PMI Trading kisay kahtay hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    PMI Trading kisay kahtay hain ?
    Assalam-O-Alaikum
    Dosto kay ap PMI trading ka bary main janty hai PMI trading kya hai aur ya kas trah ki jati kya PMI koi Index hai ya koi economy hai.?
    Last edited by ; 31-07-2018, 02:24 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Purchasing Managers Index (PMI)

    PMI (Purchasing Managers Index) ko kehty hain aur PMI trading koi separately term nahi hay. PMI economic indicator hay jo monthly survey ke buniyaad per banaya jata hay. Ye survey private sector ke companies se kiya jaata hay.

    PMI kis tarha bnaai jati hay:
    PMI mukhtalif companies se data jama kar k bnaya jaata hay jis ma ye poocha jaata hay kay order ke demand kesi hay, deliveries, inventory weghra ka bary ma data jama kiya jata ha aur user btaty hain kay pichly month kay mukably main response positive hay ya negative.

    PMI ke Ehmiyat:
    PMI pehla economic indicator hota hay aur dikhata hay kay economy kis taraf ja rahi hay. Investment kay ly akhta kiya hua data investors ko apna agla lahe amal bnaany ka moka deta hay.
    • #3 Collapse

      Yeh wali trading ka mujhe jyada nahi pata hai ke liye PMI trading kya hoti hai yeh kis cheez ka naam hai aapko Reshmi pata hai to aap mere Saathiya para share kar de agar aap ko nahi pata hai toh main uske baare mein information nikal deta hoon net se aur ye aap ke saath main next post main aap ke saath share kar dunga
      • #4 Collapse

        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary PMI trading kiss ko k khty ha to ma AP ki bath Sy mukml agree krta ho kau ky ager him log is tra sy trading krty ha to him log acha profit hasil KR skty ha him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha or wo bi bas Kam or phir profit hi profit hota ha Jis ko withdraw KR skty ho
        • #5 Collapse

          Re: PMI Trading kisay kahtay hain ?

          Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account summary trading karne mein practically help karta hai aur Samay market ke aapse down hone Ka Pata Chalta Hai isliye mere saath mein 2 demo account sabse best teacher hai
          • #6 Collapse

            Re: PMI Trading kisay kahtay hain ?

            Agar Hum logo ko forex market se Accha profit Hasil Karna Hai To fir Hum logo ko time time ki yahan se trading Karni chahiye timeframe ki help se Agar Hum Log trading Karte Hain To is ham logo ko Kafi fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: PMI Trading kisay kahtay hain ?

              Instagram account verified karna Koi Bada Mushkil kaam Nahin Hai Isme hamacher zvonko verify karne ke liye Hamare Paas just national ID card Ka Hona last nahi hai hamare pass student hai to send karo lazmi Hai Hamare Paas Nahi Hai To Hum Apne Naam par koi bhi kar sakte hain Hum Sabke Liye
              • #8 Collapse

                Re: Purchasing Managers Index (PMI)

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                PMI (Purchasing Managers Index) ko kehty hain aur PMI trading koi separately term nahi hay. PMI economic indicator hay jo monthly survey ke buniyaad per banaya jata hay. Ye survey private sector ke companies se kiya jaata hay.

                PMI kis tarha bnaai jati hay:
                PMI mukhtalif companies se data jama kar k bnaya jaata hay jis ma ye poocha jaata hay kay order ke demand kesi hay, deliveries, inventory weghra ka bary ma data jama kiya jata ha aur user btaty hain kay pichly month kay mukably main response positive hay ya negative.

                PMI ke Ehmiyat:
                PMI pehla economic indicator hota hay aur dikhata hay kay economy kis taraf ja rahi hay. Investment kay ly akhta kiya hua data investors ko apna agla lahe amal bnaany ka moka deta hay.
                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main different factor involve hoty Han is k movement main isi tahra different indicator or strategy use kar k humy forex trading main successful ho sakty han par jab asi news hon to humy both ahtaiayat karny ki zarort ha jab hum forex trading main har news ko dakheny or Khayal rakhen gy movement ko samjny gy or proper money management or risk free trading karny gy to hum log easily successful ho sakty Han isi tahra pmi ny bi jab release hona ho to humy both ahtaiayat karni chae ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: PMI Trading kisay kahtay hain ?

                  main jo samjhta hhoon k forex main news trading sab say mukhtalif hai oiur sab say mushkil hai hum jab tak technical main achy trader nahe banain gay tab tak humean us main ache earning nahe hooo ge jo bhe fundamental news hoti hain wo koi khas market direct ko wazeaya nahe kerti hain humena humesha charts ko read ker k trade lena hoo gee pher he us main hum acha profit earn ker pain gay our humean us main success milay geee

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X