After long time kinu forex me success milti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    After long time kinu forex me success milti hay?
    traders ko es bat ka yakeen rakna chaye key without learning kabi be success nahi mil sakti hay, forex business me ham long time se trading to karty hey magar mistakes ko find karny me ham se ghalti ho jati hay aur ye long time ham trading account me loss hi karty hey,

    - trading me key gaye mistakes me se step by step learning karna zarori hay

    - demo account ki practice se mistakes ko control karny ki koshish karna zarori hay

    - demo account ki practice ko finish karny key bad emotions aur greed ko control karny ki koshish karni chaye

    - zeyda se zeyda strategies ko test karna chaye aur esi strategy jo app key ley trading me suitable ho use karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaisy ap ne forex market ki baat ki hai ais mai success depend karti hai hum par. Hum mai se kuch log jo ghaltian karty hai jis ki se aun ko ais market mai loss hota hai wo ye hai.

    Trade lagany sr phly Analysis
    Dear humri sab se bari ghalti ye hoti hai k hum jab bhi market mai entry lety hai to hum ais mai analysis ni karty aor baghair sochy samjhy hi market mai enter ho jaty hai jab enter ho jaty hai to aus k baad hum sochty hai k hum ne to ghalti kar di enter ho k magar phir bhi close ni karty.

    Stop loss ka use na karna
    Dear dosri bari ghalti ye hai k hum jo bhi trade lagaty hai aus k sath stop loss ni lagaty jis se humra account wash bhi ho jata hai kun k hum mai aik bara masla hai k humri trades loss mai chalti rehti hai aor hum close ni larty jis ki waja se zayda loss hota hai hum agar stop loss lagaty hai to thory se loss se trade se bahir ho jaty hain.

    Take profit ka use na karna
    Hum mai se zayda tar log Take profit use krty ni karty hai agar hum take profit use kry to aus mai ye hota hai k hum ne jo apna target set kia hota hai hum waha tak market k janany ka wait karty hai magar jab take profit use ni karty to hum trade jaldi hi close kar dety hai ais liay hum ko take profit lagana chaye.

    Bari lot use krna
    Hum mai ye bhi bahot hi bara masla hai k hum jo bhi trade lagaty hai aus mai hum lot bahot hi bari lagaty hai jis se hum ko andaza bhi hota hota k hum ne kitna bara risk ly lia hai agar humry pass 1000$ ka account hai aor hum ne 1.0 ki lot laga di hai to toal 100 pips par humra acvount wash ho jata hai ais liay hamesha risk apny account k hisab se lena chaye tab hi faida ho ga

    Long time k baad Profit
    Dear jab hum long time k baad real account par kaam karty hai to tab tak hum ko market ki samjh aa jati hai k ais mai kaam disciplne k sath karna pary ga tab hi hum ko ais mai faida ho ga ya kai dafe ye hota hai k hum ne jo phly ghaltian ki hoti hai wo bandy ko samjh aa jati hai aor wo ghaltian banda dobara ni karta.
    • #3 Collapse

      Forex aik world class business hai our us main traders sirf ye samjhty hain k simple bonus bnana hy our buy oir sell kerna hy to wo learning ki traf kum tawaja dity hain jis say un ko forex ko samjhnay main kafi time lag jta hay our shuro main her trader ko loss hota hy jes ki reason main yahi hy k forex ko hum log boht easy lety hain us k risk ko under stand nahe ker paty hain our us main emotions ko biklul bhe control nahe kerty hain greed k sath trade kerty haen jes main pher hum stop loss bilkul bhe use nahe kerty haen our humery account wash hoty rhety hain humean loss ka samna rheta hy but jo bhe traders us ko samjh jaty haen wo us main easily profit timely bnana shuro ker dity hain
      Our dosto yahi reason hy k 95% traders forex main fail hoty hain remaining 5 percent success hasil kerty hain koin k wo forex market k sath fight nahe kerty haen balkay patients say us ko win kerty hain
      • #4 Collapse

        Salam Mary bhio him sub logo ko is bath ka PTA hona chya ky forex trading ma 90% log fail ho jaty ha kau ky wo log mhny nhi krty or forex trading ma profit is waqt hi mumken hota ha jb hm sub log zyada sy Zayda mhnt krty ha hmry profit ka inhsr hmri mhnt per hota ha ager him log greedy ho jae or lalch ma trad lge gye to bi him ko loss hony ky chance zyda hoty ha
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Wo is liye brother q k forex ek long term experience work ha is liye is mein agar ap is mein acha work krna chahty hein to is me kamyab work k liye hamesha is mein pehly hard work krna forex k bary mein acha experience hasil krna bohat he zarori ha then ap ek arsa k bad is mein acha experience hasil kr k kamyab earning kr sakty hein or apni life ko change kr sakty hein
          • #6 Collapse

            Dear ap ny bahut achiii bat ki hay aor bahut achy points bataye hain is ki aik waja mery mind ky mutabiq to ye hay ka jab trading start karta hay aik new trader to wo us sy pehly demo account py paratice nai karty direct real account mein trading karna shuru kar dety hain new traders ko pehly demo account mein paractice karna zaroriii hay
            • #7 Collapse

              mere bhai Forex mein time Dena padta hai joke hum log nahi Dete Hain Forex key learning karni padti hai demo experience Hasil karna padta hai aur phir daily 3 se 4 ghante MT4 trading platform co daini Hote Hain Hum Forex toh bahut easy Lete Hain Jiski wajah se Hame loss pay loss hota hai rehta hai Aur Hum Apni mistakes ke upar Dhyan bhi nahi dete Jiski wajah se hum samajh nahi sakte hain Jo log Forex score understand kar lete hain woh isme bahut jald achha profit Kamani lag Jate Hain Hame demo account mein Kafi practise karna Hogi Phir hai Hum acche earning real account me kar Payenge aur Charles acche traders ke saath Honge
              • #8 Collapse

                Long time ka baad success is liye milti hai kyu k trading k liye experience bht zroori hai or experince jakdi nahi milta us k liye apko waqt chahiye jis me ap practice kar saky apni mistakes sy seekh saky trading jaldi nahi ati par mushkil b nahi hai jo hard work karta hai usy zroor kamyabi milti hai or trading me is liye time lagta hai success me.
                • #9 Collapse

                  bhai trading ko boht easy nahien lena chahyee her newbie ko ye baat zehn ma rakhna chahyee ky trading ki field ma app ko sab sy pehly apna time invest karna parta hy and ais ka result app ko experience ki soorat maien milta hy and jitna experience hoga utna app acha kam ker sakty haien and koi bhi attey he naien sab kuch ban jata hy strat mai her tarah ka acha bura experience hota hy jo ky aap ko teach karta hy and app ky skills improve karta hy tab ja ky app profit ka sooch sakty haien ais liye her newbie ko ye cheez zehn maien rakhni chaye ky us ko at leat ye kaam seekny maien 6 mont lag sakty haien tab ja ky wo successfull trading ker sakta hai and us ka positive result lay sakta hy ais liye ghabrana nahien chahyee and struggle jari rakhein and emotions py control rakhein
                  • #10 Collapse

                    Forex trading = knowledge+experience+practice in demo +market analysis

                    mery bhaio forex trading ma knowledge aor experience bhahot he zarori hai forex market ma humen trading ky leay basic knowledge hasil krna chye trading ka experience haisl krny ky leay hymen demo account ma practice krna hoti hai aor practice sy pehly knowledge aor tips ky leay humen Pakistan forex forum join krna chye jahan hamary he bhai knowledge aor experience share krty hain
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      traders ko es bat ka yakeen rakna chaye key without learning kabi be success nahi mil sakti hay, forex business me ham long time se trading to karty hey magar mistakes ko find karny me ham se ghalti ho jati hay aur ye long time ham trading account me loss hi karty hey,

                      - trading me key gaye mistakes me se step by step learning karna zarori hay

                      - demo account ki practice se mistakes ko control karny ki koshish karna zarori hay

                      - demo account ki practice ko finish karny key bad emotions aur greed ko control karny ki koshish karni chaye

                      - zeyda se zeyda strategies ko test karna chaye aur esi strategy jo app key ley trading me suitable ho use karna chaye.


                      My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager AP logo ko foran forex sy profit hasil krna ha to is ky leya AP ko following vatba py Amal krna ho ga

                      Lalach sy door rhna
                      Mhnat krna zayada sy zayada
                      News ka wait krna
                      Analysis krna
                      Trand ka andaza lagana
                      • #12 Collapse

                        Forex main aapko bahut jyada working karna Hoti Hai Jisne aapko long time ke liye Bate bhi karna padta hai written Jyada Aap Yahan Par investment karne ke baad wait Karenge aap ko setting karne mein bhi nahi Zyada Aankhon Mein Aansu Itni Jyada Sunny Hogi wo aapke paas maximum earning bhi ho jayegi aur aap kahan se nuksaan hone ke bahut kam chances ho jayenge isliye kuch toh kuch samajh kar karna hoga
                        • #13 Collapse

                          dear wo is liye kiyon kay forex ek life time or hard work mind work ha is liye is mein mind kay sath work kar kay life time earning hasil ki ja sakti ha is liye market mein ap agar success hasil karty hein to apko is mein acha experience or knowledge hota ha kiyon kay forex mein bagair experience or knowledge kay work karna bohat he hard ha kiyon kay experience kay bagair forex market mein work juwa ha is liye wait kar kay market mein kam karna behtar ha jab ap newbiz houn to zarori ha kay market mein demo practice kareen or phir ap achi practice kay bad or acha balance backup hoga to daily work karty karty market mein itny expert ban jayen gay kay ap is mein success hasil kar sakty hein or hard trad apki win ho sakti ha is liye market mein long time experience karty karty he achi earning or success hasil ki ja sakti ha
                          • #14 Collapse

                            Long taime k bad ham ko bhot zeada paractis ho jati hy jab ham ko forex my taime guzar jata hy to khod hi ham ko kuch na kuch experiencw ho jt hy to ham phr sahi trha sy forex kr sgty hy agr han trading my sahi balance hasil kr ly our money manigmint k sath ham km kry to hamara account kbhi bhi wash nai hota hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main aksar log after long time success achieve kertay hain. que kay time kay sath sath un main meturity ati hay. wo kuch arsa to forex ko bas asay hi letay hian aur jab un ko yakeen ho jata hay kay ye aik real kam hay to phir is main mehnat kertay hain aur apna experience aur skill ko incease kertay hain. aur trading main khud ko test kertay rehtay hain. jab tak apni required success ratio per nahi ponchatay wo apni strategy aur knowledge ko mazeed behter kertay hain. jab apni achieve kerda skill ko live main use kertay hain to phir logo ko bhi us mehnat aur hard work ka pata chalta hay jo uno nay ki hoti hay. aur pher baki sari duniya bhi un ki success ko manti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X