News k waqt trading krny ka aasan tariqa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
    Dosto jb b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
    agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo.
    Isi tarhan agr market 500 points down jaye to wahan se buy krlo aur jitna profit lena ho le k close krdo.
    Agr apko ye tariqa pasand aye to zror follow kr k btana k apko is tariqa se kitna profit howa,
    lakin pehly ap is tariqy ko demo pe zaror chek krna.
    g main ye kam demmo per pehle he ker chukka hun,,ap ne bht he nice info d hai sub ko,baaz log asal main lalach kerte hain k market azad agay move krege per aisa huta nhi ,is lye loss bhe unko huta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      news ky wqat trading sub sy assan or acha treqa hy . jub new ati hy to market bhot fast move krti hy or hum is wqat bhot sa profit krti hy. or choti hoti hy to us ka asr 30 mint tk rehta hy or agr bti news ho to wo 5 gantay tk market ko move krwati hy .
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
        Dosto jb b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
        agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo.
        Isi tarhan agr market 500 points down jaye to wahan se buy krlo aur jitna profit lena ho le k close krdo.
        Agr apko ye tariqa pasand aye to zror follow kr k btana k apko is tariqa se kitna profit howa,
        lakin pehly ap is tariqy ko demo pe zaror chek krna.
        well bro thanks for this help full strategy about news, ap sahe kehrahe hain ke jab bhi koi high impact ki news hoti hain jo market ki movement pe bhot effect karti hain jis se bohat tezi se market upa nd down move hoti hai lekin kabhi kabhi asa bhi hota hai ke next candle main ja ke market apna pattern change karleti hai aur hamara order agar place howa hota hai to hum ne agar buy ya sell ka order lagaya aur market flacuate hogayii to kia hoga yaqeenan loss???
        • #34 Collapse

          han ji ap ne bht achi baat boli hai aur aisa karne se ap ko zaror fida hota hai kyoun ke jab market 500 point down hoti hai tu os ke bad kuch point up zaror hoti hai is liye osi time ka fida uthna chiya aur apni trade ko open kar ke profit lena chiya
          • #35 Collapse

            ye idea bhi thek hai bhai jo apne share kiya hai :)

            me try karonga or ap logo ko bhi bataonga profit hoti hai :) ya loss :(
            • #36 Collapse

              g han janab ap ne tik kaha hai me apki bat se agree karta hu q ke mera bhi yehi manna hai q ke jab hum sesa kare ge to pir hum is me achi profit hasil kar sake ge q ke hum ne sahi tim pe byr or sell kiya hoga jab hi hum is me kamiyab honge or pir hum is tarha achi trading kare ge tik hai janab
              • #37 Collapse

                bhai ap b oversold or over bought ki baat kr rahe ho g over sold me or over bough me yahi kuch kia jata ha g jb market oper ja chuki hi to sell kr di jati ha or ager market neeche ja chuki ho to buy ker lete hen but is tra ager market trend pker le to pher ap ko nuksan ho skta ha is lie short time pe us ko close b kr lena chahye g
                • #38 Collapse

                  Mere khayal me hame news ke doran trade nahi lagani chahiye news ke baad thoda wait karna chahi ye pair ke behavior ko achi tarha check karna chahiye ke ye waqa news ke mutabiq jarahi ha ke nahi phir trade lagana chahiye.
                  • #39 Collapse

                    my dear friend ap ki bat mj ko pasend nhi i hy agr market uper jay gi to market ne us waqt uper he rahana hy neche ku aey but ma manta hun uper gae howe market nech to ati hy per time lagta hy mj dear ap ki tips pasned nhi hy ma aese nhi kart hun
                    • #40 Collapse

                      Jb markeet me news ati hai to 400.pip market movement krti hai es me hm trade kr k kafi earn kr sakty hain ham ko chaey news ane se pahly hm ko pening lgana chai sel our buy ham kafi profit le sakty hain
                      • #41 Collapse

                        Dear Friends.

                        this is better to stay away during High Impact News , Specially wo traders jin ka Balance or Equity ziada nahe hay, Keep Eye on he High Impact News, let the news brake , let the market to digest the impact of the news than wait for at least 2 Candles (15 Minutes Chart) then Enter the trade.
                         
                        • #42 Collapse

                          I also want to know from you Friends , that what is this Bonus (Accumulated Bonus) , how we can use it, please tell me in details.

                          Thanks
                           
                          • #43 Collapse

                            maine koish kerta ho ke agar koi khaas news ane wali hote hai tou main trading nahi kerta kyun ke kafi rsiky hote hai ise time per trading kerna main koish kerta ho ke news ke impact perne ke baad karo trading.thanks.
                            • #44 Collapse

                              nahi bhai itna zyada b market move nahi karti hai han lekin agar news strong ho to zror ye baat matter karti hai k market bhot zyada move kare ge is say hame bhot sara faida ho sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear brother app ny boot achi information de ha or ager markeet 500$ point sy or b oper chali jate ha to phir hum kia kerin gay hum ko analysis chek karna chyea tab trade laghani chyea

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X