Way to success
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Way to success
    Dear friends yeh tou kisi ko nahin pata kay humain yahan profit hoga ya loss per umeed achi ho to sab acha hi hota hai aur agar trade mein loss bhi ho jaye tou bhi koi masla nahin hai kyun kay har galti per aik sabak milta hai aur gir gir ker hi bacha chalta hai tou kabhi loss hou tou kaam nahin chor dena chahyea yehin se success ki taraf kadam barhana hai aap iss per kya comments kartay hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Koi b business ho us me loss or profit dono hoty hyn isi tara forex me b loss or profit hy agr hmy analysis krna ata hy or hm thk analysis kr rhy hyn to hmy loss ni ho ga profit ho ga or agr loss ho b jata hy to tens ni leni bal k relax ho k investment kren or apko profit aya ga
    • #3 Collapse

      Bilkul jee ye to pakki bat he k ghaltian hi sb se bri ustad hoti hen, aor trade me loss ho jay to dil'bardashta ho kr trade nai chhorna, q k profit aor loss dono aisy hen k aik 'doosry k sath sath chalty hen magr hm apni pplanning aor exercose k bal'booty profit k chunty rehty hen.
      • #4 Collapse

        Dear her work ya buisness main kamyabi ke ly aik rasta ya way hy ager ap us rasty per seedha chlty rahin ge aur mehnat kerty rahy gain to zaror apny manzel per paunch jain ge isi tara forex trading main kamyabi ka aik rasta hy ager ap is per straight chly ge aur forex ko thk tara se learn kren ge to zaror kamyab hon ge
        • #5 Collapse

          Bhai agar hum achay ki umeed rakhain gay tou humaray sath acha hi ho ga aur iss tarah hum apnay kaam mein bahut zayada mehnat bhi karain gay aur nuqsaan tou zindagi mein hotay hi rehtay hain inn se pereshan nahin hona chahyea
          • #6 Collapse

            Aslam o alikoum my dear brother aap nay teak kaha hai kay market ka koi pta nhe hota kay kab kidhr chli jaiy sub say bhtr jo chaz hai wo knowledge hai forex trading main knowledge bhat importance hai es laiy her trade per hei experience milti hai
            • #7 Collapse

              Loss ho jana forex trading main koi itni ziada preshani ni hy per loss p loss krna sab sy ziada preshani ka baais bnta hy aur ap ko agar acha trader banna hy to ap ko chahiy k ap jis ghlti sy ap ko loss hota hy us ghlti sy ap sabaq seekho ta k ap ko forex trading main dobara loss ni ho aur ap aik kamyab rasty p chal sako
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bilkul sahi forex main successful honay kay liye humy umeed ka sath kabi nahi chorna chahiye agar market main humain loss bhi hota hai to is par mayoos na hon balky is say sabak hasil karain aur agy say is mistake say avoid karain forex main jitni zyada mehnat karain gay utna he reward mily ga is liye humain chahiye kay aj say he mehnat karna shuru karain taky forex main successful ho sakain

                اب آن لائن

                Working...
                X