What is your hardest learned lesson in FX?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Agar ap aca tareka sa trading kara ga to ap bohat ace monafa kma sakta ha is k leya ap ka ace tareka sa larning karna zrore ha ya bohat aca kam ha forex trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex market main hardest lesson kasi be trade ka leya sarf aur sarf ak he aey ka market ka bary main experience kasy hasel keya jya jas sa ham perfect trade kar skhan.
      • #18 Collapse

        bhai jaan waisay toh forex trading mein koi b asi cheez nahi jaisay app kuskhil keh sakehin magar mujey sab se ziyada muskhil pin bar chart ko seekhney mein howey kiyun k mein online sources se learn kar raha tha isliya kuch tips mujey samaj nahi arahey they us chart reading k barey mein.
        • #19 Collapse

          bhai forex mein technical analysis mein kuch things bohat understand krna difficult hai jese ke support and resistance mein mujhe kafi problem hoti thi start mein jb mein demo account pe practice krta tha lekin wakt ke sath sb kuch clear hota gaya aur understanding banti gaye agr ap ko koi bi cheez forex mein tang ya dair se samajhe mein aye tu ap us ke peche bhaagte rahe ap us ko ek din zaror samajhe jayenge
          • #20 Collapse

            my dear brother forex ma sb se mukile kam hy market ka trend or market kis taraf jay gi us ki moment ka pata lagana bht muskil hy or ye mj bht bura kam lagta hy forex ma indicators b baz dafa wrong ma la jate he huma is market k trend ka pata karna mj tora difficult lagta hy
            • #21 Collapse

              maine aksar apni trades par stop loss kabhi nahi use kia tha aur ye mere liye sab se zada hard tha, beshak mujhy buhut ddafa margin call bhi ayi magar stop loss use karna buhut hi hard hai, ap ko har dafa lagta hai kay price uper aye gi but ap zero hu jaty hain
              • #22 Collapse

                Bhai jaan forex meri nazar me saara hi moshkil hai me ne forex ko complete seekhne me kafi mehnat ki hai aur me abhi tak is ko seekhne me laga howa hon aur mehnat kar raha hon....
                 
                • #23 Collapse

                  dear maray khayal may to forex per mera sab say hardest lesson wo hay jab may yi seekh raha ta kay marlet trend kya hay kab market up hota hay aur kab down yahe maray leyi sab say hard ta
                  • #24 Collapse

                    isme sab se muskil chez jo mje lage the aur jis per mene bohat work kia wo hai greed per control ye mene boohAT MUSHKIL S SEEKHA JO HAR BANDAY K LIA MUSKIL HAI
                    • #25 Collapse

                      yar mere lie forex me koi b lesson mushkil nahi laga bs reading bohat hi easy ha lekan us ki application bohat i mushkil ha g forex me kam krne wale theoratically bohat kuch jante hun ge but un ko practicall nahi ata ho ga yahi mushkil lesson ha
                      • #26 Collapse

                        all the forex is a hardest lesson and it is a business and business can not be understand in a few minuts and in a few day it take time and then time to time a trader get experiece and the go ahead and ahead in the field of life to earn more and more
                        • #27 Collapse

                          bhai forex main sab lesson ko ap trade karoga to apko hardest hi lagaga.lekin sath sath main ap uski practice kartey jaoga to apko acha laga ga aur apka learning level bharhta jai aur jaldi forex seekh jaoga..
                          • #28 Collapse

                            Mera jo ab tk ka sb se bbara lesson jo hai wo ye hai ke main apni poori equity ek baar khatam kar chuka hn,wo is tarah ke maine apni trade close nahi ki ar socha ke hoskta hai main profit mein ajaon,lekin market opposite chali gayi kaafi ziyada,aur mera poora account khali hogaya,ab mjhe ye lesson mila ke ziyada lamba order nahi lagan chahiye aur stop loss ke sath trading karni chahiye.
                             
                            • #29 Collapse

                              bro mera mana hai ke ye mushkil bhi or asan bhi ku ke agar hum es mean ache se knowledge rkhte hain tu hume ye asan lgta hai other weis hum yahan kafi ache se soch samjh ke work karni ki zarurat hoti hai ku ke ye kafi riski businiss hai.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Ab tak mein ne tu demo ke account per he trading ki hay aur mein itna jan gia hon keh trading mein sb se hardest work yahi hay keh trading ki market ko judge kerna boht mushkil ho jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X