Jaiza: GDP aur Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: GDP aur Forex Trading.
    GDP (Gross Domestic Product) fundamental economic indicator ha. GDP par forex market mein fundamemtal trading mein sab se ziyada tawajjah di jati ha. GDP kay relese hotay hi specific currencies ki price mein bohot volatility aa jati ha because GDP ki madad se kisi bhi mulk ki economic growth aur standard of living ka pata chalta ha.
    GDP salaana (annual/yearly) bunyaad par release hoti ha aur is se kisi bhi mulk mein honay wali goods aur services ki production aur un ki monetary value ka pata chalta ha. GDP ye show karta ha kay kisi bhi mulk mein consumers ya economic groups na services aur goods khareednay kay liye kitna spend kiya? Government kay expenditures kiya rahay aur import/export ki kiya percentage rahi. Issaaray data ko mila kar GDP banta ha.
    GDP economic calendar pa listed hoti ha. Agar expected data se ziyada aa jaye, to ye currency kay liye positive sign ha aur currency ki value mein izafa hoga. Agar expected data se kam ho, to ye currency kay liye negative sign ha aur currency ki value mein kami hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    GDP AUR FOREX TRADING


    GDP (gross domestic product) ko kehte hien aur GDP ka boht he ahm role forex market mein hota he aur hr country apne GDP ke bunyad pr chlte he aur jb kse country ke GDP bhtr hote he aur GDP ka level us country ka high hota he to us country ke currency mein improvement hona shru ho jate he aur us country ke currency ka rate teze se up hona shuro ho jata he es lie jb hm forex trading market mein enter hote hein to hmein es bat ka lazme dihan krna hota he keh hm hr country ke GDP ke news ko dekha krein aur jo currency hm trading ke lie choose kr rhe hien us ke country ke GDP ke sb updates ko smjhna lazme he takeh trader ko us country ke currency ke price value ka andaza sahih ho ske aur trader apne forex trading mein sahih jaga pr aur currency ke sahih price pr apne order laga kr apne trading se faida hasil kr ske.
    • #3 Collapse

      fundamentals economic indicators ko trader nay forex market main smjhna ha aor trader kay liay must hay kah woh gdp kay level ko smjhy aor world ki hr country ki own gdp hoti hai aor is gdp ka boht asr forex market pay hai aor big major pairs currencies jo hian in ka gdp boht high hota hay aor jb gdp sahi ho aor country ki products ki demand high ho to us country ki gdp main izafa hota hay aor us country ki economy bhtr hoti hay aor phr us country ki currency main bhi boht up kay chances hoty hian to trader ko is gross domestic product ko sahi tarh sy analysis krna hai aor forex market ki fundamental impacts ko study krtay rhana hay aor trader ko agr ksi country ki gdp main koi problem nazar aye ya phr us country ki gdp negative sign day to us country ki value main kami ho gi aor trader ko in baton ka pta phly ho ga to trader us country ki currency ko sell karay ga
      • #4 Collapse

        jaiza on Gdp
        Gdp kisi b country ka aik ahm economic event ha kisi b country ki currency ki movement ka inhisaar gdp par b hita ha gdp anual yearly ya monthly toor par relase kia jata ha Gdp fundamental analysis ka aik importan news event ha jo bohat zada trade hota ha jub b Gdp ki news event ati ha to wo market par bohat zada gehra asar dalti ha
        kisi b country ki export import ki waja se Gdp par bohat gehra asar parta ha agr kisi b country me manufacturing barh jati ha to os kay Gdp ma positive asar hota ha gdp kiso b country ki purchasing power poverty ya main consumer ya kisi b finential economic group nay buy sell par kitni lagat ayi ha in sub ka Gdp par asar hota ha
        Gdp aik gross domestic product ha agr kisi b country ka Gdp bharta ha to os currency ki value me b izafa hota ha or Gdp kam honay se currency ki value b kam ho jati ha
        • #5 Collapse

          GDP KYA HAI
          Assalam-O-Alaikum
          Dosto GDP ka word hum nay kafi jaga say suna ho ga jas ka news paper tv channal ya economist to aaj hum GDP ka bary main bat karny ga ka GDP kya hai aur ya ak cuntery par kas trah aser anzad hoti hai GDP ka mutlab hai ( Gross Domestic Prodict ) jas ka asan alfzo main matlab ya ka tamam finel goods aur services value ja ka ak mulk ak sal ya ak period main banta hai hum main say kafi log GDP ka bary main nai janty. Modern GDP ki development ak russian economist (Simon Smith Kuznets) nay 1934 main ki thi us ka bad GDP ko kasi mulk ki economy ko dakny ka lay sub say ahm chize samja jany laga.GDP ko 3 tarko say malom kya jata hai jan main 1-Production Approach 2-Income Approach aur 3-Expenditure Approach shamal hai.
          GDP ko smjnay ka lay ak asan masal dakty hai definition ka mutabk GDP main tamam final goods aur services ko samal kya jata hai masal ka toar par hum market jaty hai aur ghar ki zarorat ka lay 1000 rupy ki shopping kary hai to hota kya hai ka 1000 rupy humry mulk ki GDP main samal ho jata hai. ab ak aur masal laty hai hum nay ak show room say ak zero meter car 5000000 main buy to wo humr mulk ki GDP main samal ho jay jai lakn agher hum asi show room ak scaend hand car 2010 model 250000 main buy karty hai to ya humr mulk ki GDP main samal ni ho gai kyo ka 2010 main GDP main samal ho choki hai.GDP main unhi chzon ki kamat ko samal kya jata hai jo final goods ya servives hon.as lay mulk ki economy GDP pay chalti hai.
          Last edited by ; 30-07-2018, 01:02 PM.
          • #6 Collapse

            Forex Mein kaam karne ke liye aapko Yahan Par long time ke liye Kisi acchi wali policy par Nazar Rakhna Hoti Hai jitni Jyada UP Police SI Koi use Karenge Jiska sabse market Mein capital core investment in ke liye use Karenge aap ko yahan se bahut jyada profit Milega aapka account jaan se baat hone se bache Jayega aap ko nuksaan nahi hoga
            • #7 Collapse

              My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary ky jgp kaya hoti ha laken Mary Khayal ma ager him logo ko forex market sy acha profit hasil krna ha to phir is ky let's him ko achi Sy achi policy py kafi zayada arsa nazar Rona hoti ha phir hi him log acha profit hasil KR skty ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                Yeh Baat aap ki bilkul theek hai traders ko chahiye ke ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Dada Kids 1 time mein open na Karen Kyunki Agar take time mein jyada open Karenge to lost Agencies bahut jyada increase ho jayenge isliye ek time Ne Ek Wade open Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                  GDP economic condition Hoti Hai Har country ki isliye Hum Sab logo ko GDP ko dekh kar he trading Karni chahi Agar Hum Log Kisi Mulki GDP ko dekh kar trading Karte Hain To fir se hum logo ko bahut fayda Hota Hai Hum Sab logo ko America ki GDP Ko Dekhkar hi trading Karni chahiye
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                    dear friend forex trading mein boht big knowledge aur experience trader ko hasil krna hota he aur sb traders ke lie lazme hota he keh woh apne trading ke lie ache indicators ka istemal krein aur forex trading mein bhtreen indicators moving average ko smjha jata he es se ap apne trading ke sahih price ko smjh skte hein aur apne trading se acha profit le skte hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                      Gross domestic products jesa kay name say hi show ho raha hay. yeah aik aisa indicator hay jo kay kisi bhi country ki economic condition ko zahir ker raha hota hay. mulk kay ander jitni bhi production ho rahi hoti hay us main kami aur zaydti ki waja sya bhi currency value aur devalue hoti hay. is liye kay ager products ki demand zayada ho gi to GDP ki figure zayada ho gi aur mulk main production bhi usi lehaz say zayada ho gi aur logo ko rozgar milay ga. aur jab demand kam ho gi to rozgar kam ho ga jis say us country ki currency ki value bhi down ho jaye gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                        GDP (Gross Domestic Product) fundamental economic indicator ha. GDP par forex market mein fundamemtal trading mein sab se ziyada tawajjah di jati ha. GDP kay relese hotay hi specific currencies ki price mein bohot volatility aa jati ha because GDP ki madad se kisi bhi mulk ki economic growth aur standard of living ka pata chalta ha.
                        GDP salaana (annual/yearly) bunyaad par release hoti ha aur is se kisi bhi mulk mein honay wali goods aur services ki production aur un ki monetary value ka pata chalta ha. GDP ye show karta ha kay kisi bhi mulk mein consumers ya economic groups na services aur goods khareednay kay liye kitna spend kiya? Government kay expenditures kiya rahay aur import/export ki kiya percentage rahi. Issaaray data ko mila kar GDP banta ha.
                        GDP economic calendar pa listed hoti ha. Agar expected data se ziyada aa jaye, to ye currency kay liye positive sign ha aur currency ki value mein izafa hoga. Agar expected data se kam ho, to ye currency kay liye negative sign ha aur currency ki value mein kami hogi.
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha GDP sy hum andaza laga sakty han k kisi country ki growth ktni hue ha ??? ktni expected the ??? country ny ktni development ki ha ??? Is sy forex market main price both ziada asar hota ha is sy market main both tazi ati ha piece up or down hoti ha GDP agr country ki umeedun pe pura utary to phr price bhar jati ha otherwise price down hoti ha GDP har saal release hoti ha is sy currency value bharti ha agr ap ka GDP growth ache ho to otherwise currency value down hoti ha is ley forex main jab bi kisi GDP ki news release honi ho to both ahtaiayat sy trading karny us waqat ya wait karny us news release hony k baad trade open karny
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                          GDP kisi bhe country ki currency ko strong ya week kerna main kafi role play kerta hai jab bhe pakistan ka GDP strong hoo ga to pher humeri economy ache hoo gee pher us say humeri curreny dollar k mukablay mazboot ho gee same isi tarha baki mumlik ki bhe currency ka kamzoor our mazboot hona us pay depend hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: GDP aur Forex Trading.

                            kisi bhe mulk k halaat ka behtar ya kharaab hoona our pher un ka theek hona wo us ki govt. pay depend kerta hai pher us ka central bank ka important kirdaar aa jata hai hum souch rahy hoty hain mehgai us wja say barh rahe hai ya ye wjah hai logoun ko apna kirdaar peesh kerna chahy par jo pair app ka international market main chal raha hai us pay kafi awamil hoty hian us main zarori nahe hai k wo central bank us ko control na kar sagty hain ageer nahe hota to pher GDP out of control ho ga to jab tak mulki halaat theek nahe hooon gay kabhe bhe kisi bhe country ki currency strong nahe hoti hai marshal law ka lagnay say economy humesha down hoti hai qarzay bhe nahe lena chahy apny paoun pay khara hona chahay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X