exotic pairs kia hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    exotic pairs kia hain
    Dear main ny forex trading k liye mt4 mn jab log in kia to wahan pairs add karny main major , minor qur exotic pair thy , to kia ap main se koi ye bata sakty hain knye exotic pairs kia hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading main currency ko 3 pair main devide kia gia hy jin currency ke sath usd ata hy un ko major kehty hn for example eurusd, gbpusd, usdjpy, exotic un currency ko kehty hn jin ke sath usd na ho
    • #3 Collapse

      Bhai jaan ap ny bilkull theek kaha k exotic pair aisy currency pair hain jin k sath usd ni atta jaisy k eurojpy and nzjpy etc minor major and exotic pair hoty hy jin k sath usd atta hy major baqi exotic and m8nnor pair kehlaty hain.
      • #4 Collapse

        bhai forex trading mn currency pair metal aor oil mn divided kia jata hai aor jon currency pair mn usd mashmil hota hai un ko major currency pair kaha jata hai aor Jin pair mn usd ni hota un ko exotic pair kaha jata hai
        • #5 Collapse

          Kuch crosshairs Hote Hain Jo market Mein working karte hain jinki movement sometime bahut jyada Speed ke Saath Ho Jati Hai isliye isko Samjha Jitna aap isko Samjha Denge aap ki movement main aur aap ki yaadon mein itna Jyada profit hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Bhai yah aik pair ki type hai q k mt4 main jitny bhi pair hain in ko alag alag catogry main decide kiya gaya hai jis pair main USD currency ati hai WO major pair hoty hain jesy eurousd audusd gbpusd or jis currency pair main USD nahi hota WO axotic pair kahty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X