Jaiza : Market kay trend change honay ka pata lagayen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Market kay trend change honay ka pata lagayen
    jo forex market me new ya old trader hain un kay liey market me trend change hony ka aik tarika share karnay laga ho
    ap dekhay kay market aik up trend me ja rehi ha or top par os nay ja kar mukhalif me aik aisi candle bana di hain jis me 4 se 5 choti baby candle os bari bearsh candle me agai hain to os ko bearsh engulfing b kehay gay to waha se trend strongly reverse ho jaey ga
    os ki aik reson yeh ha kay waha par buyer ka presure khatam ho gaya ha or ab market seller kay controol me agai ha isi tarah same sell me ha
    yeh aik price action trend change stragety hai is ka success ratio intehai zada ha nisbat un kay jo indicator kay zariey trend change honay ka pata chalaty hain
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 27-07-2018, 08:31 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear market ka trend change ho raha hai ya sirf pull back hai ais k liay log diffrent ways use krty hai jaha tak mainy ais k bary mai study ki hai aus k mutabiq to hum jab chart pr dekhty hai agar market ka trend down tha aor ab trend change ho raha hai to market higher high aor highr low lagana start kar dey gi agar aisa hota hai to hum ko samjh lena chaye k market ne ab trend change kar lia hai agar hum phir entry lena chaty hai to hum ko aus mai higher low par buy lagani chaye aus se hum trend mai enter bhi ho jaty hai aor ais tarha humra stop loss bhi kam hota hai.
    • #3 Collapse

      Dear market ky trend ko bina indicator ky anadaza lganay ka tareeka ma apko btata hun
      Without indicator trend find krny ka aor chang find krny ka tareeka
      Dear members ap aik candlestick pattern ka 4h ka ya daily ka chart open kren us ko critically view kren apko market ma higher high ky bad low bhi next higher phr previous high is now low agr aisa nazar ay to market bullish trend ma hai aor agr apko lgy ky matket ny next higher ky bad low lea to pehly waly higer high ko na touch kia tora blky next time low sy bhi next lower low ki truf aa gai hai to market trend chang krny ky mood ma hai
      • #4 Collapse

        candle stick pattern ko learning karny ka yahi faida hota hay key ham without indicators use key market trend ka andaza laga sakty hey aur market trend key changing ka hamy asani se andaza ho sakta hay app ne daily engulfing bar candle key break hony ka bahot hi acha jaiza leya hay, bullish engulfing bar jab be break hoti hay to mery khayal me yahi se market trend ka change hona yakeeni ho jata hay hamy esi useful strategy ko trading me miss nahi karna chaye, candle stick ki education hamy hasil karni chaye, indicators hamesha traders ko confuse karty hey candle chart pattern se hi market ko ham indicators se zeyda market ko analysis kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          slam to all forum members.... great information ap ne candles k baary mein... agr advance mein market trend ka pta chal jaye to kabhi b loss na ho lekin ye bohat hi mushkil kaam hai baaz dfa candles b dhoka dy jaati hain is k liiye b apko proper study ki zroort hoti hai sirf ek chart se sab samjh mein nahi aa jata agr candle ko read krna itna asaan hota to koi b loss na kry
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            jo forex market me new ya old trader hain un kay liey market me trend change hony ka aik tarika share karnay laga ho
            ap dekhay kay market aik up trend me ja rehi ha or top par os nay ja kar mukhalif me aik aisi candle bana di hain jis me 4 se 5 choti baby candle os bari bearsh candle me agai hain to os ko bearsh engulfing b kehay gay to waha se trend strongly reverse ho jaey ga
            os ki aik reson yeh ha kay waha par buyer ka presure khatam ho gaya ha or ab market seller kay controol me agai ha isi tarah same sell me ha
            yeh aik price action trend change stragety hai is ka success ratio intehai zada ha nisbat un kay jo indicator kay zariey trend change honay ka pata chalaty hain
            Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha bath ke ha laken market ka trand find krna koi bri bath nhi ha ager him log mhnat krty ha to him log market ky trand ko dondh skty ha is ky leya bas mhnat krna perti ha Mary Khayal ma jab 3 candle ek tarf ho to him ko dosre traftrad open krni chya phir hi hi .Ko profit ho ga or him log kamyab trader ban skty ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              yahan par ap jab b chiye apna trend daily base par reise kar skty han or ap ko marekt ka perfect illam ka hona lazmi hona chaiye or ap yaahn say auchy say long k lye wroking ko kafi zayda rise kar sktyhan or ap ko kaam akrnay ka mza b aa skta ha yahan say
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                jo forex market me new ya old trader hain un kay liey market me trend change hony ka aik tarika share karnay laga ho
                ap dekhay kay market aik up trend me ja rehi ha or top par os nay ja kar mukhalif me aik aisi candle bana di hain jis me 4 se 5 choti baby candle os bari bearsh candle me agai hain to os ko bearsh engulfing b kehay gay to waha se trend strongly reverse ho jaey ga
                os ki aik reson yeh ha kay waha par buyer ka presure khatam ho gaya ha or ab market seller kay controol me agai ha isi tarah same sell me ha
                yeh aik price action trend change stragety hai is ka success ratio intehai zada ha nisbat un kay jo indicator kay zariey trend change honay ka pata chalaty hain
                Dear aapne bht acha jaiza paishh kiya hai trend change hony ka pata laganay ka. Aur aap trend change hont ka pata aik tareeka to aapne pattern ka btaya hai aur dosra tareeka aap indicators kay istemaal say bhe kar sakte hain. Jab aap indicators ko istemaal karte hain to phir aapko SMA kay indicator say short term main trend change honey ka aur long term main trend change honey ka pata lag sakta hai. Es kay elaawa aap aik aur indicator jo kay trend change honey ke confirmation deta gai wo Bollinger bands indicator hai. Bolinger band indicator aapko jab trend change ho raha hota hai to signal day deta hai. Aur ye indicator jo mane batay hain dono aap short tern trend ko identify karne ka liey aur long term identify karney kay liey istemaal kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  bhai ap ny bohat cahi post ki hai or kafi informative bhi hai ap ny boht achi traha se trend change hony k bary main hmain information di hai jis se hum asani se market k trend ko find out kar skty hain or apni trading main trend change hony k sath apni trading main order lag skty hain jesa k ap ny batay hai k market main jub agli pin bar bnati hai tu pichli choti baby pin bar bnany par hmain apni trdaing karni chahye or es k sath sath market ki reveerse postion ko bhi mind main rakhty howe apni entry den q k jub market reverse main jati hain tu market main wo trador on rahty hain jo long term main trading kar rahy hoty hain wo apni trade tab tak open rakhty hain jub tak un ko apni market main acha profot earn nahi kar elty hain
                  • #10 Collapse

                    Forex CA business 1 online business Hai Iski movement bahut jyada Speed ke sath hoti hai aur iski direction be daily base par wo Zafar change Ho Jati Hai Jab Jiski direction change ho jati hai to Hame ispe investment we change kar leni chahiye tha kya Miyapur Jada nuksan Awara Miyapur long time ke liye acche wale working Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Ji Bhai Apne bahut achi baat ki hai market ka trend change Hota rehta hai agar Hum Log Mein Naat Karte Hain Tu Hai Hum Log market ke train ka find kar sakte hain aur Agar Hum logo ko market ka trend Milega To Hum Log Forex Se Accha aur Bada profit bana sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Yaha par forex market kam karne ke liye mere liye important Hoti Hai Jaise Jaise working Karta Ja Ja Ja Rahe Hain Hamare liye market analysis for increase ho jata hai lekin generate karne ke liye Hamare Paas market trend nikalna bahut jyada important hota hai jab mere paas tender nikal Aata Hai Hamara kam ho jate hai main market ki direction investment kar dete Hain Aise Jaise market ki movement Hoti Hai Hamara balance generate Hota Ja Raha Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Market kay trend change honay ka pata lagayen

                          Forex trading business Ek bahut hi technical business hai Forex trading business mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Hamesha friend ko follow karna chahie aur koshish Karni chahie kya market ke train ka pata chalayen Taake Ham easily profitable trade lagakar Achcha profit Hasil Karen bahut se log market trend ko ignore karte hain aur trade order Lagate Hain Jiski vajah se unko bahut jyada heavy loss ka Samna karna padta hai Loss se bachne ke liye koshish karen ki market trend ko identify Karen aur usko follow karne ki koshish karen Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Market kay trend change honay ka pata lagayen

                            Trades open aur close karny ka decision market trend key change hony par kia jata hay, agar market trend change na ho to traders account ko open karna acha nahi samjty aur jo trades open hon us ko close karna be zarori nahi samjty, hamy market trend key change hony aur strong hony ki conformation ki complete learning ki zarorat hay, market trend change hony ki information hamy difference source se ho sakti hay, technical aur fundamental analysis work se ham market key weak hony strong hony ya be market trend key change hony key bary me har tarha hi conformation hasil kar sakty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Market kay trend change honay ka pata lagayen

                              assalamu alaikum dear forex members candlestick pattern ko learning Karne ka yahi fayda hota hai ki Ham without indicator use kiye market trend ka andaza laga sakte hain aur market trend ke changing kahan mein aasani se andaza hota hai aapane daily e engulfing bar candle ke break hone ka bahut hi achcha jayja liya hai police mangal Singh bar jab bhi break hota hai hai to mere khyal mein yahi se market trend ka change hona ji ki nahin ho jata hai hamen ISI useful strategy ko trading mein lagana chahie aur sms nahin karna chahie candlestick ki education hamen hasil karni chahie indicator samay shah traders ko confuse karte hain candle chat baton se Hi market ko Ham indicator se jyada market ko analysis kar sakte hain aur usmein success ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X