Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?
    Demo account me mera trading ka expernice bahot hi zeyda hay aur es demo account me har tarha ki trading strategies ko test kia hay aur demo account me profit be unlimited earn kar chuka hon magar real account me muj se achi trading nahi hoti aur hamesha real account mera wash be ho jata hay aur 1$ profit be earn nahi kar saka hon,

    demo account ki practice se expernice hasil karny ki koi esi limit hay jes se traders khud ko successful ya expert trader keh saky?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nahe dost trading experience hasil kernay ki koi limit nahe hay jesa k hum jantay hain k forex main profit earn kerny ki koi limit nahe hy same isi tarha forex main ye earning kernay k leay app k pass kafi knowledge hona chahy our trading main app demo kar rahy hoon ya live account main trade ker rahy hoon app ko is main profit acha milta hy our app daily trade say boht khuch learn kerty haen learning our experience kerna her trader k leay hasil kerna boht zarori hy pher hm professional trader ban sagtay hae
    • #3 Collapse

      Mary khayal ma trading experience hasil krny ki koi limit nhi ha kau ky him log jtni zyada trading kre gye hmra experience utna zayada bry ga is leya him logo ko demo account py practice kr ky apny experience ko zyda kr skty ha or Dosra experience hasy krny ka zrya Pakistan forex forum ha jha per him sub posting ky zrya experience hasil kr skty ha AP ko dono treky sy experience hasil krna chya
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        nahi sir Forex me knowledge or experience Hasil karne ki koi limit nahi hai Kyunki yeh ek bahut he Vashi business hai isme Hum Jo rozana demo trade your real account meet rate 1sq par Karte Hain usme Hum Bahut Si galtiyan Karte Hain Jeene se Humko sikhna chahiye aur experience Yahi Hota Hai isme earning ki koi limit nahi hai Waise Hi Hame unlimited knowledge or experience chahiye joke books se online site se aur demo practice se Aasan Hota Hai jo ke sab traders ke liye bahut zaroori hai
        • #5 Collapse

          Salam bhai
          Mery khial sy trading aik aisa business hy jisko aap jitna ziada learn karien gy itna hi kam hy q k is mai bohat sari paichidgiaan hoti hain jo har din apko nayi soch mai daal daiti hain k ab is ka kia laya amal hona chahye is liye mai to kaho ga k agar koi insaan kehta hy k mai forex trading ka master hoo to yeh us shaks ki galat fehmi hy q k is business mai mai ny bohat sary shah sawaroon ko zameen par girty huye daikha hy
          • #6 Collapse

            Trading krnay k lye ap k pass long busines ka hona lazmi ha hotna zayda ap ka business ho ga itni zayda ap ki yahan say working ho skye gi ju k ap ko mangment kr k dikhati ha or ap ko earn kr k yahan say dikhana parye ga kuch idea nikalna parta ha ap ko
             
            • #7 Collapse

              Dear membere aisi koi limit nhi hai jon jon technology trakee krti ja rahi hai humen mazeed lesrning aor experience ki zsrorat hoti hai keun ky news strategies mutaruf ho rahi hai new planning indicators aor oscillator market ma aa rahy hain aor new updates aa rahi hain software ma is leay hamen mazeed kunning hony ki zsrorat ho chuki hai apko real trading ky sath demo trading lazmi krty rehna chyr ta ky apko upto date rehny ma madad mil sky
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Demo account me mera trading ka expernice bahot hi zeyda hay aur es demo account me har tarha ki trading strategies ko test kia hay aur demo account me profit be unlimited earn kar chuka hon magar real account me muj se achi trading nahi hoti aur hamesha real account mera wash be ho jata hay aur 1$ profit be earn nahi kar saka hon,

                demo account ki practice se expernice hasil karny ki koi esi limit hay jes se traders khud ko successful ya expert trader keh saky?
                My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma trading experience hasil krny ki koi limit nhi ha kau ky log ager zayada experience bi hasil KR Le to ya to bi ya experience profit hasil krny ky let's bhot hi Kam hota ha
                • #9 Collapse

                  Trading tax parents ko increase Kare usko increase karne ke liye aapko A pass in skills ka hona chahiye aapko chahiye kya Patni skills code development Kare jitni Jyada Aap Yahan Par apni scale score increase Karenge RRB answer Itni Jyada investment co increase Karke maximum amount core generate kar lenge
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Demo account me mera trading ka expernice bahot hi zeyda hay aur es demo account me har tarha ki trading strategies ko test kia hay aur demo account me profit be unlimited earn kar chuka hon magar real account me muj se achi trading nahi hoti aur hamesha real account mera wash be ho jata hay aur 1$ profit be earn nahi kar saka hon,

                    demo account ki practice se expernice hasil karny ki koi esi limit hay jes se traders khud ko successful ya expert trader keh saky?
                    Assalamu Alaikum bhaijaan Forex se ka knowledge Hasil karna Har member ke liye bahut jyada Jaroori Hai Kyunki jab tak aapko knowledge Nahin Hoga aap office nahi karte Denge isliye aapko chahiye kya demo account par Jyada Se Jyada time de Jyada Se Jyada tradeco open Karen aur close Karen aur usme hone wale experience count Karle aur demo account ke capital ko Yehi samjhe Unki ya aapka real account hai tab hi aap demo account waly strategy ko real account mein use kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?

                      dear friend market me experience Hasil karne ki koi limit nahi hai isliye aap ko khud ka experience Jyada Se Jyada Hasil karna chahie market mein aap Jyada Se Jyada kaam karte Jaenge utna hi accha experience Asan kar sakte hain aur Mere Khayal Mein market ko proper full Koi achi Tarah nahi ja sakta isliye jitna bhi aap isme nirbason Karte Hain To aap ismein Mukammal Sar par hundred percent graft Nahin aise hi kar sake Kyunki aap market ko achi Tarah rate Kare market Mein achha experience and Karen market ke bare mein jyada Se Jyada books read Karen sake market ka aap ko achi Tarah Dada ho sake tab jakar aap market Mein accha experience kar sakte hain aur Market Mein trading kar sakte hain jo ki aapko faydemand hoti hai isliye Forex Mein Kamyab hone Ka Yahi haal hai ki aap ke paas achha balance backup ho aur accha experience Ho tabhi aap Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?

                        Assalamu Alaikum friends manuser horror place in your members se puchna Chahta Hoon please mujhe bata sakte hain please please senior member hai mujhe Uske bare mein bata
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Demo account me mera trading ka expernice bahot hi zeyda hay aur es demo account me har tarha ki trading strategies ko test kia hay aur demo account me profit be unlimited earn kar chuka hon magar real account me muj se achi trading nahi hoti aur hamesha real account mera wash be ho jata hay aur 1$ profit be earn nahi kar saka hon,

                          demo account ki practice se expernice hasil karny ki koi esi limit hay jes se traders khud ko successful ya expert trader keh saky?
                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main experience ki koi limit Ni ha ap jtna marzi ha knowledge or experience hasil karan jtna ziada knowledge or experience ho ga utny he ziada ap easily successful hon gy
                          Demo account main hum log jab practice karty Han to humary pass balance ziada hota ha or demo account main humy loss ka bi dar ni hota ha is waja sy humy ziada profit he hota ha or loss kam hota ha
                          Real account main jab trading karty Han to humara balance both Kam hota ha is k alawa loss hony ka dar alada hota ha is he waja sy humy loss ho jata ha is ley jab bi real account main trading karny to pehly apna dar khatam karny or proper analysis karny k baad trading karny
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?<br />Demo account me mera trading ka expernice bahot hi zeyda hay aur es demo account me har tarha ki trading strategies ko test kia hay aur demo account me profit be unlimited earn kar chuka hon magar real account me muj se achi trading nahi hoti aur hamesha real account mera wash be ho jata hay aur 1$ profit be earn nahi kar saka hon, <br /><br />demo account ki practice se expernice hasil karny ki koi esi limit hay jes se traders khud ko successful ya expert trader keh saky?
                            Ji bhai jan ap ki bat kay mutabiq aksar yahi hota hay new traders Forex ka poori taran knowledge hasil karnay kay sath sath apni learning bhi mukamal kartay hain aor sath sath demo account pay achi taran Forex ki practice bhi kartay hain practice kay bad jab woh real account main Forex trading kartay hain to un ko demo pay practice karnay kay bawajod loss ho jata hay aor bar bar loss say account kai dafah wash bhi ho jata hay is ki sab say bari wajah knowledge main kami hay jo kisi taran traders main reh jati hay dosra yeh k jab trader demo pay practice karta hay to kai aisi chezan bhi hoti hay jin ki practice nahi ho pati is liay jab trader real account main trading karta hay to un masayl ka samna karnay say woh trading thek taran say nahi kar pata jis say us ko loss ho jata hay misal kay tor pay demo main big size trading ki practice hoti hay aor profit bhi ziada hota hay jab k real account main investment ziada nahi hoti jis ki wajah traders kay pas Forex kay liiay ziada amount na hona hay aor na hi trader kay pas ziada bonus hota hay is liay usay small trade lagana hoti jis ki usay practice nahi hoti aor woh trading main mistakes kar jata hay aor usay Forex main loss ho jata hay demo main practice karnay say hi ziada experience hasil nahi hota bal k real account main trading karnay say bhi experience hasil hota real main bar bar loss say traders apni mistakes ko fined kartay hain aor in ko door kartay is taran un ko kamyabi bhi milti hay aor experience bh milta hay Forex main experience hasil karnay kay liay practice ki koi limit nahi hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading experience hasil karny ki kia koi limit hay?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Demo account me mera trading ka expernice bahot hi zeyda hay aur es demo account me har tarha ki trading strategies ko test kia hay aur demo account me profit be unlimited earn kar chuka hon magar real account me muj se achi trading nahi hoti aur hamesha real account mera wash be ho jata hay aur 1$ profit be earn nahi kar saka hon,

                              demo account ki practice se expernice hasil karny ki koi esi limit hay jes se traders khud ko successful ya expert trader keh saky?
                              Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha demo account main ap bilkal free ho k trading karty han or us main ap k pass balance bi ziada hota ha jis ko ap hold rakhty han ache earning kar Katy han jab k real account main ap ko loss dar hota ha ap free mind sy trading ni karty han or tohra sa loss hota ha ap close kar daty han or hold ni rakhty han jab k ap ko tohra hold karna chae ha ap ki trade zaror profit main aay ge is ley humy proper learning ki zarorat hoti ha or market k analysis karny ki zarorat hoti ha ap ny demo account main practice ki ho ge par tawaja sy ni ki ho ge ap ny market ko samjny ki kosish ni ki ho ge tab he ap ko loss hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X