Forex trading main indicators ka use kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main indicators ka use kitna important ha?
    Salam to everyone. Me ap logo say pochna chahta hun k forex trading main indicators ka istamal kis had tak zaruri ha kia hum without indicator hepl achi trading kr sktay hain?, apni apni raye ka izhar mrain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    W.salam bhai
    Mai ap k sawal ka yeh jawab daina chahta hun k indicators bohat hi eham hain hamari trading stragety banany k liye q k indicators ki madad sy humain market ko ainalysis karny mai bohat madad milti hy aur in indicators ki madad sy jab hum market ko ainalysis kar laity hain to hamain bohat faida hota hy aur sath mai ap sabb ko yeh bhi bata doon k kuch indicators hamain sahi sy information nahi dy paty is liye indicators ko use karty waqt bhi bohat ehtiat sy kaam laina hi AQALMANDI hy
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
      Salam to everyone. Me ap logo say pochna chahta hun k forex trading main indicators ka istamal kis had tak zaruri ha kia hum without indicator hepl achi trading kr sktay hain?, apni apni raye ka izhar mrain..
      W.salam Bhai sub sy phly is bath ko apny zhan ma rakh lo ky her indicater him ko drst information nhi data laken bhot sy indicater ashy bi ha jis still him market ko analysis kr skty ha ager him NY market ko shi analysis keya ha to is Sy him ko hi profit hasil ho ga
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        forex trading me indicator bohat zada ehmiat kay hamil hain ap forex me akely price action par hi nehi reh saktay hain is kay liey ap ko chand indicator ko use karna parta ha ha ap jitnay b expert trader dekh lay un kay chart par aik ya doo indicator lazmi hotainy hain indicator ap ko direction detay hain kay ap nay current is wakt kaha jana ha
        forex trading me jo indicator bohat zada important un me se sub zada use kia janay wala moving avrages or rsi or stochstic ha har pro trader ho expert trader ho ya new trader wo moving avrages kay begair trading nehi kar sakta ha ku kay moving avrages trend ko pata chalany kay liey bohat zada important role adaa karti ha
        • #5 Collapse

          bahi walikum salam bahi indicator tu must use karain trading mai warna ap ko market ka trend change hona ki samaj nahi ai gi or loss ap karain gain indicator use krna ka sath sath ap learn bi karain wasa RIS sab s easy or best indicator hai ya 30 s 70 tk ki rang pr chalta hai is ko dahk kr ap trade mai bye ya sell kar ka accha profit kama sakta hain
          • #6 Collapse

            without indicators use key ham market trend ki direction ka andaza nahi laga sakty hey, Forex market me movement random walk ki tahra nahi hoti hay market trend me changing economic theories key contend kia waja se ati hey jes ko indicators hi identify karny me hamari help kar sakty hey, indicators price date aur news release data ko generate kar key buy sell key signals provide karta hay aur ye bahot hi important technical trading strategy hay.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
              Salam to everyone. Me ap logo say pochna chahta hun k forex trading main indicators ka istamal kis had tak zaruri ha kia hum without indicator hepl achi trading kr sktay hain?, apni apni raye ka izhar mrain..
              Forex trading main trade karne ke liye indicators ko watch karna bhi Kafi important hai Kyunki indicated is se Hame analysis karne mein help mil Jati Hai Forex trading Mai bahut Sare indicators hai jo bahut acche market ka trend Bhi Bata Dete Hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Brother jahan tk technical analysis ka taluq hai to indicators sy he hh7men market ky kch aspectaspects ka andaza behtr hota hahai oscillator aor indicators humen market ma volume aoaor trade over all lots ka btaty hain jis sy humen mmarket ki supply zone aor demand zone ka pta cchlta hai aor himen market ma technical analysis ky leay support aor resistance ky levels ka bhi andaza hona chyr jo ky trade exit aor enter ky leay best hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                  Salam to everyone. Me ap logo say pochna chahta hun k forex trading main indicators ka istamal kis had tak zaruri ha kia hum without indicator hepl achi trading kr sktay hain?, apni apni raye ka izhar mrain..
                  Jab Hum trading ke liye plan banate hain toh uss Mein indicators ko bhi dekhna hota hai aur traded skis Dadi banane ke liye indicators 1 important role play karte hain indicators se traders Co market Kate and kha andala O sakta hai aur trading indicators go watch Karke achieved planning bana sakte hain aur achi strategy Banakar profit be gain kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                    Salam to everyone. Me ap logo say pochna chahta hun k forex trading main indicators ka istamal kis had tak zaruri ha kia hum without indicator hepl achi trading kr sktay hain?, apni apni raye ka izhar mrain..
                    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma indicater ka forex trading ka bhot hi zayada ihmyat hoti ha kau ky indicater ko follow krty Howe him log acha profit hasil KR skty ha him logo ko sirf or sirf indicater ko follow krna ho ga or kuch nhi or zayada sy zayada mhnat krna hoti ha bas
                    • #11 Collapse

                      indicator k begair yahan or kaam krnay ka koi b consept nahi ha ap ko yhan say buhat zayda niksaan ho skta ha ap ko yahan say apnay lye kuch sekhana hota ha market may working orogress ka b ap ko is ka illam hona chahiye k ap kesy kaam krty ha ap k pass skitma basic knowledge ha jahan say ap kaam krty hanb
                      • #12 Collapse

                        Dear meri raay kay mutaabik aapko indicators say lazmi torr par help leni chahey. Agar aap indicators ka istemaal nahi karte hain to us kay badly main aapko sirf aur sirf apne analysis par kaam karna hota hai. Agar aap indicator ka usee kar lain to us main aapky analysis zayda behtar tor par ho sakte hain. Maslan agar aap nay abi analysis kiey aur aapky analysis main koi na koi cheez ghalti say reh gai ha. Aur us kay baad aap kise pair ya commodity ko buy karne ka sochty hain. Magar jab indicator say signal aapko sell ka mill raha hota hai to aap sochty lazmi hain kay kia wajha ha k indicator sell ka signal de raha ha. Lehaza aap dobara say check karte hn aur agarr koe chez apne miss kar de ho to aapko phir pata chal jata hai. Lehaza ma apko indicator ka istemaal recommended karun ga.
                        • #13 Collapse

                          dear trading mein agar ap achi earning krna chahty hein to har is cheez ko use krna zarori ha jis sy trading mein help milti ho is mein indicators fundamantel news or har trha ki news ko follow krna or usko read kr k is bat k sath trading krna bohat he zarori ha is mein indicators bohat sy achy hein jo k market ki direction ka guide krty hein or us sy bohat he achi help milti ha or trading krty time sb cheezon ko follow krna bohat he zarori or is k sath take profit stop loss indcators market news sb cheezon ko follow kreen to indicators bhe bohat he help krty hein or khash tor par jo mt4 k original hein rsi or mcad ye 2no best indicators hein in ki help sy bohat he acha munafa hasil kiya ja sakta ha
                          • #14 Collapse

                            Dear brother kisi bhi trade me indicator bohat effect kerta hai aur indicator ki madad se ham apni trade aur uska lot size fix ker saktey hain. Indicator ki movement se he hamen market analysis ka andaza hota hai aur agr ham indicator ko follow kerta rahey to iska result hamare he favour me hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading main boht se indictaors hoty hain jin ko hum use kar k apni trading kar skty hain forex trading main har trador aghr indicators ko use kar rha hai tu osko aik limit tak osko use karna chahye q k aik ayh bhi haqiqat hai k har indicators hmain sahi information nahi deta hai es liye hum yah bhi kah skty hain k hmain indicators se loss bhi ho skta hai forex trading main jub hmain indicators ko use karna ho tu hmain har trah ki confermtion karny k bad osko use karna chahye laken kuj arsy k liye hmaisha indicators ko use nahi karna chahye ayse ap main apki trading skills kam hoti jati hai apko chahye k ap without indicators trading karen or acha profot eran karen jis main ap aik achy trador ki tarha trading kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X