Successful trading kesy krain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yama Forex medaram long time ke liye working karna chahte hain Yahan Par successful working karna chahte hain to Aapke Paas Hai Koi accha wala old type car broker bhi aur aapke paas hai call type karta hona chahiye jisse working Karke Sapna account manage kar sakte hain Koi Yahan Par working Karke Yeh Bhi Dar Nahi Hota Hai Kya Khoya se nuksaan ho jayega
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      agar koi banda successful trading karna chahta hai to unko chahiye kay wo proper planning kay sath market main entry karen wo proper analysis karen agar wo aesa karen gein to successful trading kar saktay hein. Main forex main jab bhi koi trade lagata hon to meri yeh koshish hoti hai kay main apni trade ka take profit and stop loss lazmi set kar lon kyun kay trading kay yeh most important tools hein jin ko lamzi use karna chahiye. Past main yeh eak mistake karta tha main kay apni trade main take profit ko to use kar leta tha lakin main stop loss ko bilkul nahi use karta tha aor meray pas balance bhi kam hota tha to jab market meray against jati thi to mera account wash ho jata tha. Ap yeh mistakes na karen aor ap bhi successful ho jayen gein.
      • #18 Collapse

        Agr ap Forex Trading main bohat achi earning karna chahte hian to ap k kuch rules ko follow karna hota hai kuch learning karna hoti hai.
        Basic Learning: ye bohat zaruri hai Forex Trading ke bare main ye iske lie ap kis teacher ki help le skte hain, otherwise ap google se bi searching kar skte hain start se sahi tara se learning karain.
        Demo practice: learning karne ke bad bohat hi zayda zaruri hai ke Demo account pe lazmi tor pe practice karian jo ke bohat hi zyda zaruri hai mere khayal se or is amin bohat zaruri hai ke hum balance ko mange karain jo hum rakhte hain or utna hi balance demo main rakhain jitna hum ne real main investment karna hai.
        Real Account: is pe tab ap trading karian jab ap ke demo account ki accuracy kafi bar jaye tab ap real account pe trading karian.
        • #19 Collapse

          agar ap successful trading karna chahte hain to apko chahei k sabs e pehel ap is business ko join karne k bad ssab se pehel is ki elarning karain forex trading se mutaliq jitna hos ake ap knowledge gain kare aue then us k bad ap trading ka experience gain karain demo account pai kam karain aur jitney hos ake practice karain aur then phr ap trading kis skills ko tez karain us k bad forex ko zdai se zai time dain to main samjhta hon k ap forex trading main khud ba khud successful ban jaye gay aue sirf successful eh ni banain gay balkie apki eanring ba khud improve hota jaye ga earning main beh achy hoge aur us se apka life style khud ba khud acah hojaye ga laiken hard work lazmi hai is mai
          • #20 Collapse

            Re: Successful trading kesy krain?

            Strong balance hota hai mere paas kaam karne ke liye Jis Se Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamesha nuksaan hone se ya Kafi der se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko call Divya Deloitte save Rakhe kam karne ke liye yahan se
            • #21 Collapse

              Re: Successful trading kesy krain?

              Agar Hum logo ko successful trading karni hai to iske liye Hum logo ko chahiye ki hum log Jyada Se Jyada hone ke Karan Hum Log Itna Zyada hard work karte hain itna hi jyada Hum logo ko iss Ka fayda Hota Hai Aur Hum Log itna hi Zyada is profit Hassan kar sakte hain
              Removed by Moderator.
              • #22 Collapse

                Re: Successful trading kesy krain?

                Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main successful hony k liay zrori hy k hum demo account main practice karny ta k humy knowledge or experience hasil ho or real account main ache trading kar saken is k alawa jab bi trading karny to analysis karny or news time ka Khayal rakhen is kabi bi juldbazi na karny sakun sy trading karny maximum knowledge or experience hasil kar k trading karny jab bi trade open karny to stop loss or take profit zaror use karny ta k ap ka account safe rahay or ache earning kar saken forex trading main lalich na karny proper money management k sath trading karny or low risk k sath trading karny ta k ap easily successful hon
                • #23 Collapse

                  Re: Successful trading kesy krain?

                  Trading aik aisa business hai jis me loss ho hi jata hai or agar ap tension ly gy to us sy ap ko mazeed loss hoga or jo trader loss hony k baad aisi trading karta hai k apna loss recover kar lenta hai wo hi acha or kamyaab trader hota hai.
                  or aisa trader ban ny k liye ap ko chahiye k mehnat kary agar ap mehnat kary gy to ap b achy trader ban jaye gy mehnat or time chahiye market ko or ap ko us sy profit mil jaye ga.
                  OR ap time dy kar apny analysis theek kary trading base hi analysis par karti hai agar ap k analysis achy hain to ap ki trading b achi hogi or agar ap k analysis bury hai to ap ki trading b buri hi hogi is liye analysis seekhy pehly ap.
                  • #24 Collapse

                    Re: Successful trading kesy krain?

                    Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia Forex trading ko successful banay kay liay sab say pehlay Forex trading ka knowledge hasil karna hay aor phir is kay bad is ki poori taran learning bohat zarori hay koi bhi trader Forex ko bina learn kiay aor is kay knowledge hasil kiay trading nahe kar sakta Forex main kamyabi to door ki bat Forex kay knowledge and learning kay bad sab say pehlay trader ko Forex main kamyabi kay liay demo account say practice karni chahiay jab usay poori taran demo account say Forex trading ka experience hasil ho jay tab ja kay trader ko real account main Forex trading start karni chahiay ta k usay Forex trading main koi dushwari na pash aay jis trader nay sekhnay kay bad trading start ki ho gi usay kamyabi kay tamam usoolon ka pata ho ga first of all Forex trading main trade bonus say lagani chahiay investment say guraze karna chaihiay jab bonus say trading main mazeed profit hasil ho jay aor is bat ka yaqeen ho jay k ap trading achay tareqay say kar saktay han to tab ja kar investment karan trade laganay say pehlay market ki movement ko poori taran judge karan aor is hisab say trade lagay market up ho to trade laga dan aor down ki soorat main na lagay stop loss and take profit ka use lazmi karan currency pair ka intakhab sahi karan emotions and fear ko hamesha control karan greed say avid karan aor forex main hamesha thamul say kam lan jald bazi na karan yeh chand aik buniadi Forex main kamyabi kay usool han.
                    • #25 Collapse

                      Re: Successful trading kesy krain?

                      Forex trading business itna aasan business bhi nhi hy k forex trading business ko join karain aur profit hona start ho Jaye forex trading business agr Aik profitable business hy tu is k sathh risky bhi ziada Hy aur loss bhi ziada hota hy is liye forex trading business mein profit earn Karne k liye buht ziada mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti mehnat aur hardwork karain gay tu hum forex trading business mein kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
                      Aur is k liye zaroori hy k hum mehnat aur hardwork kar k forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karain learning knewledge aur experience hasil kar k hum trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han aur is k elawa forex trading business mein kaamyaab honey k liye aur profit k liye achi planning ka hona zaroori hy aur achi strategy ka hona zaroori hy aur hum long trem trading karain ya Short term trading is k achi planning ka hona zaroori hy aur time frame k mutabik analysis karna sekhna cahaiye tab hi achi trading kar k acha profit earn kar saktay han
                      • #26 Collapse

                        Re: Successful trading kesy krain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ji5 پيغام ديکھيے
                        Dear members of Pakistan Forex forum mai aap se puchna Chahta Hoon Ke Hum Kis tarike se achi trading kar sakte hain aur Kis Tarah trading Karke profit bana sakte hain aur Forex trading Mein Kaise successful ho sakte hai Karte Hain Hum Forex trading Main Long term survive kar sake please Tamam members Apna knowledge or experience share Karen
                        Dear friend ap ny both acha question kea ha Mary khayal main to humy proper knowledge or experience hasil kar k ache planning or strategy k sath trading karny is k ley humy learning or practice karni ho ge ziada sy ziada ta k humy knowledge or experience hasil ho
                        Forex trading main most important analysis han candle chart sy hum achy analysis kar sakty han par is k ley humy candle chart ko samjena ho ga different pettren ko seekena ho ga or phr in pe amal karna ho ga ta k humy loss na ho or hum kamyab ho sakany
                        Forex trading main ache trading k ley humy learning or practice achy tariqy sy karni ho ge ta k humy achy tariqy sy forex trading ki samj aa sakey or forex trading main humy ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar sakeny or behtar zindge guazar sakeny
                        • #27 Collapse

                          Re: Successful trading kesy krain?

                          dear forex markeet main har koi yahan yahi chahta hay k usay sab say acha system milay aur uski earning sab say achi ho laikin aisa kehna asaan hay aur aisa hona bahut mushkil kaam hay q k markeet main jub ham real account say kaam krtay hain to hamari conditions aur hoty hain aur jub ham is say out hotay hain to haamri conditions aur ho jaty hain is liye mairay khayal say better yahi hay k ham markeet main jaisa knowledge hasil karain ham waisa he is main experience bhi barhain q k agar ham is main milnay walay knowledge pay amal nai krtay hain to haamra system hamko dhokha day ga aur ham nakami ka shikaar ban jayengay hamko jitni marzi confirmations milay hamko kabhi bhi markeet main mony managemnt ka formula nai chorna chaye jis say agar hamko lose bhi hota hay to uski recovery hamaray liye bahut he asaan ho jaege aur ham kamyaab hotay jayengay.
                          • #28 Collapse

                            Re: Successful trading kesy krain?

                            Successful trading karny key ley traders ko apny andar majood trading skill ko improve karna ho ga aur agar traders poor strategies aur poor planing key base trading karty hey to un ko professional banny key ley mazeed mehnat karna ho gi, traders me learning ka aur mehnat karny ka jazba hona chaye, 1 professional trader learning work bahot hi zeyda kar sakta hay esy traders profit ko ehmeyat deny se zeyda apni learning ko hi ehmeyat dety hey, kamyab aur profitable trading ka 1 rule ye be hay key mistakes trading me bilkul be na ki jaye, mistake na karny ka expernice 1 ya 2 din me hasil nahi ho sakta hay, regular trading karny se hi traders me ye ability peda ho sakti hay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Successful trading kesy krain?

                              Forex trading business mai tamaam traders successful honay kay liye join kertay hain. Forex tarding aik aisa business hai jiss mai kaam ker kay bohat achi erning ki jaa sakti hai. forex trading business mai kaam kernay ka sub say ziada faida ye hota hai kay pakistan dollar ka exchange rate bohat ziada hai agar forex mai 10$ daily profit bhi earn ker lia jaey tou pakistani 1500 rupess mai exchange ho kay humain milta hai. Ab agar daikha ajey tou 10$ forex trading mai tou koi bohat barri amount nahi hai magar hamaray liye aik handsome daily ki income hai. Iss liye her trader ko chaiye forex seekhnay aur kernay say pehlay inn baatoo ko zehan mai zaroor rakha karey. Tou uss tarder ko ziada achi motivation milay gi aur wo ziada achi trading karey ga.
                              Successful trading kay liye apni learning ko barhaein,apnay knowledge ko current market kay mutabiq update rakha karain, internationally politics mai honay waley decisions aur waqeaat jo tarding market pay asar daaltay hain unahin baghour daikha aur suna karain. Trading terminal kay tools ko seekhain. Forex mai succesful tarding kay liye iss say ziada kuch nahikerna parta hai. Iss liye sirf yehi sub kuch kerna ghar mai baith kay bhi mumkin hai aur uss ka faida bohat ziada aur taweel arsay tak milta rehta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Successful trading kesy krain?

                                successful trading ke liye Hamen Apne knowledge or experience ko increase karna padta hai without experience Ham kabhi bhi Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi profitable trade Laga sakte hain Hamen chahie ki Ham Forex trading business ko join Karte he demo account pe practice karna start ho jaaye Taki Hamen foxfarm Mein knowledge increase hoti Rahe aur demo account per Hamara experience increase Hota Rahe ISI Tarah Ham successful trading Laga sakte hain with the help of experience and knowledge Jo traders without experience or knowledge trading Lagate Hain Aise trailers bahut kam profitable trade select karte hain with the help of tuka..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X