aik sey ziada indicators use krna kaisa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik sey ziada indicators use krna kaisa
    Dear members forex trading mein kuch traders trading krty waqt aik sey ziada indicators use krty hain jis sey unka chart kafi complicated ho jata hy aur automatically unki trading bhi mushkil ho jati hy aap is baary mein kia kehty hain k kia woh apny hisaab sey theek krty hain ya ghalat
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaha tak baat hai indicators ki to sary indicators ap ko aik hi signal ni dey rahy hoty mai to ap ko simpe ye kahu ga k ap kam se kam indicators use kry ta k ap ko market ki samjh asani se aa jaye aor ap jab bhi trade lagany lagy to ap ko confusion na ho.
    • #3 Collapse

      Chart to beshak complicated ho jaata hay lekin charts pe jo indicators lagay jaaty hain wo aap ko different cheezin btaaty hain ji se aap ko idea lagana easy hota hay k market kis taraf ja rahi hay. Lekin ye baat zaroori hay k indicators ko as an assistant ya advice use kiya jaay aur last pe faisla apna khud he karna chahey
      • #4 Collapse

        bhai 1 sath agar hum 2 se 3 indicator laga kr market ko samjhnay ki koshish krte hain to wo bht he zada complicated hojayegi hume market samjh ni ayegi k eska move kia ho skta hai next pips me.
        well es k lia me ye suggest karunga febonaanci with rsi indicator agar hum use karengay h4 k chart par to apko 1 bht he acha analyse milega jis par ap kafi profit bana skte hain agar ap 1 day trader hoto
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Jahan tak mera khayal ha aik indicator pay trust krna aur analysis krna mushkil hota ha meray khayal main kam az kam 2 indicators ki madad say ap acha analysis kr sktay ho aur 2 indicators say apka chart bhi ziyada complicated nai hota aur apko samjhnay main asaani rehti ha. Me khud 2 indicators use kr raha hun moving average aur RSI aur inki madad say kafi help mil rahi ha

          اب آن لائن

          Working...
          X