major currency pairs aur cross currency pairs mein farq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    major currency pairs aur cross currency pairs mein farq
    Forex mein currency pairs 2 tarah k hoty hain aik major currency pairs aur doosry ccross currency pairs plz mujhy ue bataein k in mein aakhir farq kia hy kuch pairs ko major pairs aur baqi sab ko cross currency pairs keun kaha jata hy kia koi explain kr skta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear major currencies dori slow movement krti hein ur Cross currencies fast movement krti hein jaesa k gold eik bihat fast currencies hai is main hume lose be hota hai ur profit be
    • #3 Collapse

      bhai jin pair main usd ki currncy add hai un ko majopr pair kahaa ajat hai jub k baki pairs ko cros curency pair kaha jata hai pairs ko bhi do types main add kiya gya hai or un ko name bhi diye gay hain es liye jo major pair hain un main usd ka pair add hai es liye osko major kaaha gya hai or aysa kuj bhi nahi hai es k ilwa
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trdaing main jitny bhi pair hain un ko do catogry main add kar diaya gya hai jis ain aik major cotegry main or aik cross catogry hain major main jitny pair add hain yah k devide kiya gya hain un main USD ki currncy add hain or jis main USD nahi hain os ko croos main

        اب آن لائن

        Working...
        X