Forex mein account wash hony ki kya wajuhat hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein account wash hony ki kya wajuhat hain
    Dear friends mera kheyal to ye hain k aksar traders baghair analysis k trading krty hain is waja sy account wash kar baithy hain ap ki kya raye hay is bary mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex m account k wash hony ki sub se bri wjha ye ha k account balance km ho aur lot size zyada lga dia jae.aisa krny se jesy he markit hmary order k against movement krti ha to hmara account balance km hony ki wjha se loss hojata ha.
    • #3 Collapse

      forex account wash honay ke pheli waja ya ha k baghair traning ke trade ke jay then account wash ho gay ga dosri waja ya k ager money management ko ager follow na ki jay tub bhe hamara account wash ho sukta ha tesri waja ya ha ager technical analysis kiay bagher trading ke jay tub bhe account wash ho sukta ha
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Account wash hony ki bahot si wajoohat hoti hain jesy stop loss use na kerna small balance ky sath bji bari lot size ky sath trade open kerna aur without any analysis kisi bhi pair main trade open ker lena jald bazi main trade open kerna more and more profit ky chakar main bar bar trades open kerna

        اب آن لائن

        Working...
        X