Analysis kya kirdar ada karty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kya kirdar ada karty hain
    Dear traders mera to keyal hay k jo traders analysis karty hain wo bahut achy traders ban jaty hain aor un ko loss kam hi hota hay ap ka is bary mein kya kheyal hay trading mein analysis ki kya ahmiyat hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Analysis ke importance ye hay kay aap ko es baat se wakif hona chahey jo banda analysis karna nahi janta wo kabi bhe trader nahi ban sakta. Analysis bht zayda eham kirdaar ada karty hain aap ke trading ko munafa baksh bnaany k ly. Main aap say chand point share karna chahun ga jis se aap ko analysis ke importance ka idea ho ga.

    Trend Finder: analysis agar aap kar sakty hain to aap kay ley trend ko dekhna bht he zayda asaan ho jaata hay aur aap ko pata chal jata ha k market kis trend main ha.
    Support and Resistance: analysis se support or resistance bhe identify ho sakti hay jis se aapko market main enter or exit hony k ly asaani rehti hay.

    Analysis se aapko ye bhe pata chalta hay k past main kisi bhe pair pe kis tarha value change hoti rahi ha aur us ko dekh kar ap behtar trading kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      forex market ko analysis karny key ley app key terminals me indicators signals tools mujod hoty hey jes ko use me la kar app market ko technially analysis kar sakty hey,

      market ko 3 method se analysis kia ja sakta hay
      1. technically analysis
      2. Fundamental analysis
      3. Sentiment Analysis

      1. Technically analysis
      reliable indicators ko use kar key market ko technically analysis kia ja sakta hay, technically analyzing key ley indicators big time frame H4, day1 me use karny se es key signals zeyda powerful ho sakty hey.

      2. Fundamental analysis
      Fundamental analysis key ley app ko forex news update daily base par hasil karna ho gi aur app ko forex news calendar ki update be honi chaye.

      3. Sentiment analysis
      market price action ki theoretically reflect key ley app ko all information hasil karna hoti hay, sentiment analyzing me market me investors key overall attitude par be nazar rakna hoti hay.
      • #4 Collapse

        Bhai jan market ka three type ka analysis hota hai Fundamental analysis
        Technical analysis
        Sentimental analysis

        Members apko fundamental technical aor sentimental analysis ky leay alg alg tareeka kar apnna prta hai
        Economic calendar sy apko fundamental ka ota chlta hai news updates milti hain news reading apko sekh i prti hai kisi bhi tutor sy ya trainer sy sekh len forum sy sekh len

        Technical analysis ky leay apko chart read krna prta hai is ma indicator apply krny hoty hai
        RSI MOVING AVERAGE MACD BOLLINGER BANDS
        FIBONACCI RETRACEMENT OBV ETC
        sentimental analysis hota hai trader ka rujhan kis truf hai isko analysis krna aor experience krna aor trading krna
        • #5 Collapse

          trading ky leay analysis ki importance...

          Dear members analysis two types ky hain major
          1. Technical
          2. Fundamental
          analysis jo ky technical hai is ky leay apko market charts ko critical view krna hota hai apko market ma different strategies lga ky indicator oscillator lga ky trend dekhna hota hai bullish beqrish power dekhni hoti hai trading ky leay support aor resistance key support resistance volume traders volume etc dekhna hita hai

          Jub ky fundamental analysis ky leay economic calendar dekhna hita hai news time note krna news ki importance ko dekhna news time news reading dekhna iska impact market py dekhna etc



          • #6 Collapse

            Salam Mary khayal ma sirf analysis hi ka trading ma rule nhi is ky sath sath him logo ko forex signals bi or news bi dakhni hoti ha ager him logo ko forex trading ma kamyab trader bnan chty ha is ky ilwa him logo ko lalch sy bachna chya kau ky lalch him logo ko loss ki traf la jati or bhio Mary khayal ma forex trading ma Jo sub sy zyda nkm log ha wo isi wja sy ha ky wo log mhnt nhi krty him sub logo ko trading is waqat krni chya jb him log news ,anal analysis or forex signals ko check na kr my or is ky sath him logo ko mhnt bi krna hoti ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              han g sahi kaha ap ny analysis bohat aham hai trading me agar ap achy trader ban na chahty hai to apko market k analysis karny chahiye ta ka apko market ki smajh aye or ap market me achi trading kar sakty or jo log analysis nahi karty bus tusskky lagaty hai to un ko waqti tor per zroor profit hota hoga lekin mostly loss hi hota hai un ko.
              • #8 Collapse

                hum apni behtaren karkardgi se fourm ko betar se behtar bana sakte hein or dosre logi ko is ke matalaq bata kar is jon kerne ke bare me averness dein tak wo pak fourm ko ziada se ziada join karen
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Asghar Kallue پيغام ديکھيے
                  Dear traders mera to keyal hay k jo traders analysis karty hain wo bahut achy traders ban jaty hain aor un ko loss kam hi hota hay ap ka is bary mein kya kheyal hay trading mein analysis ki kya ahmiyat hay
                  My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma Khayal ma analysis ka forex market ma bhot hi ihm krdar hota ha is still him log kafi achi tra sy market ky trand ka andaza laga skty ha or acha profit hasil KR skty havis ma mhnat Kam or profit zayada mil skta ha
                  • #10 Collapse

                    analyse karny ko hum urdu main tajzia kahty hain es k liye hmary pass koi basic materail hona boht zarori hai jis ka hum tajiza kar saken forex trading main analsye karny k liye hmary apss boht se posints hoty hain jin ak tajiza karny k bad os par action liya jata hai or es k liye sub se bara or zaroari amal market par hota hai k hmain apni trading k liye market ka tajziaya karna hota hai k market k kiya haalt hain or hmain en ahalat main kesy trading karni hai tu hmain apny trading busness main market k ilwa or bhi boht se jaghun par analsye karna hota hai os k bad hmain apni tading skils ko use kar os main trading karni hoti hai forex trading main analsye 3 qisam k hoty hain jis par traing ki jati hai
                    1:tehnical nalayses
                    2:fundamental analyses
                    3:sentemantal analyses
                    • #11 Collapse

                      Agar baat ki jaye analysis ki to forex trading main analysis bohat important role play kartay hein. main yeh samajhta hon forex main apko earning karne kay liye sub say pehlay market kay analysis karne hotay hein agar ap wo nahi karen gein to apko pata he nai chalay ga kay market ki kia condition hai. jab apko market ki condition he nahi pata hogi to ap trade kahan per lagayen gein buy main ya sell main. yeh cheez bohat important hai lakin log is ko miss kar detay hein. Main jab bhi forex ki market main kisi pair per trade enter karta hon pehlay mukamal analysis karta hon phir koi trade lagata hon.

                      Main mostly Technical Analysis per work karta hon aor bhi analysis ki iqsaam hoti hein jaisay kay fundamental analysis etc.
                      • #12 Collapse

                        dear trading me analysis ki bohat zada important hain or hum analysis par hi consistent profit earn kar saktay hain luck par consistent profit earn nehi kia ja sakta ha
                        analysis se trading asan hoti ha
                        dear agr ap analysis par trading karay gay ap ko koi tention nehi ho ap confidence kay sath trading karay gay or ap nay jo entry li ho gi ap os ko apnay targit tak bina kisi tention or confusion kay hold kar sakay gay or apna targit achived karay gay or analysis par hum lagatar kafi trades profit me lay saktay hain blkay luck or mafroza sirf aik ya zada se zada two times hi chalta ha
                        analysis kay begair trading karna mushkalat paida kar sakta ha
                        dear agr ap analysis kay begair trading karay gay to ap ko bohat zada mushkalat a sakti hain ku kay bina analyis kay ap ko apni trades kay profit ka targit pata nehi ho ga or ap ka profit b tukay par set kia ho ga or market thori si negative anay par ap wrong decision b lay saktay hain tention me anay par ku kay ap ko market me entry par zada confidence nehi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kya kirdar ada karty hain

                          forex aik online business hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik aam business ke tarha nahi hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis kya kirdar ada karty hain

                            analysis kamyab hony mai or loss sy bachny mai hamar madad karty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis kya kirdar ada karty hain

                              forex trading main analysis ki boht ahmiyat hai q k jub ytak hum kisi bhi point ko achi trha se analysis nahi kar skty hain tu hum apni trading ko bhi achi trha nahi akr skty hain es liye sub se pahly market ko achi trha se chek krna hota hai q k jub tak hum market ko achi trha se smjh nahi jaty hain tab tak hum trading ka business nahi kar skty hain or na he kamyb ho paty hain or market ko analysis karny k liye hmary apss 3 types k analysis hoty hain jis se hum market ko achi trha smjh skty hain sub se zyda market ko smjhny k liye jo analysis use kiya jta hai wo technial analysis hai es main hum chart ki help se market ko judge karty hain or apni trdaing market k hisab se karty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X