forex mein tijarat karna kesa hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mare kahyal se to forex ma tijarat karne or dosri tijarat karne ma bht farq hota hy jab hum bher ki tijarat kart he to hum pata hota hy k hum kya lan ga or kitne ma sell karn ga per forex ki tijarat ma bht farq hota hy forex ma ap pair ki tijarat kart he or phr koi pata nhi hota k ap ko loss ho ga ya profit agr ap k pas acha knowledge hy to ap profit lo ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      tijarat hai k kisi cheez ki tijarat krna, is main hum pairs k ii mean usd ki tijarat krte hain yen se, kuch esa e hai iska basic principle aur tijarat krne se bht faide hain, tijarat basically apka apna business hot ahai, to apko mushkil kya hai pher.
      • #33 Collapse

        g bilkul trading ko urdu main tijarat bolte hain to is main hum 2 currencies k pair ko sell or buy kra k profit earn krte hain.is liye forex main koi problem ni hai.ye aik reliable work hai
        • #34 Collapse

          Bhai forex me trading karna kafi acha sabit hota hai hume forex par trading kar ke kafi achi earning kar sakte hain forex sab se acha business hai hum is par kaam kar ke achi income earn kar sakte hain....
          • #35 Collapse

            forex world ka aik behtreen business hy, laikun es businuss ko kurnay ky lye zaroori hy ky es ko seakh kur kya jaey, agar es business ko samjhy begher kya jaey tu bujaey faida ky loss ho sakta hy, aik experienced trader hi es meen kamyab ho sakta hy kyonkay ky os ko market ky utar charaao ki samjh hoti hy,
            • #36 Collapse

              forex based hi tijarat par hain jis mai hum currencies ki tijarat karte hain aur is mai aik pair ki sorat mai tijarat ki jati hai jo kay currencies kay price difference par based hai tu agar ap ne forex karna hai tu currencies ki
              • #37 Collapse

                forex me trading karna boht he best he ham log forex me essay se trading kar sakty hen ye aik online business he is me ham log trading apny ghar bethy kar sakty hen or kafi profit hasil kar sakty hen.
                • #38 Collapse

                  g han forex ma tijarat tradind ko he bolty han kuch khreed k bach dena ise ko trading kahty han or forex ma to kam he ya he hota ha sell and bay karna or muj ko nehy laghta k forex sy b koi acha zrayea ha tijarat k liyea
                  • #39 Collapse

                    forex me tijarat krna buhat hi faida mand huta hain aur forex matlab bi tijarat huta hain aur tijarat urdu ka lafz hai. jo hamay bunnus mila huta han uski ham tijarat krty hain.aur profit gain krty hain aur tijarat krna acha hain aur faida mand bhi hain
                    • #40 Collapse

                      Well, forex mey aap currencies mey dealing ker rhey hotey hen, gold, silver crude oil yeh woh tamam cheezen hen jin mey aap deal ker sktey hen forex trading mey or zyada tur in mey he tarding ho rhee hoti hey. Aap ya tou buy ker rhey hotey hen ya sell ker rhey hotey hen or aap profits ki intention ley ker best buy or best sell ker rhey hotey hen apni taraf sey.
                      • #41 Collapse

                        Trading ka matlab urdu main tijarat hota hai yani k forex to khud aik tijarat hai, jis main currency ki exchange ki jati hai internationally banks, companies or traders k dermiyan. So trading and tijarat are the same, and trader
                        • #42 Collapse

                          bai trading ka matlb hi tijarat hai is mein dollars ki sale purchase karte ho aur tarding online ki dunia mein sb se acha business hai is se acha koi business nai
                          • #43 Collapse

                            forex main tijaart krna acha ha aor is main koi shk nhi ha keh yh ap ko profit na dy. is ki tijart sy ap bht kuch hasil kr skty hian lakin phly ap ny seekh kr kam krna ha.
                            • #44 Collapse

                              We have to learn many things from this.It feels very good to be in this forum and if you want to become a big trader then do this business regularly and continuously.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai ye donon aek hi cheez k nam hen purane dor men log aek jagah sy chezen khareed kr dosry jaga bechty thy aur profit kamaty thy lekin ab chonke modern dor aa gya hai aur internetnet k zariye buissness krna aek aam bat ho gai hai to is liye ab nay tareqy sy tijarat hoti hai jesa k online trading hum isy modern tijarat b keh skty hen aur is men b hum pehle ke tarah he tijarat krte hen sirf tareqa mukhtalif hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X