Forex trading main market behavior changing per robots failure kiun
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main market behavior changing per robots failure kiun
    Dear forex trading main jab bhi hamain insta forex bonus account per trading karain to aik bat aap ne note ki ho gi kay.
    Market apna behavior change karti hain automatic rebot ka failures kia hain.
    1. Agar to indicator ya automatic rebort ki strategy kay hisab say market move karay to profit ho ga
    2. Agar market ka behavior change hota hai or high volatile hoti hai to samaj lain kay phir jis market main market proper support or resistance ko follow na karain to market aap ko loss day ga
    is liay hamain chiay kay insta forex bonus account per automatic reborts use na karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai mera b yahe khayal hy k forex trading ma robot ka istamal nai karna chaye kiun ka market kabi b aik pattern ka sath move nai karti robot ma to programming fix hoti hy robot market ke badalti situation k sath apny ap ko nai badal sakta hy balky us ma jo program feed hota hy wo us k hisab sy trading karta hy is liye robot ap ko loss karwa sakta hy
    • #3 Collapse

      Dear members market ma robots ko fail krny ky leay he market fast ho ky reversal ly jati hai keun ky robots ko to market ki movement ky hisab sy set kia jata hai ky agr market aik side oy itna move ly ly to phr market bearish ya bullish trend ma ajati hai usi ko dough krny ky leay robots ko fail hona prta hai
      • #4 Collapse

        G bhi ap teak farma rhy hn some time aysa ho jata ha k market ya tu unstable ho jati ha ya phr apna trend change kr jati ha tu us time ye fault ata ha or us time reboot ka use ni krna chaiy
        • #5 Collapse

          Dear ap ki post ko study kia hai aor mai ap ki ais baat se agree krta hu k market jab bhi trend mai ni hoti to aus time koi bhi indicator ya robort hum ko acha result ni deta aus time ye hota hai k market humra kafi loss karti hai kun k aus time robort wagera fail ho jaty hai.
          • #6 Collapse

            Dear friends hamen rebort ka istemal karny sy behtr hay k ham khud hard work kar k khud sy trading kren na k rebot ka istmal kren khud ki tading sy hamen aik to experience ho ga aor dosra loss k chances kam hon gy
            • #7 Collapse

              Dear aapke baat se main 100 feesad itefaak karta hun aur ye bhe hay k mane dekha ha k kuch robots Stop loss bilkul bhe use nahi karty jis ka masla ye hota hay k market agar bht he zayda move karti ha aik he direction main to us time aapka account urr jata hay.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                han je bilkul sahe keh rhe hain ap agar market support and resistance k khelaaf jati hai wo akser news par hota hai to phir usme hume bht zada loss hota hai esi lia agar hum robots se trading krwate hain to hume chahe k hum usme khud apni taraf se stop loss lagadain take humara account atleast safe rahe.

                اب آن لائن

                Working...
                X