What is Spread?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Spread?
    Dosto spread kya hai or trading me is ka kya amal hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friends spread sy murad wo raqam ko apki trading lgaty time - mein mtlb commission kata jata ha jo k broker ki fee hoti ha or jo k fixed hoti ha har broker ki lekin insta ki fee bohat he kam ha is mein work kr k kam spread k sath kafi achi earning ki ja sakti ha or kamyab munafa kamaya ja sakta ha is liye insta best broker ha or broker ki commission ko spread kha jata ha....
    agar reply acha lga ho to thanks k button py click kr k hosla afzai kijiye ga shukriya
    • #3 Collapse

      spread


      Members spread apki trade place krty waqat trtrade start price aor selected price ma differedifference ko kehty hain
      Dear asal ma bat is trah hai ky hum trading kisi na kisi broker ky through krty hain to broker humen trade place krny ky leay leverage facility deta hai jis sy humari trade market ma excute hoti hai ro wo hum sy commission leta hai jis ka usko direct faida hota hai jesy he ap trade open krty ho commission broker ko mil jata hai har broker ka spread currency pairs aor commodity cfds metal crypto currency etc py difference hai
      hum insta ky through trading krty hain to inka major pairs py 3 spread hai
      gold py 60
      silver py 40
      Aor cl py 3pips
      Aisy he crypto py bhi different hai.
      • #4 Collapse

        Spread ko jan'ny se pehly main aapko aik basic cheez batana chahun ga jo spread ko jaan'ny se pehly zaroori hay kay aapko maloom hona chahey kay forex market main currency pairs main buy ya sell hoti hay. Jesa kay EURUSD ya GBPUSD weghra. Pair main pehli currency Base jab kay Dosri currency Quote Currency kehlati hay.

        What is Spread:
        Jab aap koi bhe currency buy karty hain ya phir sell karty hain to aap ko buy aur sell kay rates main fark nazar aay ga. Maslan GBPUSD buy price 1.3203 aur sell price 1.3200. Ye jo buy aur sell main fark hay es ko ham spread kehty hain.

        Spread Ke Wajha:
        Aap kisi bhe normal market main exchange kay ly jaain to aapko agar USD leny hain to mehngy aur deny hain to sasta rate milta hay. Jis ka faaida us exchange waaly ko hota hay. Esi tarha online forex trading main bhe yehi cheez lagu hoti hay aur spread sy broker apny expenses nikaalty hain aur profit bnaaty hain.

        Types Of Spread:
        Fixed Spread: Jis currency pair main spread change nahi hota aur Constant rehta hay usko fixed spread kehty hain.
        Variable Spread: Jis pair main spread halaat aur demaand pe change hota rrhata hay us ko variable spread kehty hain.
        • #5 Collapse

          Spread asal main woh comission hota hai jo broker hamari her open ki jany wali trade sy leta hai so jab bhi ham koi trade open kerty hain tou hamari trade hamesha loss sy start hoti hai tou woh same loss spread ki waja sy hota hai jesy kafi sary currency pairs main spread three pips ka hai tou trade open kerty hi hamari trade three pips loss sy start leti hai jo sab sy pehly recover kerna perta hai aur phir hamara profit start hota hai isi terha gold main sixty pips ka spread hai jo bahot zyada hai but gold main market ki movement bahot zyada hoti hai jo same spread wala loss bahot jald recover bhi ho jata hai aur thoty time main bahot sara profit bui hasil ho jata hai kuch pairs main spread nehi hota tou phir bhi hamari trade kuch pips loss sy start leti hai tou aesa isliay hota hai ky spread same pair main nehi hota lkin itny hi pips broker ka comission hamari open ki jany wali trade sy kaat lia jata hai jo ager ap open order ko visit kerain tou sath comission show ho raha hota hai jesy agar ap cruid oil ya usdx per trade open kerty hain tou wahan per apsy aesa comission lia jata hai
          • #6 Collapse

            Salam Bhaio Mary khayal ma AP bilkol thek ky rhy ho ky spread in passo ko khty ha Jo hm log trade lagty ha is ky charges hoty ha Jo ky trad lgaty waqat hm NY broker ko Dana hoti ha bhot hi currency ma 3 pip hota jb him log trad lagty ha to is waqat him sub sy phly loss ma jaty ha jis ky bd wo loss recovery krna hota ha jis ky be hm sub logo ka profit start hota ha Mary khayal ma gold ki commission Jo him log broker ko daty ha wo 3 pip ha is leya ya broker ka haq hota ha spread ki 2 types ha 1 fixed spread or Dosra variable spread ha
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              bid price or ask price kay darmyan jo farak hota ha osay spread kehtay hain
              broker har trade par comision wasool kartaay hain spread ki soorat me
              instaforex me eurusd ki buy or sell ki two value hoti hain mean eurusd me 1.1650 1.1653
              to is 3 pips ka farak ha to kehay gay kay instafirex ka eurusd me spread 3 pips ha
              jub hum trade open kartay hain to broker advance me osi wakt spread ki sorat me commision wasool kar letay hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                Dosto spread kya hai or trading me is ka kya amal hai?
                Spread trading main kafi main cgeez hai spread us ko kehty hain jo buy or sell ya phr bid or ask main difference hota hai bohat sy brokers different spread daity hain or laikin aik cheez ho daikhna chaiye k news k time pai spread ka difference zuada ho jata hai hamain us time soch smjh kr trade kena chaye
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Spread ko samjny key ley hamy market key bid price aur ask price ki bat pehly karni ho gi, Bit price hamesha ask price se kam hoti hay, Bit price aur ask price key darmyan jo difference hota hay ye broker ki service cost ko represents karty hey,
                  kesi be business ki trading market kinu na ho wo spread rakti hay, esi tarha forex ki market be spread rakti hay, bit aur ask price traders key ley ye show karty hey key wo buy kes price par kar rehye hey aur sell kes price par kar rahey hey aur jo be difference banta hay us ko app broker ki fees keh sakty hey.
                  • #10 Collapse

                    g dear aap nay pucha spread kia hay daikhain dear pehlay to aa ko yeh pata hona chahiye kay forex maarket may buy or sel prices hoti hain

                    Basic Definition
                    dear forex market main buy price or sell price kay darmiyaan jo difference hota hay issay spread kaha jaata hay jesay kayy dollar misaal kay tor per ager aap market may bachtay hain to woh 122 rupay ka bikkay ga jab kay aap ager dollar khareedo gay to wo 124 ka millay ga to beech kay 2 rupay money exchanger ka commision hota hay iss tarah forex may bhi different sell or buy prices hain or iss kay beech kay paisay broker ka commision hota hay ab yeh broker ki marzi hay kay wo spread kitna rakhta hay sab pairs per fixed spread hay jo kabhi change nahin hota to issay fixed spread kehtay hain issi tarah bohat see cheezon per spread inki demand kay mutaabiq kam ya ziada hota hay jissay floating spread kaha jaata hay
                    • #11 Collapse

                      bhai jan spread aik commission hai jo ky har broker leta hai yehi uska profit hota hai jo wo apko leverage to deta hai lkn ap sy iski fees ky tor py deta hai spread har currency pair ka bhi alg hota hai aor
                      har broker ka bhi apna spread hota hai
                      kisi ka fix spread hota hai jesa ky insta forex walo ka fix spread hai yeh har time fix hai waisy kch pairs py zeyada bhi hai lkn fix hai
                      kch brokers ka spread to thora hota hai lkn news time py unka spread bht variy krta hai jo ky bht zeyada ho jata hai is leay humen achi selection krni chye in sub baton ko zehn ma rakhna chye
                      Acha kaam achy daam
                      • #12 Collapse

                        Thanks to all my best buddies q k mujhy spread ka knowledge ni tha lakin ap logoon ki waja sy mujhy tora both idea ho GA hy
                        • #13 Collapse

                          forex trading main spresd wo raqam hoti hai jis main hmain broker ko commetion dena parhta hai jub hum trading k liye pair ko select karty hain tu hmain os pair main trading karni chahye jis ka spraed kam ho or jub hum kam spred waly pair main trading karty hain tu hmain commetion bhi kam dena parhta hai es liye kam commetion waly pair par trading karni chahye jis main hum achi trading kar skty hain or hmain proft bhi acha milta hai es liye har pair par tading se pahly osk spread par dehan dena zarori hai
                          • #14 Collapse

                            Spread wo raqam hoti hay jo broker ka commission hota bye price aur sell price kay darmiyan faraq ko spread kaha jata hay means kay agar ham gold pe trade lagain aur ham order place karin gay hamin chahay profit ho ya loss broker nay apna commission matlab spread lay laina hay us ko koi sarokar nai kay order place karnay waly ko loss hota hay ya profit mukhtalif brokers ka mukhtalif pairs pe mukhtalif spread hota hay ye jo spread broker ham say wasool karta hay ye hi asal main us ka confirm profit hay b baki kaam is kay elawaha hein spread ki do main qismain hein ek ho fix spread kaha jata hay is main trader ko chahay jitna marzi profit ho wo spraed fix hi rahy ga aur doosra variable spread is mian trade ko honay waly profit ka percentage broker ka spread hoota hay
                            THKS
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Spread:

                              Dear forex trading mein spread aik type ka commission hota he jo keh broker ya exchange krne wala kse bhe trader se charge krta he broker aur exchange krne wale apne mrze se mukhtlf qism ke spread rkhte hien jo keh aksr same he hote hien aur hr trading pair jo forex trading mein istemal hota he sb ke apne apne spread hmein die jate hien jaisa keh agr hm eurusd ko buy krte hein aur eurusd ka rate 1.1650 pr he to jb hm buy krein ge to hmein 1.1647 pr buy lge ga agr hm 1.1650 pr he buy kr rhe hien to es ka mtlb smjho keh hm 1.1653 pr eurusd ko buy kr rhe hien mtlb keh 3 points ka drmian mein jo frq he woh jb hm order apna laga dete hein to sb se phle hmara woh order -3 mein show ho rha hota he to es ka mtlb he keh hm 3 points ka commission broker ko ada kr ke eurusd ko buy kr rhe hote hien ya sell kr rhe hote hien ese trah hr currencies pair ke apne apne spread hote hien jo keh 0 point spread se le kr 60 points tk chle jate hein aur aj kl to digital crypto currencies pr to spread boht he zyada charge kia ja rha he jo keh 6000 se 8000 pips points ka chl rha he to yeh spread aik commission ke mad mein ata he aur hr trader ko yeh pay krna lazme hota he kion keh agr broker apna spread nhe rkhe ga to broker ke personal expenses jo woh daily bases pr krta he woh kahan se pore kre ga. To yeh tafseel jo mere knowledge mein the mien ne ap ko bta de he umeed krte hon keh ap ko spread kia he es ke ab smjh a gae ho ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X