Be patience always success
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be patience always success
    Agar ham ne trading men kamyabi hasil krni hai to hamen sabar ka daman thamna hoga bagair sabar k ham jaldbazi men kabhi bhi success ki traaf ni ja sakte hain isliye main yahi kahun ga k forex men kamyabi ka barra secret pehlu sabar hi hai agar ham iss sabar wali trick ko use kr len to ham trading se bahot hi benifits le sakte hain main sabar ko aazma chukka hun aap bhi try kr len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear trading men sabar ka hona bahot hi zaruri hai jab tak ham trading men sabar ko ni apnaen ge ham uss waqt tak successful ni ho sakte hain agar ham patience k sath work kren ge to ham mushkil se mushkil gharri men bhi success ko pa len ge isliye aapki baat darust hai hamen apni trades men sabar ka hona lazmi juzv hai bagair sabar k hamen successful hona impossible hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
      Agar ham ne trading men kamyabi hasil krni hai to hamen sabar ka daman thamna hoga bagair sabar k ham jaldbazi men kabhi bhi success ki traaf ni ja sakte hain isliye main yahi kahun ga k forex men kamyabi ka barra secret pehlu sabar hi hai agar ham iss sabar wali trick ko use kr len to ham trading se bahot hi benifits le sakte hain main sabar ko aazma chukka hun aap bhi try kr len
      agar ham forex trading main successful hona chahty hain to hamain chaye k jab bhi trading krain to patience k sath kam krain q k agar ham trading krty hoy koi choti c mistake bhi krain gy to hamain bohat ziada loss ho skta hain
      • #4 Collapse

        Brother aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k kohi be bussniss ho us main hamasha jazbat per qaboo rakhna pharta hay success hasil karna k laya issi tarha trade aak aasa bussniss hay jis main 1% be jazbat ki gunjahish nahi hay jasay he jazabti howay trade main us time he lose ho ga aap ko
        • #5 Collapse

          g han bhai ager ham trading mn tahmal aor patience sy ttade kren gy tu zarur hamen success hasil hoge as liay forex trading krny hoy kbi bhe jld bazi na kren aor emotional ho k trade na kren
          • #6 Collapse

            Forex trading business mein kaamyaab hone k liye aur profit earn karne k liye sabar zaroori hy agr ap sabar se kaam karain gay tu ap kaamyaab trader ban saktay han aur agr jald bazi karain tu jald bazi se loss hi hota hy is trade ko open karne aur close karne mein sabar se kaam karna cahaiye tab hi forex trading business mein kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Dear friends ap ne suna tu hoga "haste makes waste". Tu zindagi main ap jahan kahin kam ko jitna jaldi karny ki koshish karen gy utna hi kam ghalat hoga same trading main bhi jab ap sabar se aor sakoon se trading ni karen gy tu loss k chances bhi utny hi barhty jaen gay, aor jab ap trading main sabar se kam len gy tu is k 2 faiday hongay 1st apky loss k kam chances hongay. 2 life main bhi apko is practice se kafi faida hoga yakinan ap main sabar aor tahamul barhny lagay ga. Thanks
              • #8 Collapse

                Dear ap sahi keh rahy hai hamen forex trading mein intehai sanjeedgi aor sabr sy kam lena hota hay agr ham sbr sy kam len to achi trde kr sakty hain warna ap loss mein hi jaen gy
                • #9 Collapse

                  har buusiness me paitence required hai.is business me ziyada zaroor hai.kiyon chand lamhon me ap ki amount zaya bhi hoti hai or aa profit me bhi atay ho.is se ap jazbati hote ho or baad me ghalti karte ho.jis se aap ko nuqsaan hota hai.sabar per dastaras hasil hogayi to kamiyaabi hi kamyabi hai is kaam me.
                  • #10 Collapse

                    g han yaha pe trading karny k lye tahamal mizagi bhot zarori he zyada jazbati hony se aksar loss ho jata he.aur apny kam ko continu rakhna mushkil ho jata he.
                    • #11 Collapse

                      han je bilkul ap wese bhi dekhlain kise bhi expert trader se app baat karen to wo apko lazmi kahega k ap trading me sabar rakhen warna agar ap jald bazi karengay trade lagane me or close krne me to apko loss he hoga trading me apko sabar se kaam leena chahe q k ye 1 waqai me bht important factor hai jiski waja se hume bht zada faida hoga trading ko lekr or hum kameyab ho skte hain esme
                      • #12 Collapse

                        laaalach kam krein aur sabar ziada krein gy to aap yaahn buht kamyaab hoon gy
                        • #13 Collapse

                          assalam.o.alaikum to all members... bhai ap ne 100% theek baat kahi hai sabr k bghair trading mein kamyab hona impossible hai jAld baazi mein ki hoi trading loss ka hi baaes bnti hai kabhi profit nahi deti apny loss pr b sabr krna ek eham point hai or trades lgany mein b sabar ka bohat important role hai,..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Bhai apnay bilkul theek kaha trading main sabar bohat important hai chahy jo bhi condition ho humy sabar say kam lena chahiye jald bazi aur lalach say insan hmesha loss ki tarf jata hai is liye jab bhi forex main trade krain ya learning karain har halat main sabar sy kam liya jaye jo sabar karta hai usko iska reward zaroor milta

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X