Confidence ki kami aur confidence ka over hona dono harmful hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence ki kami aur confidence ka over hona dono harmful hain
    Low confidence and over confidence
    Dear friends agar ap k paas achi skills hon perfect knowledge ho aur ap ne achay analysis keye hon aur ap k paas confidence na ho ap achi trade open nai kr saken gay ussi tarah agar ap ky paas over confidence hoga tou ap ko big loss ho saktay dono conditions mei ap ko dekhna parrta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi ap ki bat theahk hai ya natural s bat hai ka confidnce kam ho ya zyda dono nuksan da hain over confidence zyda nuksan otahta hai or low confidence tu kuch kr hi nahi sakta is lia confidence hona chaya
    • #3 Collapse

      Well,aap ne baja farmaya hai trading men confidence ki kami aur confidence ka ziada hona dono baten hi hamare liye harmful hoti hai q k jab bhi ham over confidence k sath koi trafe open kren ge to ham apna loss kr bethen ge isliye hamen iss batt ka khaas khayal rakhna chahiye k forex koi itna aasan buisnes ni hai jisse ham itni aasani control kr saken forex ko control krna bahot hi mushkil kaam hai isliye hamen analysis k baad hi koi trade open krni chahiye
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        G han ap ki bat bilkul theek hay forex trafing aikaesa bisiness hay k jis main hum over confidence ho kar kaam nai kar sakte aur na hi tab kar sakte hay agar humare pass knowledge hay achy analysis hay par hinare andar confidnce nai hay trading ka tou tab bhi hum kabhi trading nai kar sakte isliay humare andar congidance joba cahiay trading karnekaoar over confidence nai hona cahiay
        • #5 Collapse

          g han.confidence ki kmi hona or confidence ka over ho kr tread krna humary liay harmful ho sakta hy.is liay is my humy apny confidence level ko barqrar rakhty huay he tread krni chahey.agr hum is my over confidence ho jay gy to humy is my loss ho sakt hy.
          • #6 Collapse

            confidence ka low hona bhad bad ha kyon ky bshak ap hardworking krlo jitni merzi ap achi strategy rakhety hogay lakn lack of confidenec ap ko kabhi achi trade b nahe karnay de ga aor over coinfdence b bohat he bad hota ha kyon ky emotional se barri trades hoti haen
            • #7 Collapse

              g han trading me confidence ka hona to zarori hay magar confidence ki kami ki waja se hi traders success hasil karny me kamyab nahi ho paty, over confidence ko me trading me acha nahi samajta, loss ya to confidence ki kami ki waja se ho sakta hay ya over confidence ki waja se.
              • #8 Collapse

                g bilkul brother agr confidence k sath mehanat karo to lose ka khatra boht kam hota hai lakin har koi pechy se sekh k koi nhi ata kam kar k experience lo apni mistakes se sekho or dubara mistakes ko mat dohrao or positive confidence k sath kam kro ap ki mehant rang lay gi
                • #9 Collapse

                  Ye perfect haat hay kay confidence ka low aur over dono dangerous hain ap kay liye cause abilities hon ap mei aur confidence build na karna aata ho ap ko tou ap kasay best performance do gay esliye ap kay lye acha confidence ho lakin ye over b na ho kay ap loss krdo
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    g han apki bat sahi hai or main apki bat se garee hun forex trdaing main hmain trdaing main aghr tu knowledge kam hai tu ayh hmary liye boht muskil hai qk hmary knowedge k sath he hmara confidence bhatara hai jub k over confidence bhi hmary liye khtra hai es liye forex main sub balnce rakhty howe trdaing kareni chahye
                    • #11 Collapse

                      forex trdaing main jo trdaor apny knowledge ki base par confidence paida kar skty hain aghr tu ap k pass knowedge ki kami hai tu ap main kbhi bhi confidence nahi a skat hai es liye aghr apk pass otna knowledge nahi hai or ap main sirf cinfidence he hai tu yah bhi ap k liye khrta hai es liye sub kuj limit main rah kar karen
                      • #12 Collapse

                        agar hum confidence main aa kar trading karen gay tab humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main lalach bhi na karen kyun keh lalach main hum market main earning karnay ki bijye ulta humay loss he hota hay
                        • #13 Collapse

                          dear simple c baat hai jab ap k pass knowledge nhn ho ga ap jo kch b karian gain wo ap over confidence mai he karain gain aur os ka result yehi nikle ga k ap boht jaldii loss kar jao gy lehaza ap ko aysa nhn karna ap ko chaiye k ap seekh k aur smjh k es business mai kam karo ta k ap jaise jaise aage chalo gy ap ko osii lehaza se ye business faida de ga.. confidence level os waqt pata chalta hai jab ap ki market mai data fast ho ya market mai movement fast hona shuru ho jatii hai os waqt aik trader ko apne mind pe kaaabooo paa kar kam karna hota hai osii waqt ap acha faida haisl kar skte ho lehaza ap ko mehnat b karni ho gii..
                          • #14 Collapse

                            Yes dear less confidence and over confidence dono trader kay liye harmful hain jo log overconfidence hoty hain wo aksar lalach aur apny apko perfect samjh kar mistake karty hain jis say unhe loss hota hai jabky kuch trader aisy hoty hain jo trading main perfect hoty hain lekin un main confidence ni hota jis say wo good trade nahi kar sakty is liye humain apny confidence pay control karna chahiye is ka trading pay bohat effect parta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum forex trading main apna confidence ko bahal kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay es business main humay khoob time dian chahiye aur jab hum es business ko seekh kar run karen gay to he hum esmain achi earning kar sakty hay aur esmain safe reh sakty hay es business main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X