Simple tareeka trend dekhny ky leay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Simple tareeka trend dekhny ky leay.
    Dearembers ma aj apko aisa tareeka btata hun jis ma apko koi bhi indicator use keay bina trend ka pta chal jay ga yeh tareeka higher high aor high low ky chart pattern ka hai jis ma apko clear pta chl jata hai ky trend kya hai market ka apko nechy di gai picture sy achi trah smjh ajay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Buht achi info bhai jan. Thanks
    • #3 Collapse

      Dear ma apki bat sy agree kron ga forex trading ma tremd ko follow krna bht he zma zarori dy dear forex trading aik bht acha business hai apko account ko manage krna bht he zaroei hai forex forum ma hmen acha acha knowledge share krty rehna chye ta ky humen yahn sy acha profit gain kr sken
      • #4 Collapse

        Gee bhai aap ne bahut achi information di hai balkay agar mein yeh kahun kay aap ka analysis bahut acha hai tou yeh ghalt na ho ga aur trend tou firex mein insan ka dost hota hai iss lye trend ko zaroor follow karain aur trend ko kabhi darguzar na karain
        • #5 Collapse

          dear ap y bht he acvhi post share ki hai is ma picture sy humen clear ho gia hai ky forex trading ma trend ko kesy follow krna chye forex trading ma humen he management ka khyal rakhna hota hai trading ma market ko view kren aor analysis ko importance do
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Ap ne bohut hi achi tashreeh ki hai trend ka maloom karnay ka aur bohut ziada log aap ki post dekh kar un ki maloomat main yaqeenan izafa hoa ho ga aur amooman asa hota hai ke market aik trend main kafi arsay tak ke lie move karti hai is lie behtar yehi hai ke hamain trend follow karna cahhie.
            • #7 Collapse

              bhai ap ny boht achi pst ki hai or kafi informative bhi hai es liye main apki post par agree hun forex trdaing main usb se zeyad arori yah hota hai k humain trend ko find out karna ana chahye q k jub hum trend find out karty hain tu hmain easily apki post se smjh main a araha hai kmkis trha tredn dekh skty hain
              • #8 Collapse

                jab hum trade karty hain to is main trends ko b face karna hota hay jis ki help say market ko smjhna kafi asan ho sakta hay is main learning ki base say hi market ko understand kar sakty hain trend ko smjhny kay liye humain is kay kay chart ko dykhna ho ga market kay chart main high or low ko dykhna hota hay
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  trend ko maloom karnay kay differnet kisam kay tariqay hay aur ye tariqay differnet kisam kay indicators ki differnet setting say hoty hay aur sab say ziada trend ko maloom karnay kay liey moving average ko use kea jata hay aur hum es say trading achi kar sakty hay agar hum trend main reh kar kam karen gay
                  • #10 Collapse

                    bhai apki post boht achi hai or main apki bat se agree hun laken forex main hmain trend mallom karny k liye boht se tarekon se pta chal jaat hai es liye hmain es post se ap ny boht ach nalsye karna sikhaya hai or apki pst boht achi hai jis se hum trend ko ab easily fid out kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma apny senior members se poch na chatha hon k Forex Simple tareeka trend dekhny ky leay. Kon sa ha please koi senior member mojy is k bary may bata sakay ga please jaldi say jaldi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex trdaing main market ko chek kar trdaing karny se hmain amrket main trdaing trend ka pata chala jata hai or jub hmainmarket koi trend show karti hai tu ap ko osui ko he follow kar k trdaing karni chahye qk jub ap market k gainst jaty hain tu apki trdaing main loss hona yakeni amal hota hai tu hmaisha trend ko follow karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X