Jaiza : Triangle Strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Triangle Strategy
    forex market me triangle stragety aik wahid stragety ha jo kay chopy market me use ki jati ha is se stragety ka success ratio 80% se b zada ha expert trader is ko baray confidence se trade kartay hain
    jub market oper or nichay two trend line me chalti ha to un kay darmyan fasla asta asta kam hota rehta ha yeni market ki volatility kam hoti rehti ha to market aik triangle ki shape bana deti ha jub market os triangle ko break karti ha to waha par entry li jati ha jaisa kay is pic me ha



    yaha par market nay aik triangle bana kar os ko nichay se break kia ha to hum nay yaha par sell ki entry laini ha or hamaray sl or tp bilkul wazay hain

    yaha par market nay triangle banatay huey up ki taraf par break kia ha to yaha par buy ki entry lain gay yaha par hamara stop loss previous low kay nichay ho or hamara take profit almost double ho ga yaha par
    Last edited by ; 27-07-2018, 08:33 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apne jo baat ki hai triangle strategy ki to ais mai ye hai k hum jis bhi pair mai triangle dekhty hai to aus par hum ko trades tab tak ni lagani chaye jab tak triangle break na ho jaye aor jab triangle break ho jaye to hum ko aus time aik choti lot se entry lagani chyae aor phir jab market dobara ais triangle ko test krny aati hai to hum ko aus time phir bari lot se trade lagani chaye hum aga ais triangle pr trade lagye to hum ko aus par stop loss bhi zaror lagana chaye. Ais se ye hai k humra account bhi safe rehta hai aor humra account wash bhi ni ho ga.
    • #3 Collapse

      Triangle strategy kya hai?
      Dear members ma apki bat sy agree kron ga pakistan forex forum ma bht zbrdst effective knowledge share kia ja raha hai
      Dear market ka technical analysis krty huy hum jub dekhen ky market ma triangle bnny ko ja rahi hai to is py ap trade avail kr skty hain is ky leay apko forex trading ma biggest charts dekhby chyen jo better result dety hain aor y3h chart apko h4 sy daily chart tk sy upper use krny chye ma apko picture sy smjhata hun triangle strategy kya hai
      • #4 Collapse

        Ap ny bohat acha kia hai jo ye strategy share ki hai is sy 80% profit huwa hai to me is ka bary me mazeed search b karu ga is sy kafi help mil sakti hai trading me or ap ko acha profit ho sakta hai or jab is me ap trading kary gy to loss k chances b kam hon gy or trading kafi achi hogi or ye strategy har waqt b lgai nahi ja sakti.
        • #5 Collapse

          Salam Bhai Mary khayal ma Ap ny bohat achi information share ki hai is sy trading me kafi madad mily gi or new traders ko aisi hi information chahiye hoti hai admins ny bohhat acha kia hai ye mukabla shuru kar k is sy old traders apna experience share karty hai or new traders ko kuch seekhny ko milta hai aisy or b mukably hony chahiye.
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
            forex market me triangle stragety aik wahid stragety ha jo kay chopy market me use ki jati ha is se stragety ka success ratio 80% se b zada ha expert trader is ko baray confidence se trade kartay hain
            jub market oper or nichay two trend line me chalti ha to un kay darmyan fasla asta asta kam hota rehta ha yeni market ki volatility kam hoti rehti ha to market aik triangle ki shape bana deti ha jub market os triangle ko break karti ha to waha par entry li jati ha jaisa kay is pic me ha



            yaha par market nay aik triangle bana kar os ko nichay se break kia ha to hum nay yaha par sell ki entry laini ha or hamaray sl or tp bilkul wazay hain

            yaha par market nay triangle banatay huey up ki taraf par break kia ha to yaha par buy ki entry lain gay yaha par hamara stop loss previous low kay nichay ho or hamara take profit almost double ho ga yaha par
            My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log achi planning krty ha to phir him log acha profit hasil KR skty havis leya him logo ko achi sy achi planning krna hoti ha or krna ho gye phir hblog kamyab trader ban skty ha or phir him log Kam investment sy big profit hasil krny ma bi kamyab ho skty ha
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
              forex market me triangle stragety aik wahid stragety ha jo kay chopy market me use ki jati ha is se stragety ka success ratio 80% se b zada ha expert trader is ko baray confidence se trade kartay hain
              jub market oper or nichay two trend line me chalti ha to un kay darmyan fasla asta asta kam hota rehta ha yeni market ki volatility kam hoti rehti ha to market aik triangle ki shape bana deti ha jub market os triangle ko break karti ha to waha par entry li jati ha jaisa kay is pic me ha



              yaha par market nay aik triangle bana kar os ko nichay se break kia ha to hum nay yaha par sell ki entry laini ha or hamaray sl or tp bilkul wazay hain

              yaha par market nay triangle banatay huey up ki taraf par break kia ha to yaha par buy ki entry lain gay yaha par hamara stop loss previous low kay nichay ho or hamara take profit almost double ho ga yaha par
              Dear aapne bht he zabardast tareeky say triangle strategy ko explain kiya hai aur triangle strategy kaafi Jyada helfull hai Sare expert job analysis Karte Hain To a triangle strategy use karte hain aur woh charts par lines Laga Lete Hain aur un lines Ko Jab market Tore ke Nikalti Hai Tu naya trend ban jata hai lehaza Aap Bhi Apne chat par lazmi trendline Laga kar rakha kare.
              • #8 Collapse

                Triangle pattern bahot zeyda types key hoty hey magar ham yaha popular triangle pattern ka jaiza len gey es easy triangle pattern ko understand karna traders ko technically analyzing me expert bana sakta hay

                Trend reversal pattern me traders ko breakout hony tak wait karna hoga aur market trend ko check karna ho ga es ki direction kes taraf hay jesy hi market me triangle pattern ban jaye aur market trend agar breakout kar ley jes key chances nahi hoty to esy me traders ko market trend ko hi follow karna chaye aur market trend reversal key chances bilkul be khatam ho jaty hey.
                Click image for larger version

Name:	chart_patterns20.jpg
Views:	1
Size:	63.8 کلوبائٹ
ID:	12321030
                • #9 Collapse

                  forex trading main boht se pettren se trading ki ja skti hai jis main har trador apni trading k according os pettrn main trading karta hai es liye hum jo bhi pettrn use karty howe trading karty hain tu oski achi trah se confermation hona boht he zeyada zarri hai or jub hum aik startgy ko confedntly use karty hain tu os main hmain acha proft milta hai or hmari trading main risk bhi kam se kam hota hai or es k ilwa ap ny jo traiangle startgy k bary main hmain information di hai tu yah pattern bhi hmary liye boht asan arahat hai jis main hum apni trading aghr full confidence main rahty howe karen tu hmain es main 80%or plus main profit milny k chances hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Forex market Mein triangle poly planning most common planning Ajo boshe log isko use karte hain yeah planning market ki direction to find out karne ke liye both Jada important hai Iski aapse market correction ko nikal lete hain aur uske direction ki sabse SBI investment kar dete Hain Jis mein bahut jyada business develop ho sakta hai hamara
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Forex me kam karne ke liye mere paas planning Hamare Paas importance working experience Jyada hona chahiye Hamare Yahan Par experience level increased Ho Jayega market Mein information Ke Sath Sath Hai Isme investment we increase Ho Jati Hai Jab investment increased Hoti Hai To Hum Nahi Aata Kabhi bahut jyada ho jati hai ya nahi market Mein investment we increase karne mein Mari help karti hai aur hum Yahan Par experience and knowledge was suffering learning information we generate kar sakte hain time ke saath saath

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X