Loss ke simple Wajha.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ke simple Wajha.
    Aoa. Dosto mera abi itna zayda experience to trading main nahe hua hay lekin main yeh keh sakta hun k mujhy loss hony ke wajha samajh aa gai ha. Jo zayda tar logon k sath hota ha wo masla ye ha k
    Market kisi bhe news ya peak hours main bht zayda move karti ha. Aur jab market kahin ja k rukti ha to ham samjhty hain k yahan se reverse aay ge aur ham wahan apna order market k reverse hony ke umeed ma laga dety hain. lekin hota ye ni ha aur hamain ya to loss hota ha ya bht din hamara account phnsa rehta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han je bilkul market me kaam hume umeed par ni krna chahe k asa ho skta hai ya asa hojayega ub market me hume work krna hai facts and figure par facts and figure ka matlab ye hai facts means analyse or figures means market k support and resistance agar hum enko dekhte huwe trading krte hain to lazmi hume profit hoga otherwise hum loss he uthayngay.
    • #3 Collapse

      Bhai g aap ne boht zaroori baat btai hy aur ye experienced traders ky nazdeek sab say bari ghalti hy kay bina pehly se koi technical ya fundamental analysis kiye market main entry dayna hamin jab bhi market main enter hona ho to pehly ghour se market ki move ko judge krin..
      THKS
      • #4 Collapse

        haan je forex maen jab tak hum apni her trade main stop loss use nahe karen gay tab tak hum us main acha profit nahe bna sagty hain humean us main sl must dina ho ga our ager app us k sath take profit bhe dain to jo profit ho ga us ko app book ker sagain gay other wise wohi trades hum loss main close kerty hain
        • #5 Collapse

          Loss ke sabse simple Wajah Hoti Hai logo ke paas knowledge and experience nahi hota Yeh sabse common reason and Forex trading Mein loss karne ki agar hamare pass Forex trading se related knowledge and experience Forex trading mein achha kaam kar sakte hai aur profit knowledge and experience Hasil Karke Forex trading Mein kaam kare
          • #6 Collapse

            Bhai forex trading main loss market ki wjah se he hota hai q k jub him trading karty hain tu market ki moving se hmari trading main effect parhta hai tab hmain loss hota hai es liye hmain apni trading se pahly market ko achi trha analyse kar k order lgna chahye q k jub order lgaty hain tu market hmary t.p ko hit kar saky or hmain acha profit b mil jay
            • #7 Collapse

              loss agr bar bar hota hay to is ki kafi waja hoti hay jis say market main loss hota hay soo humain active ho kar kay kam karna ho ga ta kay trade karna humary liye asan ho sakay is main agr hard work karty ahin to hi loss ki wja ko smjh sakty hain is main high lot ko lagnay say b humain loss hho sakta hay
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                lack of knowledge barri wajha ha forex mein earn karna hai to app ko mahant karna hai jab app leanr karo gey to app ke pass expeirnece haa jye ga or app ki her trade mein app acha earn be karo gey ro app ke apss experience ho ga hamey is business me hard work krtey rehna chahie je ek achi bat he
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ke simple Wajha.

                  forex trading main ziada tar loss ki waja kam knowledge hay agar humary pass forex trading kay bary main knowledge theak nahi hay to es knowledge ko enhance karna chahiye kyun keh knowledge ko enhance kar kay he kamyab earning kar sakty hay aur safe earning kar sakty hay es business main sahi say focus bhi karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ke simple Wajha.

                    g haan bhai jan ham ko as main yani forex tradin main los as liy hiu hotav hai qn k ham a main greed karte hai n as liy ham ko as main loss hota hai agar ham a smain gred na kare gee tu ham ko as min los bhi na ho gaa
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ke simple Wajha.

                      Dear fellow mujy forex main kuch ziada dar nai hoi lakeen trading main loss ki aik waja Jo samajh main aati hay woo hay experience oor knowledge ki kami hay experience hasil kerny k liay tou time darcar hoti hay liakeen knowledge to learning say aa jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ke simple Wajha.

                        Dear apki bat drust hai lekin uska hal ye hai k ap hamesha money management ko madd e nazar rakhtay hue trade karen ta k agar apki trade loss chali b jaye to apka account wash na ho aur ap market men in relahen. Ye koi itna bara issue nahin hai agar ap small lot size k sath trade karen gay to is se bach saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ke simple Wajha.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                          Aoa. Dosto mera abi itna zayda experience to trading main nahe hua hay lekin main yeh keh sakta hun k mujhy loss hony ke wajha samajh aa gai ha. Jo zayda tar logon k sath hota ha wo masla ye ha k
                          Market kisi bhe news ya peak hours main bht zayda move karti ha. Aur jab market kahin ja k rukti ha to ham samjhty hain k yahan se reverse aay ge aur ham wahan apna order market k reverse hony ke umeed ma laga dety hain. lekin hota ye ni ha aur hamain ya to loss hota ha ya bht din hamara account phnsa rehta ha.
                          Lost Forex trading business ka ek important baat hai agar traders trading karte huye 902 unko mind nahi karna chahiye aur apni mistakes Balan karna chahiye vocab future Mein accha traders Ban Jayenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ke simple Wajha.

                            loss ki sab sy bri aur simple wja lake of epxereinec aur lake of knolwgde hota hai jub tak ap k pas forex ka expereince nahi ho ga ap jesy marzi stratgy istmal kar lain kuch bhe fiad nahi ho ga es leay dmeo account bna kar apni stratgy pay achi tra say practice karen aur news k bary main practice karen phir he ap ka loss kam ho skay ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ke simple Wajha.

                              oss hony ki sab say bri waaja knowledge ka na hona hai jb market ja k rukati hai too tab mraket ki siuation ko guesd karin tak ap apni trade ko profit ma convert kar sakyn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X