Dear friends yeh tou kisi ko nahin pata kay humain yahan profit hoga ya loss per umeed achi ho to sab acha hi hota hai aur agar trade mein loss bhi ho jaye tou bhi koi masla nahin hai kyun kay har galti per aik sabak milta hai aur gir gir ker hi bacha chalta hai tou kabhi loss hou tou kaam nahin chor dena chahyea yehin se success ki taraf kadam barhana hai aap iss per kya comments kartay hain thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим