News k waqt trading krny ka aasan tariqa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    trading k wakht apko bohat mutaht ho na chaye kun k har news bohat aham nahoi hoti islye apko kam par tawjuo dena par gi news apko bohat asani hoti ha magar kuch asan nahi hoti
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      han g bilkul news ke waqt trading bhut zyada risky ho jata hy q ke us time market ka kch pta nahi hota ke ye kahn move kre gi is hame profit and loss koi bhi huge amount me ho sakty hen is liye hme market ko achy se samjh ke trade plan krni chahye
      • #183 Collapse

        hum news par Trading bina Kisi indicator K kartay hain yakenaan heavy Kism Ki news say Ap Ka Matlab hai k high impact news...aksar fake news Bhi Ati hain.......
        • #184 Collapse

          Forex Trading me News aik Eham Qirdar Ada Karti he Jis se hum News ke Aty hi Kafi Pips Profilt lesakte hen aur News k waqt Hamain Faida Uthan Chaieh
          • #185 Collapse

            News or forx ka sath to bihat qareebi hai lekin aap ko cahiay k aap jb apni trading lga cukay hun tb news ko zaror dhakihain ta k aap ko pta calta rahay k aap ki trade kahan lie kr rai hai
            • #186 Collapse

              It is good strategy but it is very risky,because it is necessary that market reverse your trend after immediately the news,so do your business with great care and earn profit from this risky market.Still it is important that it gives high return to some traders.
              • #187 Collapse

                news ky waqat bi ap trading kr skaty ho new ky waqat trading krna boht hi easy hota hy qun ky news ky time market boht hi fast sy move kr rhi hoti hy news trading my agr ap ko acha experience ho ga to ap news sy bi boht hi achi earning kr sakty ho
                • #188 Collapse

                  new ke waqt trade karne ke lye ap ko bht mohtat or carefull hokar kaam karna parega or jis lehaaz se news ho usi lehaaz se kaam karen or koi bewaaqofon wali harkat mat karen
                  • #189 Collapse

                    bhai ap ka trika boht pasand aya abi main new hun lakin kuch seekha mane apka boht sukria inshaALLHA main zaror check krunga ka lakin bhai is markit ka kuch samjh nai aati by the way thanxxx.......
                    • #190 Collapse

                      news kay waqt pahlay to dekhe market kaha ka trend bana rahi hay news ko samjhe news kia samjhana chah rahi hay jabh apko ye lagay news uss country kay haq may hay ya nahi uske motabik faisla karay
                      • #191 Collapse

                        My dear jahan tak ap ne kha k news k any ka intizar kiya jaye our jab woh sell ya buy ho tab os pe trad ki jae ary bhi jab ap ko news mil gai to per intizar kis bat ka ab trad lagao our kamao agar opar jye to bhi lagao our agr nechy aye to bhi lagao our khob kamao bas kmaty jao agar kismat ap ka sath dy to warna hahahahahah ok
                        • #192 Collapse

                          mujahy lagta hai k news k doran trading karna theek nain hai. q k news k baad agar aap trading kartay hain tou wo aap k liye kaar aamad aur asaan ho ga. bajaye es k, k aap news k doran trading karain.
                          • #193 Collapse

                            ha g jnab,apki baat bhi bohat he achi hay jnab,,,or inssaan ko news k muatbik hi khar kaam karna chahye jnab...........ta k insaan har trha k halat say ba khbr rahy jnab......
                             
                            • #194 Collapse

                              Yes my dear bother online ma Forex trading ki tips ap ba bata hy boant acha bat hy an sa huma Forex trading sa boant acha income kama sakata hy bahi jan news sa trading kr na sa huma acha income kama sakata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                news k waqt tarde krne kalye chahye k news k waqt se thora phle market ky current price se 15pipo ooper or 15pip neeche pending order lga de jub news ae gy to ap ka aick order active ho jae ga or wo apko prpofit de ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X