when indicators fails..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    when indicators fails..
    dosto indicators jo ham log trading men use karty hain wo akhir ik limit py aa k fail ho jaty hain for example RSI ka indicators apny chart py lagaia hua he aur uski reading 0-20-80-100 hae aur ab wo 20 py punchy ga to buy ka signal dy ga mgr problem ye hae k jab markeet 20 k level say b nichy ajay gi aur agr 0 k level say b nichy ajati hae to indicators ki reading khtam ho jati hae mgr markeet mazeed down say down jati rehti hae to aisy moqy py indicators fail ho jaty hain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jub market ma.sub indicator fail ho jaty hain to us waqat apko oscillator sy help leni chye jub fundamentals kam kr rahy hon to technical analysis fail ho jata hai apko ptta hona chye ky market ma ka i bhi aik strategy py kam na kren different sochrakhen tb profit ho ga apko janab
    • #3 Collapse

      Bhai yeh to just ek ko direction daty hai ke agar ap ab sell karna chah rahe ho to na karo price kise bhe time reversal ho sakty hai lekn iss ka matlab hargiz yeh nahe hai ke ap buy kar lo indicators ka matlab he indication hai zaroori nahe wo pore ho
      • #4 Collapse

        Charts ki madad se achi explanation ho jati hai very very thanks dear
        • #5 Collapse

          Ap ne Rsi indicator ki baat ki ky wo fail hoajata ha asa nai ha asal mey ye cheez ghalat ha k 20 pe ay buy kro level 80 pe market ho sell nai humay cyaiye hum indicator k use k saath saath candles prediction ka proper use karen jab tak reversal candle nai banay gi indicator k mutaabik market reverse jana possible nai hota ha
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            forex market main aisa bohat baar hota hay but esmain ziada tar waja fundamental news jo keh market par bohat ziada asar andaz hoti hay es business main humay sab cheezo ko mind main rakh kar trading par dhyan daian chahiye tab he humari trading achi ho sakti hay e sbusiness main mehant karnay main he faida hota hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              slaam to all group members... koi bhe indicator app ko 100 % result nahi da skta lakin kafi indicator hain jo app 80 % tak positive result da skta hain app ko bas acha indicator chye ur 2 ya 3 ka sath mix up kr lajyia agr iyk theek na kaam kra to dosra ya tesra app ko kush na kush position wazye kr da ga ja app ka tamam indicator fail ho jyin ur app trading stop kr djyia ur market ka level banan tak intzar kijyia..

              اب آن لائن

              Working...
              X