Robot aur manually trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot aur manually trading
    Sir Apke khayal Me trading Kaise Karni chahiye report se karna chahiye ya manually trading best hai
    ALWAYS BE HAPPY
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jo bh ashy ya experts hn wo robot trading ni kerty wo hamesha manual trading kerty hn, keon ke wo apna analys kerty hm market movement ckeck kerty hn news ko read kerty hn trend ko follow kerty hn, jub ke robot ye subh khush ni kerta bulkey robot ko hum jahan fix ker dain us ne wahan hi trade kerny hoty hy
    • #3 Collapse

      Robot agar achi rating ka ho ga to hamary ley ye useful ho sakta hay magar local robot use karny se loss key chance zeyda ho sakty hey

      mera personally expernice hay key robot trading karny key ley equity ka zeyda hona zarori hay aur profit key chances be 50% hay, self base expernice par manually trading karna hi best hay.
      • #4 Collapse

        Manually trading robot k moqably me bahot qabil'e' aitamad trading he,ye zaruri nai robot heading darust ho,robot k zariy trading aisy he jesy hawa me teer chalaya jay, manual me trader ko pata hota k usny jo planning banai he wo keya aor kesy kam kr rahi hehe.
        • #5 Collapse

          manual trading is best
          • #6 Collapse

            Dear jaisy ap ne baat ki hai trading ki to best to ye hai k hum khud trading kary kun k robort jo hai wo aik hisab se banye jaty hai mean kuch range k liay banye jaty hai aor kuch trend k liay agar market range mai ho aor ap trend wala robort use kr rahy hai to ap ko loss hi ho ga ais liay apny dimagh se trading karni chaye.
            • #7 Collapse

              brother maire khayal say trading tu hoti he manual hai . baqi jo automatic trading hai iss mai traders ka koi khas role nai hota hai. traders kay liye manual trading he behtar rehti hai kion ke iss mai traders khud decision laite hain aur market ko observe b karty hain , jis say trading ke learning aur experience hasil hota hai jo future tradign kay liye behtar rehta hai.
              • #8 Collapse

                robot trade main kam karty hain to is ko use karna kafi riksy ho sakta hay kun kay hum is main computer ko program ko feed karty hain jis say ye hota hay kay khud hi trade open hoti hay or khud hi trade colse hoti hay market main khud order place hoty hain manual trade main aysa kuch b nai hota hay
                • #9 Collapse

                  aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai per aksar trader robot use krty hain main sona hai daikha nhe hai jo bary bary trader hoty hain wo y use krty hain aur y robote kafi money say ata hai
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein robot trading bhi hoti hy aur manual trading bhi Jo ap robot se trading kartay han us ko robot trading kehty han robot se ap auto trading kartay han aur Jo ap khud trading kartay han us ko manual trading kehty han manual trading behtaar hy robot trading se kiok manual trading kartay han tu ap forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur agr ap robot trading kartay han tu is se ap learning knewledge aur experience hasil nhi kar saktay is liye khud trading karni cahaiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Behtaar tu ye hi hy k forex trading business mein khud trading ki Jaye kiok forex trading business mein ap khud trading Karne k liye khud analysis karain gay aur khud market ko dekheen gay aur khud hi trade open karain gay is se ap experience aur skills hasil hoti hy aur forex trading mein knewledge bhi hasil hota hy aur robot trading mein ye sab kuch nhi hota kiok ap ne robot ko use Kiya tu sab kuch robot hi karta hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X