hr update ko follow karay aor trader bhtreen trading setup sy trading karay takeh trader ko trading main sahi performance mil jaye aor trader ko investment ko bhtreen ways sy use krna chhy aor trader ko trading ki good strategies aor good setting sy trading say acchi performance ki umeed hoti hai
      • #4 Collapse

        performance achi karny ky liye apko sb sy important rule.
        Risk and Reward ratio par kabu pana hoga. q ky risk and reward ratio bht he zaida achi chez hai minimum risk and reward ratio 1:2 use krna chahy. jb ap forex ko learn ka chuky hon tu ussk bad khud ko hamesha iss kabil banain k ap risk and reward ratio 1:2 use kr sakain, us sy apki performance main bht zaida acha farak aata hai.
        let me explain
        1:2 ratio ka matlb hai ky agar apny stoploss 50 pips ka use kia hai tu take profie double means 100 pips ka hoga, agar stoploss 10 pips ka hai tu take profit 20 pips ka hona chahy
        is tarha ye faida hota hai ky agar apki 1 trade stoploss hit kr jati hai and again ap 1 trade open krty hain tu again stoploss hit kar jti hai . again ap 1 new trade open krty hain tu woo take profit hit kar jati hai tu iss tarha apka net loss 0 hoga.
        • #5 Collapse

          forex business me performance yahi hoti hay key hamy daily aur weekly trading ki average kia hay agar ham daily aur weekly base par apni trading ka jaiza len gey to jo profit aur loss ki average aye gi yahi se hamy hamari trading ki performance ka knowledge ho saky ga, traders ko chaye key wo performance ko increase karen aur jab tak ham profit earn karny key average ko increase nahi karen gey hamari performance kabi be achi nahi ho saky gi, trading ki practice karny se hi ham trading ki performance aur profit limits ko increase kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            Agar ap chahty hai k ap ki performance achi ho to apko chahiye k sab sy pehly ap posting achi kary us k mutabiq kary jo apko thread me pucha gya ho ya btaya gya ho yani quality posts kary.
            Agar koi thread create karna hai to wo informative hona chahiye jis sy new members ki help ho saky.
            or trading poory focus sy karni chahiye.
            or har waqt koshish karni chahiye k apko trading zeyada sy zeyda aye.
            Agar ap in par amal kary gy to ap ki performance achi hogi or ap ko loss kam huwa kary ga.
            Or agar loss kam hoga to ap mothly 2000$ b earn kar sakty hai ap ko bus focus karna pary ga or hard work karna hoga apko performance zroor achi hogi.
            • #7 Collapse

              forex trading main jo hmain bonsu milta hai os main hmary bonsu main acha izafa tab he ho skat hai jub hum es main mahnt karty hain jesa k jub hum posting karty hain tu hmain es bat ko midn amin rakhna chhaye k hmain es main post ki qulaity ko increse kar k posting karni hai q k jub hum posting main quality ki traf fovus karty hain tu hum es main 2000 dollors ko bhi gain kar skty hain koi harj nhai hota hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
                Koi Bata sakta ke performance acchi kab hoti hai aur performance acchi hone par Hame $2,000 mil sakte hain Hum 1 month pe $2,000 Hame Mil Jaye kitne ka mummy achi Tarah karna hoga Hamari posting Aur Bhi Zyada Sun Ho Jaye

                My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma itna zayada profit hasil krny ky leya hmary pass zayada experience hona Chaya kau ky jtna zayada experience ho ga itna acha profit hasil KR skty ha kau experience is time hasil hota ha jib him log practice krty ha or practice make men perfect
                • #9 Collapse

                  Re: Performance kya hoti hai ?

                  Forex trading business may trader ki performance bohat ziyda value rahti hai humri performance tab ziyda achi hoti hai jab hum humre pas ziyda say ziyda knowledge hota hai or sath sath humre pas trading experience hota tw hum easily apni performance ko evaluate kar sakty hain... Forex trading business may kamyab hone Kay liye humain apni performance pay focus karna chahye or koshish karni chahye Kay forex ko learn kiya jiye or achi earning hasil karne Kay liye apna experience ko increase karty rahain ta Kay easily profitable trade laga Kay profit earn kiya ja saky jitna ziyda experience ho ga humri performance achi ho gi forex trading may jo traders jald bazi may apna experience ko increase nahi karty or ignore karty hain learning ko ase traders kabi b kamyab nahi ho sakty kamyab hone Kay liye humian zarori hai Kay hum apna knowledge information experience pay focus rkhain jis ko use karty hoe humri forex may performance behtr hoti hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: Performance kya hoti hai ?

                    G bilkul aap ko bataya jaa sakta hai kay performance kia hoti hai. Forex mai kaam ker kay apnay results ko acha kerna aur loss ko kamm ker kay profit ko ziada kerna, apnay account ko long time trading kay liye strong kerna aur phir forex ko aik kaamyab trader bann kay as a profession kerna performance kehlaey ga. Ab agar traders apnay apnay performance indicators bana lain tou sub ko pata chal sakta hai kay kon kitni performance dey raha hai. Apni performance ka pata hona bhi zaroori hai agar pata hoga tou improvement ki koshish ki jaa sakti hai. Agar performance ka pata he nahi hoga tou behtari bhi nahi lai jaa sakti hai. iss liye traders ko apnay loss aur profit ka bhi analysis kertay rehna chaiye takay apnay account ki halat bhi nazar mai rahey.Forex aik acha aur shaandar business hai iss mai kaam ker kay bohat faida lia jaa sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Performance kya hoti hai ?

                      Dear friend forex market main performance usy kehty han jab hum log masalsal kamyab ho rehe hon means hum daily acha profit hasil kar rehe hon humy loss na ho raha ho ye humari ache performance ho ge agr hum aik profit hasil karty han next day phr double loss karwa daty han to phr is ko pura karny main lagy rehty han to ye ap ki buri performance ho ge is ley humy ache performance k ley mehnat karni ho ge humy forex trading ko ache tahra seekena ho ga samjena ho ga is k bad humy proper analysis kar k or proper stop loss or take profit istamal kar k trading karni ho ge to tab he hum ache trading kar sakeny gy jis sy humara account safe ho ga or hum ache earning kar sakeny gy Pakistan forex forum main ache performance k ley humy daily ache sy ache posts karni hon ge knowledge or experience wali jin ki quality or quantity donu ache hon
                      • #12 Collapse

                        Re: Performance kya hoti hai ?

                        Dear friend ap ny bot acha question kea hy forex trading main achi performance hi sb kuch hoti hy achi performance hi hamy acha profit dilati hy phr chahy wo posting ho ya trading hamy achi performance ki zrort hoti hy hmari achi performance ye hoti hy k ham achy sy acha knowledge or experience hasil karan pak forum m acha kam kr k achi posting kr k knowledge gain krna ye b aik achi performance hy trading k liay aik zrori chez experience b hy agr ham experience hasil kar k forex m kam karty han to ye b hmari achi performance hy or is experience sy trading kr k acha profit or achi earning hasil karna b aik achi performance hy forex m trading karny k liay performance kisi aik chez m hi ni hoti hamy sb chezon m apni performance bahtreen krni ho gi tbi kamyabi hmary hathon m ho gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Performance kya hoti hai ?

                          Dear performance ka matlab yahi hota hay key jo be work kia jaye acha work kia jaye aur apny work me kesi kisam ki mistake na ki jaye aur na hi kami reh jaye, Forex forum me work kia jaye ya market ko analysis karny ki ya per trading ki agar ham acha work karen gey to hi hamari performance be achi ho gi aur agar hamara work hi acha nahi ho ga aur es me mistakes ho gey to hamari performance be weak hi ho gi, Forex business me kamyab trader hamesha aper performance ko apny achy work ki waja se hi behtar karny ki koshish karety hey ham apni trading performance ko mehnat kar key hi acha karny ki position me a sakty hey.
                          • #14 Collapse

                            Re: Performance kya hoti hai ?

                            Dear jaisa ki aap Jante Hain Ki Forex 1 worldwide business hai ji bilkul aap ko bataya Ja sakta hai ke performs kya hoti hai Forex Mein kam Karke Apne result ko Achcha Karen aur loss ko kam Karke profit ko Zyada karna Apne account ko long time trading ke liye strong karna aur FIR Forex ko ek Kamyab Banakar as a professional Karen Apne Apne perform indicator banaa Le To Sabko pata chal sakta hai ki a Kaun Kitni perform se de raha hai apni performs Ka Pata hona na bhi zaroori hai agar Pata hoga to improvement ki ki koshish ki Ja sakti hai Forex Ek Achcha aur behtarin work Hai ismein kam Karen aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen Achcha Aur meri kam Karke
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Performance kya hoti hai ?

                              Dear member Jab aap Forex trading karte hain ya forums mein participation karte Hain to ismein aapki tamam effort calculate hokar Jab result ki Surat mein change hoti Hai to usko aapki total performance kaha jata hai. Kisi bhi field mein aap agar experience Hasil karte hain aur acchi experience ke sath kam karte hue acchi proformas dete Hain to ismein Koi shak ki baat nahin kiya aap use field mein ziada se jziada earning Hasil kar saken ge. Jab Ham kahin bhi kam karna start karte Hain tumhari sab se pahli nazar earning per hoti hai lekin Aisa Nahin hota agar aapane earning leni hai to sab se pahle aapko apna focus learning per rakhna ho ga Taki aap use system ko acchi tarike se Sikh Lain phir Jab aap us mein apna experience apply karenge to aapko acchi khasi earning receive hogi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X