News k waqt trading krny ka aasan tariqa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Mai ne aik cheez note ki hai k usd k jitny bhi pair sab k sab khas tor per EURUSD, USDJPY, USDCAD ye sab pairs daily aik hi time per zayada mve kerty hain din 11 se 12 aur sham 3 se 4 k darmian ho sakta hai aap ne bhi ye cheez note ki ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      yes dear ap na kafi achi bat ke ha and mn es bat ko explain krn ga ka dear jo ap na kha ha ka market mn news ati ha to foren market mn ek uchal ata ha woh news kofoloow krti ha and log bhot e zyada one sidded entry marta hn and jaisa e enty points brhta hn to foren e market mn trend change mar jata ha es wja sa in cheezon ko trade ka liya use kya ja skta ha dear and es trah sa acha sa profit earn kya ja skta ha dear so agr hum wait kr ka market ka ult chilan to chance hota ha sclaping ka liya
      • #333 Collapse

        mry bhi agr forec treding ki market ma new news ae to bra careful hokr km kra chih tky hmy loss na hojae q k mrket k rate up or down hota rhta h es lh hmy bhot ahtyt krni chih or rbot sa pta lgna chih k ab hmy km ktni dr knlh bnd krna chih ya abi sa krna chih js sa hmy loss ni profit hhhooo
        • #334 Collapse

          Re: News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

          b b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
          agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo. i hope profit hoga.
          • #335 Collapse

            Re: News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

            Forex main technical k sath sath fundamental news ki b bht importance hai.. news ko follow kar k trading karna fundamental main ata hai jb b kisi pairs ki news ati hain to market zaror 500 pips tak move kar jati hai jb market ki ye moving ho jye to us k baad trade leni chahiye aur trend ko observe kar k he trade leni chahiye aur news time sy phly account par koi running trade na ho kun k koi pta nh hota k market kis taraf move kary..
            • #336 Collapse

              Re: News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

              news pe trade na karen wahan wait krna best ha achi tara learn karna chahiye take iss ka acha experience ho jae aur forex ke bare me acha knowledge ho aur os ke bad real par start karna chahiye leaning k begair tu koi bhi kmyab nhi ho skta hai tu ma is ko zeda sa zeda seekhny ki koshosh kr rha hon
              • #337 Collapse

                Re: News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

                news ko study krna aham ha warna news pe trade na kro sub se pehle bhai je trading ko sekhna chahiya paas ka ap ehtat tareek se istmal ka ka boht zida earning hasik kar saka ga ye lazmi cheez ha aur aik trader ko jtna ho sky utna he learning per focus krna chahey aur demo per jtna ho sky practicl b krna chahye kyu kay aik trader practical se he learn krta ha to mere nzar ma practical boht ahmiat rkhta ha.
                • #338 Collapse

                  Re: News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

                  News k sath trading krna asan hai agr hum market ki news ko daily tor pay samjhty hein to hum market ma achy time pay entry dy skty hein lkin us k liye sub say mainnor important hissa news hai jobk daily ki narket position k hissb say ati haibor market ko samjhny m madad deti hai is lite news ko lazmi toor pay prhna chahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #339 Collapse

                    Re: News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaukat_Ali پيغام ديکھيے
                    news pe trade na karen wahan wait krna best ha achi tara learn karna chahiye take iss ka acha experience ho jae aur forex ke bare me acha knowledge ho aur os ke bad real par start karna chahiye leaning k begair tu koi bhi kmyab nhi ho skta hai tu ma is ko zeda sa zeda seekhny ki koshosh kr rha hon
                    News kay waqt kabi be normal trade open na krain dear. or na he ap koi small ya bari lot ka use karain. News anay se 5 min pehlay scalping ki trade open ki jati hai jis ka time period maximum Five minutes se zaida nahi hota hai. ap ager normal trade us time karain gy tu ap ko bara loss ho sakta hai esleye just scalping karain or trade karni hai tu bad mai technical analysis be sath kar kay trade open karian.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X