If you say good bye greed emotional, welcome profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    If you say good bye greed emotional, welcome profit
    Dear forum members greed emotional dono ap ki success k dushman hain ye apko kamyab nai honay detay agar ap forex mei greed aur emotion ko apni trading se nikaal den gay tou ye profit ko welcome kr den phr ap ko kamyabi ha emotional hona ap ko loss k siwa kuch nai milta kyun k trading best planing se hoti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han ager ham apni trading mn emotion aor greed sy bach jain tu hamen peofit he welcome krta hai q k forex trading mn trader ki sab sy bari dushman greed aor emotion hain ager ham profit able trade krna chahty hain tu hamen achy knowledge aor experience k sath good planing discipline trading market best analysis aor market trend ko smjh k trade krni chahay aor apni greed aor emotion py control rakhna chahay
    • #3 Collapse

      Agreed dear aisa he hona chyr lalich bht he buri bala hai apko isko avoid ktna sekhna hota hai emotional control bht zarori hai ma.ny anything aisi nhi jo sharing ba ki ho meta bhi yeh experience hai ky apko trading ma koi hez hidden nhi rakhni chye clewr krni chye
      • #4 Collapse

        G han jnb apnain emotion trading PR show nan Karen is main kaafi profit ho Sakta hai kaafi loss aisa ni hai k aap us loss or profit ko lay k bethay rahi this is not fair so mehnat Karen apnain laalach PR control Karen or sabar payeda Karen khud main
        • #5 Collapse

          Bohat khoob kaha ap ney agar hum greed emotional ko good bye kar den apni trading se yakeenan humari trading bohat achi hojay gi humay inko apnay profit ka dushman samjhna chaye tabi hum esko hamesha k lye apni trading se door kar sakay gay
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            Han jee bilkul sahi bat agr hm apny emotions aur greed ko see off kar dain to zaroor successful ho sakty hain kiyun kay ye dono chezain hmari trading kay khilaf hoti hain jo log emotions say kam lety hain aur jo lalach karty hain wo hmesha loss he karty hain is liye in say bacha jae ye aik trader kay bary dushman hain
            • #7 Collapse

              g han bilkul emotions aur greed hamary trading account ko wash karti hey agar ham greed na karen aur trading discipline se without emotions key karen gey to hamy acha profit ho ga aur esi trading me loss nahi ho saky ga,
              perfect traders banny key ley zarori hay key ham esi mistakes, greed, trading me emotional hona, without planing key trades open karny ko control karen.
              • #8 Collapse

                Of course friends, ap kamyab trader tabi ban sktay hain jab ap emoitons aur greed dono ko good bye keh dain gay...q k emotions main hamesha mistakes ho jati hain..aur ap zeada profit k chakro main kam profit se bi reh jatay hain...so agar ap profit chahtay hain to greed aur emotions dono ko good bye kah dain.
                • #9 Collapse

                  Sure dear agar ap forex mei achi income ki soch rakhtay ho to ap ko har surat greed aur greedy emotion crazy emotions ko good bye kehna parray ga aur proper discipline k saath working krna hogi tabhi ap ko kamyabi sey koi nai rok sakta lakin greedy mind k sath ap kabi kama nai saktay
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul sahi kaha app ne greed or emotiuonal dono kamyabi k dushman hoty hain or forex ak aisa business hai jis main greedy insan kbi kamyab nahi ho sakta is main kamyabi k lie patience ki bht zaroorat hoti hai emotional ho ker hum apna loss ker baithtay hain is lie is buisness main kamyabi k lie humain apne emotions per control rakhna chahiye
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                      Dear forum members greed emotional dono ap ki success k dushman hain ye apko kamyab nai honay detay agar ap forex mei greed aur emotion ko apni trading se nikaal den gay tou ye profit ko welcome kr den phr ap ko kamyabi ha emotional hona ap ko loss k siwa kuch nai milta kyun k trading best planing se hoti ha
                      agar ham forex trading main successful hona chahty hain to us k liye hamain greed ko khud sy dor rkhna hoga q k jab traders greed krty hain to unko profit bhi loss main chala jata hai or jab traders emotoinal ho kr ya phr risk ko dr smjh kr trade krty hain to bhi unko loss ho jata hain
                      • #12 Collapse

                        G han ap ne boht achi bat ki hay aur bilkul theek kaha hay agar hum apni trading se greed ko bilkul khtam kar dete hain aur apne emotions oar control karna sikh lete hay you humay trading main kamiabi hasil harne se koi bai rok sakta ye boht zatori hay greed hunari sab se bari dushman hay success hasil karne main
                        • #13 Collapse

                          Je haan humay har surat greedy aur emotional trading ko apni trading se kill krna hoga warna ye humay kabhi b kamyabi haasil krnay nai den gay greed ap kay achay traget kay liye bohat harmful hain expert traders planing ko follow kartay hain greed aur emotional ko avoid krtay hain
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            apki baat sahi hay agar hum apny andar lalach ko khatam kar dain gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur eskay sath sath humay apny emotions ko bhi control main rakh kar trading karnay main he faida hota hay es business main jitna hum khud par control rakh kar trading karen gay utna acha hum market main earn kar sakty hay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X